bahut umda likha hai Syed sahab accha laga aapki is post ko dekhkar aapka shukriya ki aapne hum sabko aisi nazm aur baatein baayi jinpar hum gaur karein aur apni zindagi mein amal karein...
bohat bohat khoob likha aapne shael ji... "Mujassim roop-e-yaar se main ek baat bhi na farma paya, par saaya-e-sanam ke aage ikraar bayaan hai mera." -Tanha
Wah kya khoob likha hai shally dear bahut accha laga aapka yeh kalam mujhe har lafz khoobsurat aur dard bhara hai
Mujh par surur tha tumhari mohabbat ka dil mein banaya tha aanshiyaan chahat ka phir deh gaye lehron se woh khwabon ke carvaan anjaam tha woh meri khamoshi ka[/i]
your welcome! honey ji... shukriya ki baat nahi hai, aapka kalaam hai hi tareef ke kabil. jo khayal aur andaaz-e-bayan aapki taraf se hai wo lajawaab hai.
"Zindgi ke in khush-raaston ka, mod kyun dikh raha hai, is pal mein bahar-e-gham bohat to nahi, magar ye taqdeer main kyun likh raha hai"
bahut accha likha hai saurabh ji aapne bahut gehraai hai aapke kalam mein
sach mein pyar mein saza payee hai har pal mohabbat mein tumse mili bas tanhai hai kasoor tumhara nahin hai mere habib yeh saza to khud maine hi payee hai
Jaane tu mera kya hai jaane tu mera kya tha tu hi mera har pal tu hi har lamha tha jaane kaisi kashish hai jaane kaisi khalish hai kyun yeh saansein thami hain aankhon mein kyun nami hai hai dosti humko yakeen tha dosti aur kuch bhi nahin tha hai kaise dard naya sa kyun dil lagta toota-toota sa jaana diljaana kaise maine na jaana yeh pyar hi hai yeh jaane tu ya jaane na jaana diljaana kaise tune na jaana yeh pyar hi hai haan jaane tu ya jaane na
Hoti thi tujhse subah har din ki teri dopahar se shaam ki dhun thi hoti thi raatein teri baaton mein khoye tere khayalon mein hi jaage o soye tu jo nahin to kya raha hai dosti humko yakeen tha dosti aur kuch bhi nahin tha hai kaise dard naya sa kyun dil lagta toota-toota sa jaana diljaana kaise maine na jaana yeh pyar hi hai yeh jaane tu ya jaane na jaana diljaana kaise tune na jaana yeh par hi hai haan jaaane tu ya jaane na...