Mohabbat

by Jaanasheen on April 21, 2006, 08:40:30 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 1967 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: May 30, 2006, 11:33:47 AM »
Quote from: "natural"
Quote from: "Jaanasheen"
Apna Pata Mile Na Khabar Yaar Ki Mile,..
Dushman Ko Bhi Na Aisi Sazaa Pyaar Ki Mile,..


Superb Jaanasheen..... Usual Smile


Shukriya Bhai Magar Ye Mohammed Rafi Ji Ke Gaane Ke Do Lines The,..

Tumne Kuch Nahi Likha Bhai Mohabbat Pe,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mohabbat by mnajmi in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
mohabbat by sabreena in Shayri-E-Dard
mohabbat by VIKRANT in Shayri for Dard -e- Judai
mohabbat by nishita in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 ... 13 14 »
Tum hi Mohabbat ho...!!! by sharmaarunkumar in Ghazals
natural
Guest
«Reply #16 on: May 30, 2006, 11:35:55 AM »
Ab kuchh likhne ko reh hi nahi gaya bhayi.... Usual Smile

Lines bhale hi kisi gaane ke thhey... lekin kaafi meaningful thhey.... Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: May 30, 2006, 01:30:27 PM »
Haan Bhai Ache Lage Likh Diya,..

Mohabbat Humne Manaa Zindagi Barbaad karti Hai,..
Ye Kya Kam Hai Ke Marjaane Se Duniya Yaad karti Hai,..
Kisi Ke Ishq Mein Sab Kuch Lootakar Hum Bhi Dekhenge,..
Teri Mehfil Mein Kismat Azmaakar Hum Bhi Dekhenge,..

____________________________________-Shakeel Badayuni-
Logged
riya_shah21
Guest
«Reply #18 on: July 20, 2006, 05:43:39 AM »
Quote from: "Jaanasheen"
Mohabbat,..?

Jab Se Duniya Ne Janam Liya Mohabbat Usi Din Se Paida Hui,..
Duniya Mein Sabko Kisi Na Kisi Cheez Se Mohabbat Hai Magar Na Jaane Kyun Sab Mohabbat Ke Khilaaf Hain,..
Kisi Ko Hoti Hai Mohabbat Paise SE,..
Kisi Ko Hoti Hai Zindagi Se,..
Kisi Ko Hoti hai khuda se,..
Kisi Ko Hoti hai Apni Mehbooba SE,..
Mohabbat To Har Jeeti Cheez Ke Dil Mein Maujood hai,..
Gar Na Hoti Mohabbat Asmaan Ko Zameen Se,.
Wo Aansoon Na Bahata Barsaat Ki Shakal Mein,...
Mohabbat To Badi Keemti Cheez Hai Jo Sab ke Dilon Mein Hoti hai,..
Magar Jab Wo Kho Jaati hai To Aisa Lagta hai Jaise Koi Khazaana Loot Gaya,..
Mohabbat Na Hoti To Duniya Na Hoti,..
Mohabbat Wo Cheez Hai Jo Sab Ko Jeena seekha Dein,..
Phir Kyun Aisa Hota Hai Jisne Mohabbat ki Wo Rota Hai,..?
Aisi Hi Ek Meri Kahani Hai,.. Ke Maine Mohabbat Ki Magar Bahoot Badi THokar Khaayi,..
Jab Lagti hai Thokar Mohabbat Mein To Dard Shayari Ke Rang Mein Utar Te Hai,..
Aur Sab ke Dilon Ko Choote Hain,.
Apni Bhi Kahani Kuch Aisi Hai,... Warna Hum Dil Ke Dard Choopak Jee Nahi sakte The,..

Nice one.
Mohabbat dil mein hoti hai
Aur jo dil mein hote hai woh kabhi khote nahi
Isliye mohabbat kabhi khoti nahi
woh humesha dil mein rehti hai

Sochti hu in saagar ki lehron ko dekhkar
kyu Kinaron pe aakar laut jaati hai,
Karti hai kinaaro se bewafai
ya  saagar se wafa nibhati hai.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: July 20, 2006, 12:25:14 PM »
Shukriya Riya Ji,.
Aur Bahoot Khoob Likha Hai Mohabbat ke Baare Mein APNE ..
Logged
sukha
Guest
«Reply #20 on: August 07, 2006, 02:42:08 AM »
Kitaabon mein chhapte hein chahat ke kisse, haqiqat ki duniya mein chahat nehi hai,
zamane ke bazar mein ye wo shai hai ke jiski kisi ko zaroorat nehi,
ye bekaar be daam ki cheez hai...........
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: August 07, 2006, 10:13:57 AM »
Waah Bahoot Khoob Likha Hai Yaar,..

Mohabbat Kitaabi Baatein Nahi,..
Ye To Ek Haqeeqat Hai,..
Jeeta Hai Wohi Is Duniya Mein "Sukha",..
Jiske Dil Mein Chahat Hai,..

___________________-Jaanasheen-
Logged
phoenix
Guest
«Reply #22 on: August 28, 2006, 06:31:14 PM »
Quote from: "sukha"
Kitaabon mein chhapte hein chahat ke kisse, haqiqat ki duniya mein chahat nehi hai,
zamane ke bazar mein ye wo shai hai ke jiski kisi ko zaroorat nehi,
ye bekaar be daam ki cheez hai...........


BAHUT KHOOB Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: August 29, 2006, 12:30:50 PM »
Mohabbat Humne Maana Zindagi Barbaad karti Hai,..
Ye Kya Kam Hai Ke Marjaane Se Duniyaa Yaad Karti hai,..
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 11, 2024, 09:47:53 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer