Welcome to Yoindia Shayariadab
A community of 8520 of real poets and poetry admirer from whole globe.
Join Now and unleash the poet inside you!
Tip of the moment...
We are always looking for your feedback and suggestions, if you have any then you can send us through email, PM or directly posting them into the Yoindia Shayariadab Support Section.
Latest Shayari at Yoindia Shayariadab
Do ghoont me nasha na ho , Wo jaam kya hain , Lada na de tawayaf ke liye , wo Ishq kya hain
Saboot ye hain mere pyar ke sache hone ka, Use hi chhod rahe hain uski Khushi ke liye, Ashiyan milta hoga auro ko saaye me kahi, Dard hi milna tha mere dil ko panah ke liye, Esa hi ho ke khush rahe hamesha wo, Hum na honge iske baad haal puchne ke liye , Zindagi banani thi hume unhe paakr ...
Abhi hosh me aya hoon main , nazare na milao mujhse, Ek tmse mulaqat kya hui , paraya ho gaya hu khudse
Pathar ki deewar taj mahal bane, Yeh karamat bhi muhabbat ki hain , Yadon ka samundar ishq ke katre mein jo , Mujhpar barsat us Katre ki hain , lagti hai alag wo har kisi se mujhe , Lagti jaise wo jamane se door ki hain , Jis safar me woh humsafar ho meri, Khwahish mujhe us safar ki hain ,...
पुष्पों से नित हँसना सीखो,भौरो से नित गाना। डालियो से झुकना सीखो,पेड़ों से छाया देना।।
हवा के झोको से हिलना सीखो जल से बह जाना। दूध पानी से सीखो सबसे मिलना और मिलाना।।
सूर्य की किरणों से सीखो प्रात जल्द उठ जाना। लता और पेड़ो से सीखो सबको गले लगाना।।
वर्षा की बूंदो से सीखो सबकी प्यास को बु...
नज़्म: डिप्रेशन
दुख है नाराज़गी है मातम है नाउमीदी सी इक मुसल्लम* है है ज़ियादा कभी कभी कम है पर हमेशा इसी का आलम है ग़ैर होने लगा जो महरम* है जो ख़याल आ रहा वो मुबहम* है जब ख़ुशी में मिज़ाज बरहम* है जब हँसी से भी आँख पुरनम है रौशनी तीरगी* से मद्धम...
Surat dikhti ho ankhon me meri , tu Aaaina koi Dekhe kyu Jawab ho khud jis sawal ka , sawal wahi puche kyu Hum doobe haseen khwabo me Tere , koi hosh me laaye kyu Tera jesa koi agar hota , tumse muhabbat krte kyu Dard is dil me Tera ho , dawa koi mange kyu Chadha ho rang tere pyar ka , koi...
Tu rahe na rahe meri ankhon ke samne , ankhon me reh jata hain haseen chehra tera, Dhadakne lagta hain dil bas dekh Kar tujhe, Dhadkane rok deta hain Paas se guzarna tera , Na Jane kaisa khumar hain teri mulaqato mein , Bheed me bhi tanha kar jata hain jaana tera , Maut se pehle bemaut ma...
Dekhe to hasad me rahe Chand , Is husn ko is Jamaal ko Katon me jo bhi Gul khule ,tum wo Naaz ho andaaz ho Tu Baras ja is dil pe ab , ke jo baag ho wo Kamal ho Ghera he in ankhon ka ghav , hadsa mujhse ye baya na ho Ankhein esi ke hijab nakam, Agar marj ho to marj lailaj ho Jo dil baar ba...
Dekhe to hasad me rahe Chand , Is husn ko is Jamaal ko Katon me jo bhi Gul khule ,tum wo Naaz ho andaaz ho Tu Baras ja is dil pe ab , ke jo baag ho wo Kamal ho Ghera he in ankhon ka ghav , hadsa mujhse ye baya na ho Ankhein esi ke hijab nakam, Agar marj ho to marj lailaj ho Jo dil baar ba...
mehndi lgaye wo hathon pe apni , rang chadha khayalo par hain Maloom nahi he kuch esi daulat , unke khali hathon mein hain Wo kese jane ishq ko bhala , jo pure hosh-o-avaz mein hain Wo nazre milane ke bawajood, nazar se nazar chupa rahi hain Hoth kuch bole ankhein Kuch aur , nazaro se raaz bhi b...
