ur welcome gum.....
pyaar ke liye sachche hone ka kya sirf ek yahi paimana hai...ki hum kisi aur ko apne jeevan me jagah na den...nahi....aapka pyar sachcha hai to aap...jindagi ke har mod par har mushkil ghadi me uski taraf madad ka haath badha kar bhi wo nibha sakte hain....chahe usne kabhi aapke inhi haathon ko kaatne ki koshish ki ho...ye mere khayal se sachcha pyaar hoga
| ||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||