|
smokeyheart
Guest
|
kaun jaane kab maut ka paigaam aa jaaye, kab jindagi ki aakhiri shaam aa jaaye. Hum to karte hai aise mauke ki talaash, Kaash humaari jindagi aapke kisi kaam jaaye aa Arzoo hain tumhain door se dekhne ki, Mager pass nahi aana chahta, Tamanna nahi tumhain pane ki, Mager khona bhI nahin chahta... Khuda ne Mujhse kaha ISHQ na kar tu Diwana ho jayega. Maine kaha Ae Khuda tu Mesg Padne wale se Mil Tujhe bhi ISHQ ho jayega Main kitna chahta hoon, ye kaise bataoon tumhein, Main kitna chahta hoon, ye kaise bataoon tumhein... Dar hai us khuda ka, Nahi to poojta tumhein....... Mere aane ki aahat pe shama jalai tho hogi.. kabhi judai ke gham se aankh bhar aai tho hogi.. Fikr na kar, mayus na ho ae-dost.. Us rab ne MILAN ki KOI shaam tho banai hogi.. !!! Kaash aisa ho ki tumko tumse chura loon, Waqt ko rok kar waqt se ek din chura loon.. Tum paas ho to is raat se ek raat chura loon, Tum saath ho to is jahan se ye jahan chura loon..... Enkhon ki zuban woh samajh nahi paate, Honth magar kuch keh nahi paate, Apni bebsi kis tarah kahe, Koi hai jiske bina hum rah nahi paate......... Nigahe aapki pehchan hain hamari, Muskurarat aapki shaan hai hamari, Rakhna hifazat se kyunki saasay aapki Jaan hai hamari Chand es pyaari chandani, Chandani se pyaari raat... Raat se pyaari zindagi, Zindagi se pyaari aap..... humse door jaoogay kaise dil se humein bhool paoo gay kaise him woh khosboo hain jo sanson mein bas te hain apni sanseen rok paoogay kaisy. Aankhon ki zuban woh samajh nahi paate, Honth magar kuch keh nahi paate, Apni bebsi kis tarah kahe, Koi hai jiske bina hum rah nahi paate......... A kudha Tujhe Apne chand Per itna Kya Garoor hai ek chand sa Dost Hamra Bhi hai log jab tere chand ki tariff karte hai tou Misal mere ki Dete Hai . Har subah ki dhund kuch yaad dilati hai.... har phool ki khushboo ek jadu jagati hai... chaho ya na chaho...kitna bhi...par... aapki yaad aa hi jati hai....! Apne dard-e-dil ka humdard hame hi paoge.... in tanhaiyon main sath hame hi paoge... dur hai aapse to kya hua .... in duriyon main bhi sabse kareeb hame hi paoge...! Gumke is andhere jiwan main koi diye si roshni nahin milti ek baar pyar ker le mere dost Yeh zindagee baar baar nahin milti WAQT TERA GULAM HOGA, HAR PAL PE TERA NAAM HOGA ZARA MUD KE DEKHNA MERE DOST TERE HAR KADAM PE MERA SATH HOGA duriyon ki na parwah kiya kijiye, dil jab bhi pukare bula lijiye, hum door jyaada nahi aapse, bas apni aankhon ko palko se mila lijiye u aap say ho na baat to hum fikar kartay hain har waqut apanay aap say aap ka jikar kartay hain aap jaisa dost hamay nasib say mila hai is baat ka khuda shukriya aada kartay hain pyar say tab tak pyar na karo jab tak pyar aap say pyar na karay jab pyar aap say pyar karay to pyar ko itna pyar karo ki pyar kisi aur say pyar na karay Aankhon ki zuban woh samajh nahi paate, Honth magar kuch keh nahi paate, Apni bebsi kis tarah kahe, Koi hai jiske bina hum rah nahi paate......... AANKHE? I Define it- Ankhe uthi to DUA ban gayi, jhuki to HAYA ban gayi, jo jhuk kar uthi to KHATA ban gayi, or uth kar jhuki to ADAA ban gayi. Kyu ho naraz humse shikwa kya hai,Itna to bata do ki hamari khata kya hai? deni hai saza to chup kyu ho, Bolo tumhe chahne ki saza kya hai. Is kadar hamari DOSTI ka imtihan na lijiye! Kyo ho khafa ye bayan to kijiye! Kar digiye maaf agar ho gayi galti !yu message na karke hame SAZA to na Digiye Ankhein khuli ho to chehra tumhara ho, Aankhein bandh ho to sapna tumhara ho, Mujhe maut ka dar na hoga, Agar kafan ki jagah dupatta tumhara ho banke ajanabi mile the jindali ke safar mein kabhi iin yadoon ke lamho ko kabhi bhulenge nahi agar yad rakhana phitrat hai aap ki to bhulne ki adat hume bhi nahi kabhi yun bhi aa meri aankh mein ki meri najar ko khabar na ho tujhe bhulne ki dua bhi mangu to meri dua mein asar na ho jab khuda ne kaha bande dosti mein to devana ho jayega ,humne kaha kabhi jamein pe mere yaar se mil tu bhi usaka dost ho jayega Ankho mein ansooyo ki