Padh leti tu ankhein meri , Tujhe kaha to he par kaha nahin, Bato bato me raat beeti, Magar unse bhi dil bhara nahi , Tujhe milke hue he arse kayi, Par tanhayi me hu Tanha nahi, Tujhe du misaal to kiski doon, Tere jaisa haseen koi hua nahin, Kya kho du ke tera deedar ho, Tijarat kaho ise ju...
Bohot bheed he khayalon me , nikalu kese pehra yaad ka hain Shyad ab me na bhi hasu ,ke dil mera sataya ishq ka hain Aur kya likha he pata nahi, nazm me dikhe chehra uska hain Bahar se odhi he khamoshi , andar toota sheesha dil ka hain Jinda to hu pr jee nahi raha , Bojh jhoothi muskan ka hain...
milta he mere khwabo se husn tera, Tu hi mera mehboob ho jaise , Mere sapne me manzar he tera , Paklon pe tera khwab saja ho jaise Kabhi Seene me dil ese dhadka nahi , Tumse milke ye dil dhadka hain jaise , Na Kaifiyat pucho dil ki humare , Ishq ghula ho hawaon me jaise, Jana bhi chahe to...
Kese dekhe hum himmat nahi hoti , dikkat ye he ke nazara unka hain Koi kitna yaad aaye kisiko bhala , jo aaina bhi dekhu to chehra unka hain Raatein jagu mein ankhein nahi soti,dil he mera yaadon ka basera unka hain He kali se ful aur ful se khushboo , khushboo se bhi dilkash mehekna unka hain ...
पुलवामा शहीद दिवस ***************** प्रेम दिवस कैसे हम मनाये, जब गम के बादल छाए थे। पुलवामा से 44 वीर जवान, तिरंगा ओढ़कर घर आए थे।।
पुलवामा के वीरो ने इस दिन, जो जान देश पर वारी थी। दुश्मन की औकात नही थी, कुछ अपनो की गद्दारी थी।।
छोड़ श्रद्धांजलि दिवस को, वेलेंटाईन डे हम मनाते है। स्...
भूल सकता हूँ मगर भुलवा नहीं सकता हूँ मैं मुझको लगता था तुम्हें याद आ नहीं सकता हूँ मैं दो ग़मों के बीच दिल उलझा नहीं सकता हूँ मैं एक को खोया है इक को पा नहीं सकता हूँ मैं बेसबब दीवानगी मेरी नहीं पर क्या कहूँ तुम समझ सकते नहीं समझा नहीं सकता हूँ मैं
आइने से पूछ लिया तुम्हारे बारे ,,,,, बस खूबसूरत बोल कर खामोश हो गया
ना पूछा करो हमसे हाल हमारा ,,,,, मर्ज ए इश्क कभी ठीक नहीं होता
Jab Jaayein, To Mukammal Jaayein,. Yun Khwaabon Mein Aakar Na Sataayein,.
Jab Kuch Bhi Nahi Hai Darmiyaan Apne,. To Humdardiyaan Bhi Na Jataayein,.
Ek Ek Khatre Ko Tarse Hain, Bichardke Hum,. Mil Bhi Jaayein To Kuch Na Barsaayein,.
Jab Jaayein, To Mukammal Jaayein,. Yun Khwaab...
तुम्हारे बिना भी हम सांस ले सकते हैं ,,,, बस दिक्कत तो जीने की है
शायद तुम वहीं बात हो ,,, जो मैं सिर्फ खुद से करता हूं
मोहब्बत महक रही है मुलाकात के बाद ,,,, पता नहीं तुम्हे गले लगाया था यां इत्र को
हम भी सांसों से जी लेते ,,,, अगर हमें तुम्हारी आदत ना होती
तुम्हे कैसे बता दूं अपने गम की वजह ,,, मैने तो अपने दिल से भी तुम्हारा जिक्र नहीं किया
|