Jab Rulana Hi Tha Tujhe Toh Phir Hasaya Kyun Saath Rehkar Bhi Hai Juda Toh Paas Aaya Kyun
Kyun Yakin Uth Gaya Dil Se Kahin Wafaaon Ka Pyaar Mehsus Kyun Hone Laga Gunaaho Sa Aaya Apane Bich Mein Kisika Saaya Kyun Jab Rulana Hi Tha Tujhe Toh Phir Hasaya Kyun Saath Rehkar Bhi Hai Juda Toh Paas Aaya Kyun
Tu Ajnabi Ki Tarah Humase Pesh Aata Hai Chand Lamhe Bhi Hamein Tu Na De Paata Ha Aisi Kya Hamane Ki Khata, Hame Sataaya Kyun
Jab Rulana Hi Tha Tujhe Toh Phir Hasaya Kyun Saath Rehkar Bhi Hai Juda Toh Paas Aaya Kyun |