Hello Dost Log

by samnoj on October 11, 2006, 01:40:00 PM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8]
Print
Author  (Read 4375 times)
waheed_rose2004
Guest
«Reply #105 on: December 18, 2006, 12:46:03 PM »
kya  baat hia..........very nice  Salma........  :lol:
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dost hi dost ka saath deeya karte hain by sarafz in Shayri-E-Dard
DOST by Deewana29 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Do dost...... by Amit Janglan in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
dost ban ban kar.... by mnajmi in Shayri-E-Dard
DOST by VIKRANT in Shayri-E-Dard
Delicate_Doll
Guest
«Reply #106 on: December 18, 2006, 02:19:35 PM »
Quote from: "anjani_si"
Quote from: "salma4u"
gum aur khushi main fark karun itni bhi fursat nahi,
kisi ke liye jiyion aisi koi hasrat bhi nahi,
bas dohra rahi hun her lamha, subah, shaam aur raat,
ki zindagi phir se suru karne ki koi vajah bhi to nahi.
nm
sad5

aikh nazar utha kar isse duniya ki taraf dekho
haar taraf wajah e-wajah nazar ayeghi......
aghar koyi wajah na nazar ayi tu apni ankhoin mein dekh lena...
wajah khud nazar ayeghi......!! :D:D:D:D:D:D:D

nowwwww smileeeeeeeeeeeeeeee :D:D:D:D:D:D:D:D

nice reply anjani ..ok for 4u Usual Smile Usual Smile Usual Smile ...now ok na

***************************************

duniya ki taraf ab dekhne ka maan nahi raha
zindagi ko  jeene ka ab hume shuk nahi raha
bas ek upar wale se umeed hai hume
Warna zindagi me koi maksad nahi raha

****************************************

hey jus tried ok

aur thanks waheed
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #107 on: December 18, 2006, 02:23:52 PM »
wah  kya  baat hai......  kuch  to mera asar hia tongue3  nice  again...................and ur always welcome tongue3
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #108 on: December 18, 2006, 02:24:05 PM »
Quote from: "anjani_si"
Quote from: "salma4u"
gum aur khushi main fark karun itni bhi fursat nahi,
kisi ke liye jiyion aisi koi hasrat bhi nahi,
bas dohra rahi hun her lamha, subah, shaam aur raat,
ki zindagi phir se suru karne ki koi vajah bhi to nahi.
nm
sad5

aikh nazar utha kar isse duniya ki taraf dekho
haar taraf wajah e-wajah nazar ayeghi......
aghar koyi wajah na nazar ayi tu apni ankhoin mein dekh lena...
wajah khud nazar ayeghi......!! :D:D:D:D:D:D:D

nowwwww smileeeeeeeeeeeeeeee :D:D:D:D:D:D:D:D

chalo ye aapne hume smile karne ko bola
iss baath pe ek aur sher ho jaye ..huamri fav se Usual Smile

Dil jeet le wo zigar hum bhi rakhte hai,
katl kr de wo nazr hum b rkhte hai,
 aapse wada hai hmara hamesha muskrne ka,
vrna ankho me samandar toh hum bhi rkhte hai.
nm
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #109 on: December 18, 2006, 11:16:11 PM »

:D:D:D:D:D:D:D:D:D
dua hai humari tumhara samandar itna gehra na ho
moti jaise anmol ansu pisalein.....tu hum wahan ho

muskurahat teri lautha denge
hassi tere labhoon pe la denge :D:D
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #110 on: December 20, 2006, 02:03:10 PM »
Thanks waheed n anjani

anjani gr8 buddy..keep writing Usual Smile..n thanks for a luvly shayari...

***************************************

aapse baath kar,kuch pal apne ghum zaroor bhul jayenge..
wada raha aapse ki dard ko dil me dafan kiye ,hum muskurayenge ...!

***************************************
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #111 on: December 20, 2006, 02:19:06 PM »
nice Anjani................ur  welcome  Salma jee tongue3

kya  kahen  apne  doston ke baare mein
koi  aata nahi  ab ab mere  bulaane  pe
jiski  kabhi main har aahat sunta tha kabhi
woh to chala gaya mere dhusmano k ashiyaane mein......
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #112 on: December 21, 2006, 02:05:19 PM »
bahut khoob waheed
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #113 on: December 21, 2006, 02:08:12 PM »
hehehe.........padhi  bhi  ho.....ki  aise    hi ........ anyway.............thanxxxxxxxx :lol:
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #114 on: December 21, 2006, 07:41:45 PM »
Quote from: "salma4u"
Thanks waheed n anjani

anjani gr8 buddy..keep writing Usual Smile..n thanks for a luvly shayari...

***************************************

aapse baath kar,kuch pal apne ghum zaroor bhul jayenge..
wada raha aapse ki dard ko dil me dafan kiye ,hum muskurayenge ...!

***************************************

dafna denge....tumhara dard kisi duniya ke khone mein....
dhoondh layenge.......tumhari muskurahat kisi bhi samundar se :D :D
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #115 on: December 22, 2006, 05:24:12 PM »
wah  kya baat  hai  :lol:     nice
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #116 on: December 23, 2006, 12:55:10 AM »
app ke mu se meri tareef tongue3
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8]
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 28, 2024, 02:42:37 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.301 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer