tu aayi ya ye tera aane ki khushbo thi...
ya koi dagabaj hawa ka jhoka tha.....
sub bikhar gaya ek pal mai kisi ki kadmo ki aahat se....
ya mera sunane mai koi dhokha tha....
mai chala tha tera kadmo ke nisha dhudna....
par ab jaa ke wasle yaar ki saari hasrato ko paaya hai...
jaha jaha mera yaar na muskuraya waha waha khilti kaliyo ne apna ghar banaya hai...
mera yakin pa yakin tujhe bhi hoga...
mai jaanta hu meri tarah tera dil bhi dhadke ga....
ye kya hua ki saari wadiya gaane lagi....
tu hasi ya yu hi mujhe khwabo mai phir se satane lagi.....
chalo umid pe tera hajar jaan kuraban karta hu...
tu aisa is liye karti hai...
kyu ki tu jaanti hai ki mai tujhpe marta hu....
[/pre][/color]