|
kaiynath
Guest
|
|
«Reply #420 on: May 23, 2006, 10:45:36 AM » |
|
mohabat jab muskuraigi jab samna unka hoga tu dil hi nahi dono jahan ko thamna hoga
|
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
kaiynath
Guest
|
 |
«Reply #421 on: May 23, 2006, 10:55:36 AM » |
|
kisi ke aankhon main basna chahte hai ek khoobsurat khwaab ban kar
kisi ki zindagi main utarna chahte hai ek taabeer bankar
kisi ki aaghosh main khona chahte hai ek pyara sa tasavur bankar
kisi ki parchai banna chahte hai unki zindagi ban kar
|
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
nirbhay
Guest
|
 |
«Reply #422 on: May 23, 2006, 11:00:42 AM » |
|
=D> I appreciate !
Hathon mein sajni ke hath hoo Baaton mein bhi uska meraa sath hoo
Jo dil mein dhadkey idhar dhakan bankar bass wahi aaur sirf wahi uske dil mein jazbaat ho
Khush rahein hum dono ek dujey ki khushi mein aaur khushnuma harr haalat ho..
Main minatein khudaa se karun kya aaur abb Meri khwahish meri tamana abb tum jo mere sath ho!
|
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
kaiynath
Guest
|
 |
«Reply #423 on: May 23, 2006, 11:03:41 AM » |
|
thank u neer
|
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
kaiynath
Guest
|
 |
«Reply #424 on: May 23, 2006, 11:07:52 AM » |
|
=D> I appreciate !
Hathon mein sajni ke hath hoo Baaton mein bhi uska meraa sath hoo
Jo dil mein dhadkey idhar dhakan bankar bass wahi aaur sirf wahi uske dil mein jazbaat ho
Khush rahein hum dono ek dujey ki khushi mein aaur khushnuma harr haalat ho..
Main minatein khudaa se karun kya aaur abb Meri khwahish meri tamana abb tum jo mere sath ho! yeh umeed tum na todh na rahna meri zindagi main har pal mujhe aapne dil main rakhna kehti hai aaj is dhadakte dil ki aawaaz
honton par sajaye masum sa tabasum karna mera intezar har lamha har ghum baanthna tum saath mere kehti hai hai machalte is dil ki aawaaz
manzil bankar dekhna mera raasta sikhana mujhe jeene ka har saleeqa khona jaaon main thamna hume kehti hai is phigalte dil ki aawaaz
|
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
nirbhay
Guest
|
 |
«Reply #425 on: May 23, 2006, 11:22:41 AM » |
|
=D> I appreciate !
Hathon mein sajni ke hath hoo Baaton mein bhi uska meraa sath hoo
Jo dil mein dhadkey idhar dhakan bankar bass wahi aaur sirf wahi uske dil mein jazbaat ho
Khush rahein hum dono ek dujey ki khushi mein aaur khushnuma harr haalat ho..
Main minatein khudaa se karun kya aaur abb Meri khwahish meri tamana abb tum jo mere sath ho! yeh umeed tum na todh na rahna meri zindagi main har pal mujhe aapne dil main rakhna kehti hai aaj is dhadakte dil ki aawaaz
honton par sajaye masum sa tabasum karna mera intezar har lamha har ghum baanthna tum saath mere kehti hai hai machalte is dil ki aawaaz
manzil bankar dekhna mera raasta sikhana mujhe jeene ka har saleeqa khona jaaon main thamna hume kehti hai is phigalte dil ki aawaaz=D> Iss pighaltey dil ko de do ek naya saaz dekho door kahiin kkoi deta hai tumko aawaaz Sargam bann jau tumbhi uske surr ki nazm banke niklo nikle jabb uske dil kii awaaz
Aankhon mein basana haQiQat ka sapna Kahiin mill jaayega tumhein bhi koi aapna tabb aaur nai padega tumko fhir tadapna Ye kehti hai tumahra dil ko meri aawaaz
Umeedon ka daaman tum fhr kisii humdard se jodna Naam kar dena uske zindagi ki harr gazal Bass yunhii khankati rahi ye chudii kangna Aayega tera bhi sajna sunke terii dil ki awaaz!!!
|
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
kaiynath
Guest
|
 |
«Reply #426 on: May 23, 2006, 11:28:43 AM » |
|
=D> I appreciate !
Hathon mein sajni ke hath hoo Baaton mein bhi uska meraa sath hoo
Jo dil mein dhadkey idhar dhakan bankar bass wahi aaur sirf wahi uske dil mein jazbaat ho
Khush rahein hum dono ek dujey ki khushi mein aaur khushnuma harr haalat ho..
