toh tajmahal banana hai tumhe bhi, par tumhari dikkat hume samajh mai aati... problem solve ho jaegi jo ek baar dekh lo mumtaz ke tasveer ko...... kyunki uske samne vo sab uski mae nazar aati hai!!
unko kho dene ka darr har pal sataata hai unse hai pyar kitna, dil har pal bataata hai wo aatte hain, phir chale jaate hain par hamara dil dhadakta rah jaata hai
that was gr8 sanya
dhadakte dil par kiska bas hai, kaun hai jo ise dhadkata hai......... jab ye sawal uthta hai hamare samne...... hume kyun sirf tumhara naam nazar aata hai!!!
very nice luvpiyu!
kaun hai jo neend churata hai kaun hai jo dil dhadkata hai aankhen band karke jab iska jawaab dhundoo bas ek tumhara chehra nazar aata hai !
jab bhi aap hamari yun tareef kar jaate haii, khuda kasam ladkiyon se zyada hum sharmate hai!!
unko kho dene ka darr har pal sataata hai unse hai pyar kitna, dil har pal bataata hai wo aatte hain, phir chale jaate hain par hamara dil dhadakta rah jaata hai
that was gr8 sanya
dhadakte dil par kiska bas hai, kaun hai jo ise dhadkata hai......... jab ye sawal uthta hai hamare samne...... hume kyun sirf tumhara naam nazar aata hai!!!
fakharanveed to such main ho gaye hai deewane......... .........kya ye sab majak hai ya serious ye toh unka dil hi jaane! humko to bus kijiyega invite aur hum ho jayenge haazir, aapki daavat mein khaane!!
hain, hai mere dil main sab liye jagha........ .....aur mujhe pata nahi ise kaun dhadkata hai!! janna nahi chahta bhi main ki kaun hai vo, use batake gava dene ka darr satata hai!!