Khawab hum sajaya nahi karte,
Tut jai jo wada wo kiya nahi karte,
Milna bichdna to naseebo ka khel hai,
Pyar main yun kisi ka imtihaan liya nahi karte!!!!!
Baadal
ham le rahein hain imthaan ye ilzaam na do
do koi bhi baddua par yu ilzaam na do
hamne ne wahi kaha jo ab tak hota hai aaya
pyaar mei sada e-dost dil tut.ta hi hai aaya