Ik dhoondhla sa cehra roz hamain sapno nazar aata hai.
roz sapno main aakar hamain jagga jata hai.
woh kale lambe baal nele ankhain.
unko daekh chand bhi sharma jata hai.
Ik dhoondhla sa cehra roz hamain sapno nazar aata hai....
na jane kaun hai woh jo sapno main aati hai.
karti hai baatain aur kuch hansi ke pal de jati hai.
unki aawaz ka zaado mere manpar chaa jaata hai.
Ik dhoondhla sa cehra roz hamain sapno nazar aata hai....
jab woh cehra nazar aata hai,dil main pyar ki roshni jagata hai.
paas akar woh cehra hamain jeene ki nayi raah dikhata hai.
Woh muskurana unka hamari jaan hi le jata hai.
Ik dhoondhla sa cehra roz hamain sapno nazar aata hai....
waah sammual ji bohut khoob likha hai aapne
nice work