|
3481
|
Fun, Entertainment and Hobbies / SMS , mobile & JOKES / ~~~SMS dil ki kitab se~~~
|
on: January 09, 2007, 04:48:07 AM
|
|
Zuban khamosh aankho mea nami hogi, yahi bus ak dastan-e-zindagi hogi. barne ko tho har zakam bar jaye. kese baregi woh jagah jahan teri kami hogi, (NM)
Na khairiyat na koi paigam aaya hai, jo chaha nahi woh anjaam aayahai, kya dost ne bhula di dosti meri , aaj na koi dua na koi salam aaya hai. (NM)
kuch nasha teri bat ka hai, kuch nasha deemi barsaat ka hai, hum tho kab ke mar chuke hote. hum tho intazaar aap se mulakat ka hai (NM)
sitaro se tumko chura lenge, kwab mea b na socha hoga woh jahan dikha denge, ak bbar pyar se muskara do sanam, tumhari har raah ko phoolo se saja denge. ( mine)
khumar tere pyar ka kuch is tarah cha rah hai, tu door hai fir bhi , apna ehsaas dila rah hai, kab mitegi duriya,kab zamana saath dega pyar tho sabi karte hai, par kab katam hoga pyar karne walo ka imtihan. (MIne)
|
|
|
|
|
3482
|
Shayri ( Poetry ) or Shayari / Other Languages / ~~~SMS dil ke KONE se~~~
|
on: January 08, 2007, 11:37:04 PM
|
|
Sitaro ke bich se churaya hai aapko, dil se apna dost banaya hai apko. Is dil ko kabi tutne mat dena, Dil ke kone mea basaya hai aapko. (NM)
Dosti karo tho, dhokha mat dena, Dusro ko aansuo ka thofa mat dena, dil se roye koi zindagi bhar , aesa kisi ko mokha mat dena (NM)
Hakkikat na puch mere fasane ki, tere jaatein hi Badal gai nazar jamane ki. log puchte haimain khush kyun nahi hun, meri tho aadat thi tere sang muskarane ki. (NM)
Taljmehel tarashne wale ne kabhi ye na socha hoa , ki woh tak is murat ko aanko aanko mea sajaye rakega. Par aaj duniya ne ise dil mea basaya hai, Isi tarah hamra pyar bhi ak duje ke dilo mea ak din bas jayega. (ITS my creation)
|
|
|
|
|
3486
|
Shayri ( Poetry ) or Shayari / Shayri for Dard -e- Judai / woh rut kar gay hai
|
on: January 04, 2007, 12:50:47 AM
|
|
Woh rute kar gaya hai
Kuch kat hui thi humse dil dukhaya tha maine uska kushiya de usne mujhe par saath main tha choda
meri bhi majburi thi. par phir bhi khata tho ye meri thi
ehsash hai mujhe is baat ka na choda hota saath uska dil ko na dark hua hota humari na tapta woh is tarah
ab jab ehsaas hua hai is baat ka dunda har maine use har gliyare mea pucha uska pata har rahi se woh rute kar gaya hai
har kisi se main pucha tumne use hai dekha madhosh karne wali nigahe uski baka jawan tha woh
ab tho bus yahi minnat karti hu khuda se ak baar aa tho jaye jaane kabi na dungi bahon mein bandh lungi aankho se chum lungi woh rut kar gaya hai Woh rut kar gaya hai! (NM)
|
|
|
|
|
3487
|
Shayri ( Poetry ) or Shayari / Shayri for Khumar -e- Ishq / Bachpan ka pyar
|
on: January 04, 2007, 12:08:31 AM
|
|
bachpan ka pyar jawani mea rang lata hai,
iskq kiya tha bachpan pe humne, tab sayad main ndan thi, dil lagaya tha bachpan mea humne, tab sayad main anjaan thi.
khela karte the hum galiyo mea kabi ruta , kabhi manay karte the. school jaya karte the saath saath. saath picnic manay karte the.
homework karte the saath saath , cartoon network dekha karthe the. chocolate ke liye lada karte the hum , phir saath baith kar khaya karte the
na jane kab bade ho gaye hum kuch pata hi na chala ab haar baat achchi lagti hai uski, woh ban gaya hai mera humdum
Ab tho hum raaton main jaga kartein hai din mea ganton baatein kiya karten, saat jine marne ki kasme kaya kartein hai. sayad hum is baat ka ehsaas ho gaya hai ke humein pyar ho gaya hai
pyar ki surat hui thi bachpan se aishas hua jawani mea [/b]Bachpan ka pyar jawani mea rang lata hai.
|
|
|
|
|
|