Oye Hoye.... Ab isey haqiqat kaisey maanu..... Itney pyaare to sirf Sapne hi hote hain.... :wink:
Theek hai Som ka naam hataane ke liye nahi kehta.... Jab mujhse pyaar gera ho jaaye tab hata dena...... :lol:
Arrey main bhi mazaak nahi kar raha thha.... I too love you a lot.... :oops:
Samajh gaya tumhare dil ki baat.... Lekin ye duniya waale hamaare pyaar ko nahi pehchaanege.... Chalo iss duniya se door kahin Sapno ki duniya mein chale.... :D
Waisey mujhey lagta hai yahan sabko mujhse jealous feel ho rahi hogi.... :wink:
aap jab ye punjabi style........ "Oye Hoye" karte ho tho bade sweet lagte ho......... :wink:
aapki baaton se lagta hai ke aapko sapne haqiqat se zyada pyaare hai.....
chalo aaj haqiqat khubsurat ban raha hai tho sapne se uth bhi jau!! :lol:
he loves me he loves me................ balle balle
:heart: :heart: :heart:
chalo acha hua humaari dil k baat samajh gaye.... mujeh laga kabhi samjhogey hi nahi............ :wink:
vaise main ek baat tho bolna bhul hi gayi.......... isha ka kya hua :lol:
:oops: :oops: Mar jaava gud khaake..... Itna jyaada sweet mat kaho.... mujhey kuchh kuchh hota hai.... :D
Sapne to sabhi ko pyaare hote hain.... haan wo baat alag hai ki merey Sapne mujhey kuchh jyaada hi pyaare hain.... Iss sapne se uthney ka man nahi karta.... Plzzz thori der aur chalne do na iss sweet sapney ko.... :wink:
Arrey maana ki main jyaada samajhdar nahi hoon.... par tumhare dil ki baat samajhney ke liye mera dil hi kaafi hai.... :wink:
Arrey isha ki baat mat karo yaar.... Usney to beech raah mein hi mera saath chhor diya....

Par tum to aisa nahi karogi na..... :wink: