woh chup raha

by nikki on July 03, 2005, 03:11:49 PM
Pages: 1 ... 9 10 11 12 [13]
ReplyPrint
Author  (Read 11709 times)
nikki
Guest
«Reply #180 on: September 17, 2009, 01:09:55 PM »
Reply with quote
Thank you Pooja sis!

Chaliye aaj fir hum iss mehfil ki chuppi todne chale aaye hain
na jaane woh  kaonse khayalon mein gum hain
jinki khatir hum yahan aaye hain

yun to har baat padhi hain humne unki aakhon mein
magar har baar ki tarah unhone bahut se sach humse chupaye hain

kitni baar vada kar chuke hain haqiqat bayan karne karne ka
magar har baar yeh soch kar chup reh jaate hain ki himmat hi na juta paayein hain

jaante hum bhi hain aur chupi yeh baatein unse bhi nahi
magar kismat dekhiye..iss chup ne hi hamare rishte aaj talak nibhaye hain
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Buhat Chup chup Sey Rehtey Hoo by muneeb in Shayri-E-Dard
Chup chup rota hai by karan_sim in Shayri for Dard -e- Judai
Chup chup ke shigafon say by Qutubuddin in Ghazals
Chup chup rehna.... by ishu_singh10 in Miscellaneous Shayri
aise chup chup bhi--NM by sarfira in Share:Love Poetry
deepika_divya
Guest
«Reply #181 on: September 17, 2009, 01:16:31 PM »
Reply with quote
Welcome back !

Kya baat hai Nikki ji.. kya damakedaar enty hai.. keep writing,,
Logged
rkswatian
Guest
«Reply #182 on: September 17, 2009, 01:20:30 PM »
Reply with quote
Wah Niki Sahab Wah
Aap Ka Tu Jawab Nahi...

Wese Aap ke Qabilyat ki daad Deni padegi Mere Sheer
Logged
nikki
Guest
«Reply #183 on: September 17, 2009, 01:21:29 PM »
Reply with quote
Thanks Sophi!

aap kuch kahein to  hum baat ko aage badhayein
yunhi kab talak hum khudse hi baatein karte jayein

yeh aapki chuppi bhi humein maar dalegi
na to yeh humein kuch samajhne ka maoka degi
na hi yeh koi akhshar juban se aapki nikalegi
Logged
nikki
Guest
«Reply #184 on: September 17, 2009, 01:22:19 PM »
Reply with quote
Thank you rkswatian ji!
Logged
rkswatian
Guest
«Reply #185 on: September 17, 2009, 01:23:21 PM »
Reply with quote
Ahan U Welcome
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #186 on: September 17, 2009, 01:25:25 PM »
Reply with quote
Thank you Pooja sis!

Chaliye aaj fir hum iss mehfil ki chuppi todne chale aaye hain
na jaane woh  kaonse khayalon mein gum hain
jinki khatir hum yahan aaye hain

yun to har baat padhi hain humne unki aakhon mein
magar har baar ki tarah unhone bahut se sach humse chupaye hain

kitni baar vada kar chuke hain haqiqat bayan karne karne ka
magar har baar yeh soch kar chup reh jaate hain ki himmat hi na juta paayein hain

jaante hum bhi hain aur chupi yeh baatein unse bhi nahi
magar kismat dekhiye..iss chup ne hi hamare rishte aaj talak nibhaye hain

Hi Niks

Kya baat hai !

Aaj Eid ka chand kidhar se nikla tongue3 Usual Smile

Good to see you back buddy ! Thumbs UP
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #187 on: September 17, 2009, 01:26:24 PM »
Reply with quote
Thanks Sophi!

aap kuch kahein to  hum baat ko aage badhayein
yunhi kab talak hum khudse hi baatein karte jayein

yeh aapki chuppi bhi humein maar dalegi
na to yeh humein kuch samajhne ka maoka degi
na hi yeh koi akhshar juban se aapki nikalegi

Aap ne kaha tho hum chale aaye
baato baato mea saugat saja laaye

Acha hua ki aap fir se aaj mefil mea
Apne saath mehfil ki khusi le aaye

Logged
nikki
Guest
«Reply #188 on: September 17, 2009, 01:31:12 PM »
Reply with quote
thanks bro and Sophi!

abb teri mehfil mein dil nahi lagta
yeh sannata mere jehan ko takleef deta hai

main shor sunnana chahti hun
mujhe tere chup rehna abb khalta hai

aur kitna intzaar karun main tere kuch kehne ka
main to khud teri chup ke sang chup ho chuki hun

Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #189 on: September 17, 2009, 01:40:17 PM »
Reply with quote
Bahoot bahoot Khoob!

Mehfil mea tum jaisa nuur na ho tho
Har ak sakhs Gumsum sa lagta hai
Chand Lamko ki Khushi hi jee lo yaar
Vaado pe kab kaun kara ubarta hai

Dekhi hai Duniyaa humne bhi khoob
Par Shaks mea Dost kaha dikhta hai
Karte tho Vada sabhi hai yahan par
Par anth tak saath kaun chalta hai

Logged
nikki
Guest
«Reply #190 on: September 30, 2009, 03:48:21 PM »
Reply with quote
thanks and so true Sophi...

ajj alfaaz nahi hain nere paas
dekhein yeh sanata kahan talak mere saath chalta hai

yeh zubaan ki khamoshi nahi
mere dil ki udaasi hai

har pal saath ha mere
kyon koi isse nahi samajhta hai

yeh dil bhi shor kiya karta tha
jab koi sunane vala tha
abb aaj kal yeh bhi gumsum sa mere mann ko khalta hai
Logged
Roja
Guest
«Reply #191 on: September 30, 2009, 04:06:50 PM »
Reply with quote
Thanks Sophi!

aap kuch kahein to  hum baat ko aage badhayein
yunhi kab talak hum khudse hi baatein karte jayein

yeh aapki chuppi bhi humein maar dalegi
na to yeh humein kuch samajhne ka maoka degi
na hi yeh koi akhshar juban se aapki nikalegi

Wow lovely.... Welcome back Nikki. Nice to see u around.
Logged
Roja
Guest
«Reply #192 on: September 30, 2009, 04:07:54 PM »
Reply with quote
Bahoot bahoot Khoob!

Mehfil mea tum jaisa nuur na ho tho
Har ak sakhs Gumsum sa lagta hai
Chand Lamko ki Khushi hi jee lo yaar
Vaado pe kab kaun kara ubarta hai

Dekhi hai Duniyaa humne bhi khoob
Par Shaks mea Dost kaha dikhta hai
Karte tho Vada sabhi hai yahan par
Par anth tak saath kaun chalta hai


ahaa... sach kaha Mehfil mein tum jaisa noor kahan?
simple and lovely lines Divya.  Usual Smile
Logged
Pages: 1 ... 9 10 11 12 [13]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
July 19, 2025, 12:47:02 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8513 Real Poets and poetry admirer