shikayat kar ke khud kahin najar nahi atte hai
yah ajkal ke deewane bhi, kaisa deewanapan dikhate hai
Jab nahi koi deewana, to dour ne to thum he jaana hai
Bin ashiq kaha Ishaq, Ishaq ka to itna sa hi afsaana hai!!
yah ajkal ke deewane bhi, kaisa deewanapan dikhate hai
Jab nahi koi deewana, to dour ne to thum he jaana hai
Bin ashiq kaha Ishaq, Ishaq ka to itna sa hi afsaana hai!!
Ilzaam Lagaana to Koi Aaapse Seekhe Pooja Ji..!! Hahahahahaha
Kisi Ishq-e-Afsaano Ya Fasaano ka Mohataaz Nahi Hai Mann,
Hum To Aankhon Se Hi Mohabbat Apni Bayaan Kar Jaate Hain.....
Wo Alag Baat Hai Sanam, Ki Saamne Tere Kabhi Aate Nahi,
Kabhi Tu Hi Aa Ke Dekh, Har Ek Ghazal Tere Naam Kiye jaate Hain....!!!
sab ek hi waqt aaye toh accha hoga na.. magar aisa hota nahi 