भीड़ ...*उषा राजेश

by usha rajesh on September 05, 2011, 03:16:56 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1006 times)
usha rajesh
Guest
Reply with quote
    

भीड़ बनते इंसानी सरों का
बूँद बूँद रिस जायेगा
सारा लहू    
केवल ठूंठ रह जायेगा.

खो जायेगा
गुमनामियों के अन्धेरों में
अनचाहे बोझों तले.

दब के रह जायेगा
एक जीवाश्म की तरह
संवेदनहीन.

आने वाले वक्त की आँखों  में
टंगा होगा यक्ष प्रश्न -
 
तुम
अत्यंत संवेदनशील
सोचने विचारने वाले
मनुष्य नामक प्राणी को
चुपचाप
भीड़ बनते क्यों तकते रहे?

             ----- उषा राजेश
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 34 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #1 on: September 05, 2011, 04:26:42 PM »
Reply with quote
KHUB
     

भीड़ बनते इंसानी सरों का
बूँद बूँद रिस जायेगा
सारा लहू    
केवल ठूंठ रह जायेगा.

खो जायेगा
गुमनामियों के अन्धेरों में
अनचाहे बोझों तले.

दब के रह जायेगा
एक जीवाश्म की तरह
संवेदनहीन.

आने वाले वक्त की आँखों  में
टंगा होगा यक्ष प्रश्न -
 
तुम
अत्यंत संवेदनशील
सोचने विचारने वाले
मनुष्य नामक प्राणी को
चुपचाप
भीड़ बनते क्यों तकते रहे?

             ----- उषा राजेश

Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #2 on: September 05, 2011, 05:54:43 PM »
Reply with quote
Usha Jee Aadaab!

Behad marmik vichaar kaheN hai aapne... Usual Smile
VichaaroN ki gehrai aur shabdoN ki saNvedna
spasht rahi... Usual Smile

Humari daad kabul kijiye... Usual Smile

HaaN kuch mann meiN aaya so soNche ke kahte chaleN
Hum aapki kavita ka tatprya nahi samajh paye.. ?

Aap ne bheed se manushya ki tulna ki hai?
Aik margi vichar tak pahuNche hum par sahiN se shayad
samajh nahi paaye Kripa karke kuch vistaarit roshni
daliyeNga Usual Smile

Likhate rahiye... Aate rahiye... Usual Smile
Khush O aabaad rahiye.. Usual Smile
Khuda hafez Usual Smile         

Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #3 on: September 06, 2011, 12:42:43 PM »
Reply with quote

usha rajesh ji,

Waah...Bahut khoob, ati sunder

Daad kubool farmaayen.

Satish Shukla 'Raqeeb'


Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #4 on: September 06, 2011, 12:51:26 PM »
Reply with quote
   

भीड़ बनते इंसानी सरों का
बूँद बूँद रिस जायेगा
सारा लहू    
केवल ठूंठ रह जायेगा.

खो जायेगा
गुमनामियों के अन्धेरों में
अनचाहे बोझों तले.

दब के रह जायेगा
एक जीवाश्म की तरह
संवेदनहीन.

आने वाले वक्त की आँखों  में
टंगा होगा यक्ष प्रश्न -
 
तुम
अत्यंत संवेदनशील
सोचने विचारने वाले
मनुष्य नामक प्राणी को
चुपचाप
भीड़ बनते क्यों तकते रहे?

             ----- उषा राजेश


gud one usha ji     abaadi ke badne se jo pareshaniyaan ho rahi hain usko aapne bakhoobi byaan kiya hai..
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 12 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #5 on: September 07, 2011, 06:09:29 AM »
Reply with quote
bahut umda Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
usha rajesh
Guest
«Reply #6 on: September 07, 2011, 03:18:15 PM »
Reply with quote

aap sabhi ka bahut bahut shukriya.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #7 on: September 07, 2011, 03:23:39 PM »
Reply with quote
     

भीड़ बनते इंसानी सरों का
बूँद बूँद रिस जायेगा
सारा लहू    
केवल ठूंठ रह जायेगा.

खो जायेगा
गुमनामियों के अन्धेरों में
अनचाहे बोझों तले.

दब के रह जायेगा
एक जीवाश्म की तरह
संवेदनहीन.

आने वाले वक्त की आँखों  में
टंगा होगा यक्ष प्रश्न -
 
तुम
अत्यंत संवेदनशील
सोचने विचारने वाले
मनुष्य नामक प्राणी को
चुपचाप
भीड़ बनते क्यों तकते रहे?

             ----- उषा राजेश


Bahut Bahut Khooob Usha Rajeshji..

Gambhir Vishaye Par Aapne Roshni Daali..

Bahut acha likha hai aapne Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
usha rajesh
Guest
«Reply #8 on: September 07, 2011, 03:39:06 PM »
Reply with quote

 Parwaz saheb,

 Sabse pahle to shukriya kabool kijiye.

 Chaliye ab apke sawal par aate hein. baat kuch is tarah hai ki manushya ko sabse adhik sochne, samjhne aur samvedansheel prani mana jata hai. Mana hi nahi jata balki wah yakeenan hai.

Lekin aaj ke samay mein, insaan ke bheetar se ye khoobiyan jinki wazah se wah insan kahlane ke layak banta hai na jane kahan khoti ja rahi hain.

Bhai bhai ka gala kaat raha hai. Bhasha aur dharm ke naam par log marne maarne par utaaru hain.

Dusre ka dard dekh kar, use tadpata dekh kar wah khush hota hai.

Baap khud apni beti ka balatkar kar raha hai.

Insan ki sochne samjhane ki shakti na jane kahan kho gayee hai.

Wah janwaron ki tarah bartav karne laga hai.Janvaron mein to phir bhi samvedana hoti hai.

Aise samvedan heen prani ka duniya mein bheed badhane ke sivay doosra kya yogdan ho sakta hai? Aap hi kahiye.

Mera bas yahi tatparya tha ki agar insaan ban kar janm liya hai to insan bankar hi raha jaye, Ek bhheed  nahi jis mein ek insaan ka koi wajood nahi hota. Bheed ka koi chehra nahi hota.


Ummeed hai ki apki shanka ka samadhaan karne main mein safal rahi.
Logged
usha rajesh
Guest
«Reply #9 on: September 07, 2011, 03:41:12 PM »
Reply with quote

 Khwaish Ji,

  Apka bahut bahut Shukriya
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 28, 2024, 11:09:22 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.181 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer