[x] Do you have a Poet Inside You?
Or
You Admire Poetry / Shayari then

Yoindia Shayariadab is a Platform for you
A community of thousands of Shayari Kadradaan!
Click here to become part of Yoindia Shayariadab
Welcome to Heaven of Poetry:Yoindia ShayariAdab

Shayari ki Jannat

If you have a poet somehere hidden inside then Join Now the biggest Shayari/Poetry Community with thousands poets. By Joining You will get access to more features at Yoindia as well you will get removal of advertisments which means fewer ads. Registration is FREE.

Pages: [1]
Print
Author Topic: tum ko aisa dost chaiya yo aisa hoon  (Read 563 times)
muneeb
Maqbool Shayar
****
Offline Offline

Waqt Yoindia ko Diya: 6 hours and 6 minutes.

Posts: 638

muneeb_chand@hotmail.com
View Profile Email
« on: August 26, 2004, 11:59:16 AM »

""Assalam-o-alaikum !!

Aap ko aisa dost chahiay?

Jo aap ko zaheen bana day,

maaloomaat barha day.

Chhor kar na jaaye,

naata torr kar na jaaye,

Aap ko bore na karay,

aap ki tanhai mein shor na karay.

Aap ko dhoka na day,

shikaayat ka moqa na day.

Bay jaa taareef na karay,

aap ka mazaaq na uraaye.

Aap ka maal na churaaye,

aap say kuchh na chhupaaye,

aap ka raaz na bataaye.

Aap kay saath rahay,

kaheen na jaaye.

Jab pukaara fauran aa jaaye.

Jo aap ko maaloom woh us ko maaloom,

jo us ko maaloom woh aap ko maaloom.

Naadaano ko irfan day,

bay zabaano ko bayaan day.

Murdo kay haalaat bataaye,

zindo ko raah dikhaaye.

Har mushkil ka hull bata day aur seedhi raah dikha day.


Woh to kab say aap say dosti kayliay bay chain hai.

kiya Aap dosti kayliay tayyaar hein?

To phir uthiay, aur aaj hi us say dosti kar lein.


Naam pata maaloom hai? Masjid ki kisi almaari mein  rakhaa hoga,

ghar kay kisi taaq par rakha hoga.


Us ka naam Quran hai. Yeh tamaam khoobiyaan Quran mein hein.

Aaj hi usay dost bana lein.

Yaad rahay woh apni baat manwaanay ki shart zaroor lagaata hai.

Aap us ki baat maanein, woh aap ko kaamyaab kar dayga.

Allah Hafiz
Logged
muneeb
Maqbool Shayar
****
Offline Offline

Waqt Yoindia ko Diya: 6 hours and 6 minutes.

Posts: 638

muneeb_chand@hotmail.com
View Profile Email
« Reply #1 on: October 12, 2006, 10:44:39 AM »

""Assalam-o-alaikum !!

Aap ko aisa dost chahiay?

Jo aap ko zaheen bana day,

maaloomaat barha day.

Chhor kar na jaaye,

naata torr kar na jaaye,

Aap ko bore na karay,

aap ki tanhai mein shor na karay.

Aap ko dhoka na day,

shikaayat ka moqa na day.

Bay jaa taareef na karay,

aap ka mazaaq na uraaye.

Aap ka maal na churaaye,

aap say kuchh na chhupaaye,

aap ka raaz na bataaye.

Aap kay saath rahay,

kaheen na jaaye.

Jab pukaara fauran aa jaaye.

Jo aap ko maaloom woh us ko maaloom,

jo us ko maaloom woh aap ko maaloom.

Naadaano ko irfan day,

bay zabaano ko bayaan day.

Murdo kay haalaat bataaye,

zindo ko raah dikhaaye.

Har mushkil ka hull bata day aur seedhi raah dikha day.


Woh to kab say aap say dosti kayliay bay chain hai.

kiya Aap dosti kayliay tayyaar hein?

To phir uthiay, aur aaj hi us say dosti kar lein.


Naam pata maaloom hai? Masjid ki kisi almaari mein rakhaa hoga,

ghar kay kisi taaq par rakha hoga.


Us ka naam Quran hai. Yeh tamaam khoobiyaan Quran mein hein.

Aaj hi usay dost bana lein.

Yaad rahay woh apni baat manwaanay ki shart zaroor lagaata hai.

Aap us ki baat maanein, woh aap ko kaamyaab kar dayga.

Allah Hafiz
Logged
Yoindia.com : Shero Shayari in Urdu Hindi & Various other Languages: Forums
   

 Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  

More Similar Poetry & Posts
Subject Started by Replies Views Last post
aap ko aisa dost chaiya jo aisa hoon Shayari-e-Parastish muneeb 11 2399 Last post December 16, 2004, 05:54:41 AM
by sharmaarunkumar
aisa bi ho sakta hai Shayri-E-Dard yasir_sensitive 4 104 Last post July 02, 2005, 02:55:30 PM
by rohit30002
Aisa kya hai ap me ........... Shayri for Khumar -e- Ishq sammu1984 0 201 Last post December 22, 2004, 12:25:54 PM
by sammu1984
...~~Aisa kya~~... Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 112 113 » HumTum 1694 13799 Last post March 27, 2006, 03:34:41 PM
by D K
Koi Aisa Bhi..... Shayri for Khumar -e- Ishq Aman Sarhadi 0 205 Last post August 23, 2005, 02:52:18 PM
by Aman Sarhadi
Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Be Khair-Khwah
If you wish to do something for Yoindia then you may Support Yoindia.com
Search Yoindia
 

Welcome, Guest. Please login or register.
July 09, 2008, 09:48:48 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[Today at 09:48:34 AM]

[Today at 09:42:00 AM]

[Today at 09:41:22 AM]

[Today at 09:40:00 AM]

[Today at 09:39:42 AM]

[Today at 09:31:52 AM]

[Today at 09:08:10 AM]

[Today at 09:06:30 AM]

[Today at 08:52:57 AM]

[Today at 08:51:24 AM]
Members
Total Members: 23416
Latest: shewale
Stats
Total Posts: 769749
Total Topics: 25205
Online Today: 250
Online Ever: 402
(July 02, 2008, 12:10:47 AM)
Users Online
Users: 10
Guests: 52
Total: 62
Yoindia Shayari Adab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Powered by SMF | SMF © 2006-2008, Simple Machines LLC
Terms of Use|Privacy Policy|Theme orange-lt created by panic
TinyPortal v0.9.8 © Bloc