yeh raat aaj bhi uski yaad dilaati hai kyun,
woh nahin meri toh dil uski taraf jaata hai kyun..
un haseen lamho ko agar khatam hona hi tha,
toh khuda aise lamhe zindagi mein laata hai kyu..
jaane khuda hai doshi ya hum khud gunehgaar hain,
jo bhi hai,insaan galat jagah dil lagaata hai kyun..