RAH-E-RAAST (Continued.2 from 19 Nov 2014)

by surindarn on November 21, 2014, 08:32:50 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 881 times)
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
Reply with quote
Main kaafi sochh  mein thaa ke yeh kis Hymn ke saath miltaa ho saktaa hai? Itnaa to jaantaa thaa ke woh darvesh Sanskrit kaa Vidwaan nahin thaa, iss liye zarooree hai ke kisee roz maraa ke parhe jaane waale mantaron mein se hee kisee ke saath miltaa ho gaa. Jab main ne Gayatri mantra kaa translation parhaa to main samajh gaaya ke mujhe safaltaa mil gayee hai. Gayatri Mantra aur uss kaa matlab main neeche likh rahaa hoon. Janam se mrityu tak har mauke pe Hindu iss mantra kaa jaap karte hain.

GAYATRI MANTRA UNIVERSAL PRAYER FOR ALL OCCASIONS. YAJUR VEDA 36/3

OM BHUR BHUVAH SVAH
TAT SAVITUR.VARE.NAYAM
BHARGO DEVASYA DHEE.MAHEE
DHIYO YO NAH PRACHO.DYAAT!!


Tarjuma: (Translation)
OM = sarvrakshak; protector; sarvanand svaroop; in whom we delight;  parmaatamaa; god; khuda; etc.
BHUR = praan; life itself from whom the entire life spings. BHUVAH = sarv dukh vinaashik; remover of miseries. SVAH = the one who iss a source of peace.

TUT = us; SAVITUR = sab kaa pitaa; everyone's father. VARE.NYAM = grehn aur dhayaan karne yogieye; only one worth paying attention to;

BHARGO = paap naashik; sab dosh kaleshon kaa bhasm karne waalaa; DEVASYAA = divyaa gunon se yukt; sarv prakaashik; savataa parmishwar ke; DHE.MAHEE = hum sab uss kaa dhayaan Karen; uss mein leen ho jaayen; may we all just rember him and him only.

DHIYO = bhudion kaa narantaar (sadev); YO = jo (wahee); NAH = humaari; PRACHO.DAYAAT = uttam gunh; karm; svabhaavon mein prerit kare; may he lead us to the path of righteousness.


Aap dekhen ge ke ke aakhree line jiss kaa matlab 'may he lead us to the path of righteousness', yeh bilkul RAH-E-RAAST AGAR CHEH DOOR HAST ke matlab ke saath miltaa jultaa hai.

GAYATRI MANTRA ko theek se samajhne ke liye main apnee aglee post mein ek Nazam Hindi mein aur ek English mein pesh karoon gaa.

Surindar.N                                 "MohanN"                                              








Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
raah-e-raast.....sahal by sahal in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
NEW YEAR 2014 by surindarn in English
H N Y 2014 by F.H.SIDDIQUI in The Wishes and Celebrations
RAH-E-RAAST by surindarn in Shayari-e-Parastish
RAH-E-RAAST (Continued inst.3, from posts of 19 &21) by surindarn in Shayari-e-Parastish
poppoetry
Guest
«Reply #1 on: November 22, 2014, 06:39:14 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya surindarn ji.......Gaytri mantr ka vistrat vyakhyaan jaanna bhut gyan ki baat hai...hum ye mantr bolte toh zarur hai par arth nai smjhte....
aapka bhut bhut dhnywaad k aapne ye gyaan hmare saath baanta....aur saath hi raah-e-raast ko hum samajh sake....
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #2 on: February 11, 2015, 03:36:02 PM »
Reply with quote
bahut shukria Nikhaar for remaks. Actually you are the only who has responded
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 11:09:52 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.133 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer