|
44
|
Shayri ( Poetry ) or Shayari / Shayri-E-Dard / Re: DARD KI DALI
|
on: October 01, 2008, 05:37:08 AM
|
|
Baghbaan Dard Ka Bo Raha Hoon Main,. Khud Ki Pehchaan Bhi Kho Raha Hoon Main,.
Daaliyaan Dard Ki Phool Na Barsaa Saki,. Kaanton Hi Ko Bistar Banaakar So Raha Hoon Main,.
Kis Kis ko apna Humraaz Banaata main "Jaanasheen",. Khud Apni Zindagi Ki Haalat Par Ro Raha Hoon Main,. ' ___________________________________-Azeem-
|
|
|
|
|
|