Pyaar kee Baataen

by anjaan dharkan on May 12, 2009, 01:45:39 PM
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Author  (Read 1785 times)
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008

View Profile
«Reply #30 on: May 21, 2009, 12:50:00 PM »
kaya baat hai payar ka mausam hai chaya hua yahan par to.

Viry nice thread and nicely taken forward by all.

shukriya bhai sahab, aap n izhaar kar hee daen! Usual Smile
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
pyaar.... by Harleyboy1 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pyaar by yasir_sensitive in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 8 9 »
pyaar hi pyaar by tinku22in in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
pyaar hai ye mera pyaar hai by majid in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pyaar ko Muhjse Pyaar nahi Hai by anjaan dharkan in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008

View Profile
«Reply #31 on: May 21, 2009, 12:57:04 PM »
yeh Sahab hata do baaki chalega AD......

kabhi humne bhi payar kiya tah
sare aam hummne bhi izhaar kiya tha
aaj baithe hain tanhaai mai doston
sochten hai kyu kar payar kiya tha... Usual Smile

hmmm... is that so? ye tho happy thread hai ji
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #32 on: May 21, 2009, 01:05:18 PM »
hmmm... is that so? ye tho happy thread hai ji

Ok sorry delete kar deta un.

par dill udaas tha to aisa hua. Sorry.... sad5
Logged
Roja
Guest
«Reply #33 on: May 21, 2009, 01:58:31 PM »
Kasem khuda kee, yehee haal mera bhi hai, Buss hum Dillon me A+S lihkte hain!

Nice Lines Yaar

Ufff ye diwani sidr ....  tongue3
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008

View Profile
«Reply #34 on: May 21, 2009, 04:30:03 PM »
Ufff ye diwani sidr ....  tongue3

kya karaen didi?....
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008

View Profile
«Reply #35 on: May 21, 2009, 04:30:32 PM »
Ok sorry delete kar deta un.

par dill udaas tha to aisa hua. Sorry.... sad5

are nahi nahi bhai, wo tho buss mazzak kiya!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #36 on: May 21, 2009, 05:13:10 PM »
Pyaar, Pyaar Ke Baare Mein Hum Kya Kahein, Bas Itna Kahenge, Agar Kisi KO Pyaar Ko Wakhaai Samajhna Hai, To Kisi Se Pyaar Karke Dekhe,.

Ehsaas KHud Ba Khud Ho Hi Jaayega,

Pyaar Bhi Ajeb Hai Mil Jaaye To Mazaa Deta Hai, Aur Juda Ho Jaaye To Sazaa,.

Pyaar Se Ye Kaynaat Hai, Pyaar Se Jannat,.

Jo Pyaar Khuda Se Karo To Jannat Milegi,.
Aur Iske Saath Kisi Insaan Se Karo, To Kaynaat Ki Mohabbat Bhi Dil Mien bas Jaayegi,.

Ye Hota Hai Pyaar,.

Pyaar Hi Hai, Jo Zinda Rakhta Hai Insaan Ko, Ye Galat Hai Jo Pyaar Ka Badnaam Karte Hain,.

Pyaar To Paak Hai, Pyaar Khuda Se Milaata Hai, Khudaa Ki Mohabbat, KHuda Ka Darr Dil Mien Laata Hai,.

Pyar Karne Waala Kabhi Dhoka Nahi Deta, Aur Jisne Dhoka Diya, usne Pyaar Hi Nahi Kiya,.

Kyun Ki Pyaar Pyaar Hai, Hawas Nahi,.

Ab Ki Duniya Mien Log Pyaar Kam Karte Hain, Hawas Zyada, Tabhi To Zyada Tarr Jahaan Mein Log, bewafaai Ka Shikaar Karte hain,.

Kisi Ko Jism Ki Hawas Hoti Hai, Kisi Ko Paise Ki,.
Aur Hum Is Hawas Ko Pyar Samajh Baithte hain,.

Pyaar Kabhi Apni Hawas Khwaish Poori Karna Nahi Hota, Pyaar To Kurban Karna Hota Hai,.
Apne Mehboob Ki Khwaish uski Khushi Ke Liye, Khud Ke KHwaishon Ko Qurbaan Karne Ka Naam Hai,.

Ye Mohabbat Hi Thi, Jo Hazrat IBRAHIM {AS} Ne Apne Bete ISMAIL {AS} Ko Allah Par Hurbaan Karne Ko Tayyar Hogaye The,.

Pyaar To Paak Hai Shafaf Hai,.

Bas Yahi Pyaar Ke baare Mein, Mujhe Jitni Knowledge Thi Maine Share Ki,.

Waise Sidraah i Love You, I Love You,.

Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008

View Profile
«Reply #37 on: May 22, 2009, 11:56:58 AM »

Hay Allah... mere liye pyaar ka matlab main ek alfaaz me bahot ahsaani se bayaan kar saktee hoon...

Mere liye, pyaar Azeem hai. jo aankaehn band karoon saamne hota hai, kohlun to saamne na hone ka ehsaas hota ha...

jo mere har lafz me jhalakta hai... dil kee gehrai me dhardakta hai...

mera na muhj me ub kuch b raha, k sub unko de behtee..

I Love You Too Ba,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #38 on: May 22, 2009, 12:51:00 PM »
Hay Allah... mere liye pyaar ka matlab main ek alfaaz me bahot ahsaani se bayaan kar saktee hoon...

Mere liye, pyaar Azeem hai. jo aankaehn band karoon saamne hota hai, kohlun to saamne na hone ka ehsaas hota ha...

jo mere har lafz me jhalakta hai... dil kee gehrai me dhardakta hai...

mera na muhj me ub kuch b raha, k sub unko de behtee..

I Love You Too Ba,.

Bas Bhi Karo Yaar,.

Allah Kareem Hamaari Mohabat Ko Har Buri Nazar Se Mehsooz Rakhe, Aameen,.

Aur Mujhe Tum Aur Tumhe Mujhe Paane Ki Raahein Aasan Kare,.
Aameen,.

Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008

View Profile
«Reply #39 on: May 22, 2009, 12:53:04 PM »
Bas Bhi Karo Yaar,.

Allah Kareem Hamaari Mohabat Ko Har Buri Nazar Se Mehsooz Rakhe, Aameen,.

Aur Mujhe Tum Aur Tumhe Mujhe Paane Ki Raahein Aasan Kare,.
Aameen,.

ameen ya rabbul-alameen!
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 05, 2024, 10:36:14 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.153 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8500 Real Poets and poetry admirer