Aryaan
Guest
|
«Reply #150 on: December 11, 2006, 02:03:23 AM » |
|
Bohat khoob Nikki... 
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
chhaya
Guest
|
 |
«Reply #151 on: December 12, 2006, 06:17:51 AM » |
|
koi kaise kisi ka dil tod ke khush reh pata hai kehne wale to kehte hai bewafa ka ishq to aise hi hota hai karne wale bewafai hazar baar kar lete hai wahi jane iska dard jo mohabbat ki thokar khata hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
FArah
Guest
|
 |
«Reply #152 on: December 14, 2006, 01:31:08 PM » |
|
nice one majid
woh tu hamari taqdir thi jo woh hamay mil gaya yah unki taqdeer ha jo hum unko na mil sakay kya farq perta ha kismat walo ko anso tab b bahty tha aur ab b
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Gesu
|
 |
«Reply #153 on: December 15, 2006, 06:46:17 AM » |
|
wah wah kya baat hai aap sabki excellent work!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikki
Guest
|
 |
«Reply #154 on: December 17, 2006, 08:32:58 AM » |
|
thank u so much Aryaan, Majid n Gesu....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
pinky
Guest
|
 |
«Reply #155 on: December 18, 2006, 07:14:48 PM » |
|
he he nahi banayenge aapko deewana!!! :lol:
bahut khoob..!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikki
Guest
|
 |
«Reply #156 on: December 25, 2006, 11:48:21 AM » |
|
aaj fir hawaon mein uska paigam aaya yeh kaisa sandes tha jo mere naam aaya kuch adhoore se khoaab kuch ankahi baatein
woh guzarta hua zonka hawa ka mujhse na jaane kya kya keh gaya hai main soch mein hun usko bataon kaise mere dil ki haalat usse dikhaon kaise
woh to zariye dhond leta hai mujh takk paigaam pahunchane ke main iss ruke-ruke se aalam mein dhehri hui hawa ko chalaon kaise
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Roja
Guest
|
 |
«Reply #157 on: December 25, 2006, 02:46:09 PM » |
|
you kum kum ji
baat karne mein jo mushkil ho tumhe mehfil mein mai samajh jaoonga nazron se bataana mujh ko vada utnaa hi karo jitana nibha sakte ho Khwaab pura jo na ho woh na dikhana mujh ko apne rishte ki nazaakat ka bharam rakh lena main to aashiq hoon deewaana na bana mujh ko.... Wah Wah Majid ji Bahut khoob
Mere Dil Par Uska Hi Asar Rehta Hai Meri Bathon Main Uska Hi Jikra Rehta Hai Pata Nahi Kis Janam Ka Rishta Tha Hamara Joh Is Dil Ko Uska Hi Fikra Rehta Hai..[/color]
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikki
Guest
|
 |
«Reply #158 on: December 27, 2006, 05:37:30 PM » |
|
wonderfull Majid n Roja...kamaal ka likha hai aap dono ne
khud pe ikhtiyaar nahi to usko kya dosh do woh chup hai to main bhi chup hun abb to nazrein bhi khamoosh hain mujhe uske kehne ka intzaar hai aur woh mere batane ki umeed mein hai shayad dil ki dhadkane gavahi deti hain mohabbat ki magar zubaan chup hai....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
salil2002
Guest
|
 |
«Reply #159 on: December 27, 2006, 05:49:50 PM » |
|
woh karta tha mohabbat isliye chup raha thi dosti darmiyaan isliye chup raha kho dene ka dar tha teri dosti ko bhi tujhe kho dene k khayal se hi chup raha
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Roja
Guest
|
 |
«Reply #160 on: December 28, 2006, 01:54:14 AM » |
|
wonderfull Majid n Roja...kamaal ka likha hai aap dono ne
khud pe ikhtiyaar nahi to usko kya dosh do woh chup hai to main bhi chup hun abb to nazrein bhi khamoosh hain mujhe uske kehne ka intzaar hai aur woh mere batane ki umeed mein hai shayad dil ki dhadkane gavahi deti hain mohabbat ki magar zubaan chup hai.... Shukhriya Nikki
Itna Kuch Khoya Humne, Paana Na Aaya Pyar Kiya Toh, Jatana Na Aaya Dil Main Bas Gaye Woh Pehli Hi Nazar Main Kasoor Hamara Tha Joh Humne Unke Dil Main Samana Na Aaya [/color]
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Roja
Guest
|
 |
«Reply #161 on: December 30, 2006, 01:26:54 AM » |
|
Her Raat Ek Naam Yaad Aata Hai Kabhi Subah, Kabhi Shaam Yaad Aata Hai Sochthi Hu Karlu Doosri Mohabbat Par Phir Pehli Mohabbat Ka Anjaam Yaad Aata Hai.. :cry: [/color]
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikki
Guest
|
 |
«Reply #162 on: January 19, 2007, 05:58:08 PM » |
|
superbbb Roja...bahut pyara likha hai aapne
kabhi tanha baithti hun to uske khamoosh kadmon ki aawaz sunti rehti hun khuli aankhon se kuch sunhre khoaab bunti rehti hun jaane kab yeh khoaab poore honge pal ginti rehti hun
yun to khud pe bhi yaqin hai aur uspe bhi bharosa hai mujhe magar na jaane kyun keh nahi paate kiss baat ne rokka hai humein
|
|
|
Logged
|
|
|
|
FArah
Guest
|
 |
«Reply #163 on: February 05, 2007, 07:07:04 PM » |
|
bohat hi khub Roja, nikki and majid
|
|
|
Logged
|
|
|
|
FArah
Guest
|
 |
«Reply #164 on: February 05, 2007, 07:11:14 PM » |
|
musafir tu bishaarty haie rafakt kab badalti ha mohabat zinda rahi ha mohabat kab badalti ha tumhi ko chaty haie tumhi sy pyar kerty haie yah barso ki aadat ha yah adat kab badalti ha
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|