ghum se wasta pada tabi to dil behla rahe hain, aankon main aansu hai jami, phie b chupa rahe hain, mohabbat to hain kab ki hogai hai, phir b dosti niba rahe hain..
Tumhe bhulanein ki koshishen Tamaam nakaam ho rahi hain Tumhe bhulanein ki koshishen Tamaam nakaam ho rahi hain Kisi ne zikr' wafa ka kiya To Zubaan pe tera hi naam aaya (Not Mine)
dekhte dekhte haatho se nikal jaayege hum bhi suraj ki trah shaam ko dhal jayege itne aawaaz ke pathar na uchalo yaaro hum to ahsaas ki garmi se pigal jaayege