Vaade bhi usne kya khoob nibhaye hain, Zakhm muft aur dard toofey main bhej gaye hain. Iss se bhad kar wafadari ki misaal kya hogi, Maut se pahele woh kafan le aaye hain...
Bahut chaha magar unhe bhula na sake khayaalon me kisi aur ko la na sake unko dekh kar aansu to ponchh liye humne par kisi aur ko dekhkar muskura na sake...
Mohabbat karke dekho to Mohabbat kya nahin karti Mohabbat khud bhi hoti hai Mohabbat khud ho jati hai Mohabbat khud banaati hai Mohabbat khud bhi banti hai Mohabbat khud bhi andhi hai Mohabbat andha karti hai Mohabbat dost banati hai Mohabbat doori banati hai Mohabbat Dil milaati hai Mohabbat Dil torti bhi hai Mohabbat jhuk bhi sakti hai Mohabbat jhuka bhi deti hai Mohabbat khud bhi nafrat hai Mohabbat pyaar bhi karti hai Mohabbat pyaar hai Dil ka Mohabbat ekraar bhi karti hai Mohabbat dhaam hai dukh ka Mohabbat naam hai sukh ka Mohabbat naam hai isi ka Mohabbat isi ko kahte hain Phir bhi jaane kyun log Mohabbat kiya karte hain...