ek dard yahan hai ek dard wahan hai
merey yaar kahan hai dildaar kahan hai

rota hoon idhar main udhar tu bhi hai rota
yeh ishq ka zakham hai, hamein chain kahan hai

kabhi khush hoon main bhi hansta hai kabhi tu
yeh ishq hai logon deevana jahaan hai :D
kehtey hain kabhi hum kehtey hain kabhi sab
kabhi ishq na karna ismein raain kahan hai.
by... Mudassir ali