|
amritflora
Guest
|
|
|
|
Khush rahe tu sada yeh dua hai meri Teri premika hi ban jaaye bhabhi teri.
Zoron ki baarish Makes me wonder Is this what they call, Taste the thunder?
Hum aapke dil mein rahate hai Aur bhaada bhi nahin dete hai
Draupadi ka vastraharan Dushasan k o pada bhari Saari mein saari Parag saari!
Tumko dekha to yeh khayaal aaya Ki kal raat ko maine itna kyon khaaya
Juice peene ka maza cup mein nahin, glass mein hota hai Greeting card dene ka maza gharwali ko nahin, saali ko hota hai
Wo ladai hi kya jis mein do chaar gaaliyan na ho Aur woh sasuraal hi kya jahan koi saaliyan na ho
Jee karta hai ki teri nili nili aankhon main dub jaoon Jee karta hai ki teree nili nili aankhon main dub jaoon Splash! Yeh aankhen hai ya neeli jheel? Yeh aankhen hai ya neeli jheel? So? What's the big deal? Dharti so rahi hai, Aasman so raha hai Dharti so rahi hai, Aasman so raha hai Nonsense! yeh sab kya ho raha hai? Aasmaan mein ud raha hai kabootar Aasmaan mein ud raha hai kabootar Flutter Flutter, Flutter Flutter Dharti, taarey, pahaad, pathar Dharti, taarey, pahaad, pathar...... Ekhattar, bahattar, chauhattar ! (trihattar is on leave ) Aaj aasmaan mein taare aise chamak rahe hain Aaj aasmaan mein taare aise chamak rahe hain...... Bilkul jaise kal chamak rahe the...(wah wah) Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai .... Ke kyon kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai?? Gum woh cheez hai... Gum woh cheez hai... Jisse kagaz chipkaye jaate hai, For example Fevicol (wah wah)
Tumse kitna pyar hai dil mein utar kar dekh lo Tumse kitna pyar hai dil mein utar kar dekh lo Phir bhi na dikhe agar toh chashma badal kar dekh lo !!!
Jab deep jale aana, Jab shaam dhale aana Jab deep jale aana, Jab shaam dhale aana Address na mile to vaapis chale jaana !!!
Khuda se Scooter manga.. Car di; Apartment manga.. bangla diya; dost manga to tumhain diya.. Khuda ne is bar aisa zulm kyoun kia
Zindagi Hai To Khwaab Hai Khwaab Hai To Manzilein Hai Manzilein Hai To Fasaley Hai Fasaley Hai To Rastey Hai Rastay Hai To Mushkilein Hai Mushkilein Hai To Hausla Hai Hausla Hai To Vishawas Hai Vishvas hai to Paisa hai Paisa hai to Shohrat hai Shohrat hai to Izzat Hai Izzat hai to Ladki hai Ladki hai to Tension hai Tension hai to Concern hai Concern hai to a Khayaal hai Khayaal hai to Khwaab hai Khawab hai to Growth hai Growth hai to Zindagi hai Zindagi hai to khwaab hai Matlab duniya Gol Gol hai Bas ghumnewala chahiye...... Log ishq karte hain, Bade shor ke saath. Humne bhi kiya, Bade zor ke saath. Magar ab karenge, Thoda gaur ke saath. Kyonki kal usko dekha, Kisi aur ke saath. Aansun se palke bhigo leta hoon Yaad teri aati hai to ro leta hoon Socha ki bhula doon tujhe magar, Har baar faisla badal deta hoon Aur bhi cheezain bahut see lut chuki hain dil ke saath Ye bataya dooston ne ishq furmane ke baad; Is liye kamre ki ek ek cheez "check" karta hoon main
"Ek tere aane se pehle, ek tere jaane ke baad"(wah-wah) Kar diya izhare-ishq hamne telephone par, laakh rupaye ki bat thi, do rupaye main ho gayee (wah wah) shairi to aati nahi shayar banne chale shairi to aati nahi shayar banne chale sar pe baal nahi amitabh bachan banne chale
Ladki: Chandni chand se hoti hai, sitaron se nahi Mohabaat ek se hoti hai, hazaron se nahi Ladka: Chandni chand se hogi to sitaron ka kya hoga Mohabbat ek se hogi to hazaron ka kya hoga
tere baap ne mujhe itnaa peeta.... tere baap ne mujhe itnaa peeta.... ki atchi sehat ke liye piyo bournvita
dukaan mein main gaya tha lene kismi bar.... dukaan mein main gaya tha lene kismi bar.... magar dekha jo dukan waali ko to bol kiss me bar bar
Ladka: Kaash in hasinaaon kay baap mar jayen' bahaana gam kaa hota hum inke ghar to aate aai murkh tere liye yeh bolna bhi paap hoga. ... kisi din tu bhi kisi haseena kaa baap hoga ! ...
|