Main minatein khudaa se karun kya aaur abb Meri khwahish meri tamana abb tum jo mere sath ho! yeh umeed tum na todh na rahna meri zindagi main har pal mujhe aapne dil main rakhna kehti hai aaj is dhadakte dil ki aawaaz
honton par sajaye masum sa tabasum karna mera intezar har lamha har ghum baanthna tum saath mere kehti hai hai machalte is dil ki aawaaz
manzil bankar dekhna mera raasta sikhana mujhe jeene ka har saleeqa khona jaaon main thamna hume kehti hai is phigalte dil ki aawaaz=D> Iss pighaltey dil ko de do ek naya saaz dekho door kahiin kkoi deta hai tumko aawaaz Sargam bann jau tumbhi uske surr ki nazm banke niklo nikle jabb uske dil kii awaaz
Aankhon mein basana haQiQat ka sapna Kahiin mill jaayega tumhein bhi koi aapna tabb aaur nai padega tumko fhir tadapna Ye kehti hai tumahra dil ko meri aawaaz
Umeedon ka daaman tum fhr kisii humdard se jodna Naam kar dena uske zindagi ki harr gazal Bass yunhii khankati rahi ye chudii kangna Aayega tera bhi sajna sunke terii dil ki awaaz!!! awaaz dil ki humne bhi teri suni dil ka kahna mana bhi hum ne tha kabhi par raas na aayi zamane ko khushi hamari dil ke dhadakne par bhi pahra laga diya
|
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
kaiynath
Guest
|
 |
«Reply #427 on: May 23, 2006, 11:38:33 AM » |
|
thanks majid ji
|
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
nirbhay
Guest
|
 |
«Reply #428 on: May 23, 2006, 11:40:33 AM » |
|
Thanks haai Majid malik! awaaz dil ki humne bhi teri suni dil ka kahna mana bhi hum ne tha kabhi par raas na aayi zamane ko khushi hamari dil ke dhadakne par bhi pahra laga diya Wasie to poori duniye ye hai viraan aaur soooni Parr Dil ki daastan adhuri rehti nahi kabhie Zamana to zalim dard deyta hai dil bhar kar Aaur ye dard to mitt ta hai Sirf Muhabaat kar karr!!
|
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
kaiynath
Guest
|
 |
«Reply #429 on: May 23, 2006, 11:44:14 AM » |
|
dil main ho dard agar behpanaah khud hi lafz dour pakadte hai shaer se gazal ,gazal se nazm banti hai har ek aah pisal kar kagaz par girta hai
log tu hamari aahein sunte hai aur khushi se kehte hai wah yeh nadaan kya jaane haal-e-dil hamara ke kisi ke toote dil ka mazaq nahi udate hain
|
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
nirbhay
Guest
|
 |
«Reply #430 on: May 23, 2006, 11:57:51 AM » |
|
Dil ka dusra naam hai dard aaur gazal to ho jaati Bazm ye kalam hii hai jo harr ehsaas ke sath chalta hai Ghum ke baadal ho ya,khushi ka suraj chalta hai
Dost to yahan doston ki sansein gintein hain Wah kehkar, uss banate nahi zamane ki afwah Fhir kabhie kabhie shahi sawaar hi to maidan meingir jaate hain aaur jo utthtey nahi lade wapis, wo tifL apno se bhi door ho jaatein hain
|
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
kaiynath
Guest
|
 |
«Reply #431 on: May 23, 2006, 12:00:02 PM » |
|
dard jo mila uska nahi hai gila pyar jo mila tha wohi kafi hai jee lenge saari zindagi ussi ke sahare bas yaadein hai saath kafi hai ...
|
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
kaiynath
Guest
|
 |
«Reply #432 on: May 23, 2006, 05:20:32 PM » |
|
well said majid ji
|
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
kaiynath
Guest
|
 |
«Reply #433 on: May 23, 2006, 05:27:11 PM » |
|
rangeen lagne laga hai samaa aaj jab se chaya hai rang pyar ka har jagah udhne lage hai armaan aasmaan main jab se tumne dekha hai pyar se hamari taraf
|
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
_Vicky_
Guest
|
 |
«Reply #434 on: May 23, 2006, 05:30:02 PM » |
|
dard jo mila uska nahi hai gila pyar jo mila tha wohi kafi hai jee lenge saari zindagi ussi ke sahare bas yaadein hai saath kafi hai ... nice one KAIYNATH JI aur MAJID BHAI Dard se to mohabbat jawan hoti hai, bin dard mohabbat nakaam hoti hai.......... aur us par is tanhaai ka kya kahana, tanhaiyon me bhi wo mere sath hoti hai.......
|
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|