tarah rehnewale , Bhigi palko se tera didar karte hai, Tujhe pana to ek khawab hai , ye jaankar bhi Tumse payar karte hai. Na khwabon me dekha, na nazaron me dekha, Hazaron me ek humne tum hi ko dekha, Gum dene wale to har pal hai yahan, Har pal khushi dene walon me ek aap hi ko dekha Aapki muskan hamari kamjori hai, Keh na pana hamari majburi hai, Aap kyon nahin samajhte is khamoshi ko, Kya khamoshi ko zuban dena jaruri hai Raat hogi chand dikhai dega, khuda khidki se niharta dikhai dega, ye mohabbat hai mere dost sambhal kar karna , aansoo bhi giraa to sunai dega. Beshaq kuch waqt ka saath mila humko,khuda se badker yaar mila humko,na rahi tamana kisi janat ki a-dost ,teri dosti se wo pyar mila humko. Nakam si kohsis kiya karte hai hum ,ki unse ulfat kiya karte hai hum , taqdir may ek tuta hua tara bhi nahi , or ek chand ki aarzo kiya karte hai hum. Tere pyar mai ek nasha , isliye ye duniya humse khafa hai,na karo hum se itna pyar, ki dil hi puche ley teri dhadkan kaha hai. Hum aise ashiq hai jo gulab ko bhi kamal bana de ,tumhari ek ada pe gazal bana de ,ager tum muskura kar ek baar kah do to kasam se tumhare liye 1 naya taj mahal bhi banva de. Aap say ho na baat to hum fikar kartay hain,har waqt apnay aap say aap ka zikar kartay hain,aap jaisa dost hamay nasib say mila hai,es baat ka khuda say shukriya ada kartay hain
Tumhari is ada ka kya jawab du,apnay is dost ko kya uphar du,koi aacha sa phool hota to le aata mali say,jo khud gulab ho us ko kya gulab du Khushbu teri dosti ke mujhe mehka deti hai,teri har baat mujhe behka deti hai,sans to bhout der may aati hai,har sans say pehlay teri yaad aa jati hai aapki ek muskurahat ne humare hosh uda diye aapki ek muskurahat ne humare hosh uda diye hum hosh main aane hi wale the ki aap phir muskura diye NASHILI ANKHO SE WO JAB HAME DEKHTE HAIN, HUM GHABRAKAR ANKHE JHUKA LETE HAIN, KAUN MILAYE UN ANKHON SE ANKHEN, SUNA HAI WO ANKHON HI ANKHON ME APNA BANA LETE HAI Aaj socha ki jawab kya bheju, Aap jaise logo ko khitab kya bheju, Koi phool ho to mujhe maloom nahi, Jo khud gulab ho usey gulab kya bheju. Mera dil dhadakta hai sirf tere liye, mera dil tadapta hai sirf tere liye, naa jane mein kyun darta hoon aapse, apne pyaar ka izhar karne ke liye. Yu Dur Rahekar Duriya Badhaya Nahi Karte. Apno Ko Kabhi Sataya Nahi Karte, Har Waqt Jise Tumhara Khayal Ho, Usay Apnie Awaz Ke Liye Tadpaya Nahi Karte... Gulaab ko bhi kamal bana dete... Uski-ek ada pe gazal bana dete... Kambakht marti nahi mujh par ladkiyan warna HISAR mein bhi tajmahal bana Saton Aasmaon ki sair ham kar aaye, Har ek tare se Dosti kar aaye, Ek Tara khas tha jise hum apne saath le aaye, Varna aap hi Sochiye ki aap is zameen par kyoon aaye? kis kis kaa khayaal rakhein dost, tum kya jaano hum husn waale kitni taqlif uthaaya karte hain Ankho me arman diya karte hai,hum sabki ninde chura liya karte hai,ab se jab bhi jhapkegi palke apki,samj lena apko yaad kiya karte hai.... MERE JINE KE LIYE TERA ARMAAN HI KAFI HAI. DIL KE KALAM SE LIKHI YEH DASTAAN HI KAFI HAI. TIR-E-TALWAAR KI TUJHE KYA ZAROORAT E-NAZNEEN, QATL KARNE KE LIYE TERI MUSKAAN HI KAFI HA labo pe aaj unkha naam aagya , payas ke saath jaise jam aagya, dole kadam to gira unki baaho may, hamara pina bhi aaj kaam aagya…SAHIL hamey hasne hasane ki aadat hai, nazro se nazre milane ki aadat hai, per hamari toh nazr unse jaa mili, jinhey nazre jhukake sharmane ki addat hai. Kamal ho tum gulab ho tum , Meri aankho ke khawab ho tum , Haath utha kar rub se jo sawaal kiya tha , Us sawaal ka jawab ho tum . Tum phool ho gulab ka , Mai aasiq tere sabab ka , Teri tasvir mere dil may hai , Kya fayada tere nakab ka ….SAHIL Kuch rishte anjane may ho jaate hai , Pahle dil phir jindgi se jud jaate hai , Kahte hai us dur ko dosti , Jisme dil se dil na jane kab mil jaate hai . Sokhi hai najakat hai , aankho may sararat hai , Eyesa bhi sarmana , kyakah do mahobat hai , Aaaahhhh.. kahne ki kya jarurat , Jo chalke na nigaho se wo bhi koi mahobat hai .
|