Kya bat hai........sahi ja rahi ho....

Na kissi ki muhabbat ne, na judaai ne,
Na mara hai humko kissi ki bewafai ne,
Khud ke hathon hi hum lute gaye yahan,
Kyu laga baithe hum ye dil aashnai mein...

Welcome jee.... Jo waha hua wo hum aapko apna samajkar kaha tha.
Ok koshish karti hu Galati maff karna
Dilne hazar bar tumhe pukarta raha
Bhula hua naam tera yaad aata raha
Bhul gaya tha yeh dil jo nagma ye wafa ka
Ussi saaj pe aaj dil gungunane laga
Hey bewafa, humne tumhe pyar kiya hai
Magar, tum hazaron ke mehfil ka taara bana
Ab na rahi zarurat tumhe meri pyar ki
Hum toh khush hai teri bewafai pe

Mujhe yakeen nahi ho raha hai sonia.... Bahut hi accha likhne lagi ho.
Arre dear kahan chupa rakhi thi yeh khoobiyan....
bahut khoob 
God Bless