Bhool jana to ab nahi bas mai

by aaina on June 03, 2010, 11:36:16 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2773 times)
aaina
Guest
«Reply #15 on: June 15, 2010, 10:46:39 PM »
Reply with quote
Aslam Bhai bahot purkashish aur purlutf ghazal kahi hai aapne. Bahot khoobsurat kalaam hai aapka. Hazaron daad hazir hain.


Riyaz sahab is hosla afzaaii ke liyN aapka tahe dil se mamnoon huN


aslam
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
bhool mat jana by Pooja in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 »
BHOOL NA JANA REHMAT KI BARSAT KO. by Anushka in Shairi - E - Zindagi
~*~Bhool Jana~*~ by pankshivam in Shayri-E-Dard
Nahi kehta yeh tumsey laut kar wapas nahi jana by Syed Mohd Mahzar in Ghazals
Tujhe Bhool Jana Mumkin Nahi ,,,, #MAD by Maddy7677 in Shayri for Khumar -e- Ishq
aaina
Guest
«Reply #16 on: June 15, 2010, 10:48:05 PM »
Reply with quote
aslam saheb bahot hi umda ghazal iss bazm ko ata ki hai aapne,qadeer bhai ki rae se mei bhi ittefaq karta hoon bahot din baad istehe ka shair nazar nawaz hua..iss haqeer ki jaanib se daad khobol karein,aur bazm ko aisi hi nayaab ghazlaon se roshan karte rahiye.


Nazr sahab aako ghazal achi lagi behad musarrat huii yuN hi apne saath se nawaazte rahiye bhut inaayat


asalm
Logged
aaina
Guest
«Reply #17 on: June 15, 2010, 10:48:42 PM »
Reply with quote
bahut hi umdaa peshkash hai aaina ji.bahut khoob...


Thnxxxxx so much BBL............



aslam
Logged
aaina
Guest
«Reply #18 on: June 15, 2010, 10:49:23 PM »
Reply with quote
Bahut Khub Aaina Ji...


Khush Rahiye...


Shihab sahab bhut inaayat


aslam

~Shihab~

Logged
aaina
Guest
«Reply #19 on: June 15, 2010, 10:50:06 PM »
Reply with quote
TAY PARINDO KO MUSAFAT KARKE LAUT JAANA.......BAHUT KHOOB AAINA JI Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


hosla afzaaii ka bhut bhut shukrya K_A


aslam
Logged
waquif ansari
Guest
«Reply #20 on: June 17, 2010, 08:51:59 AM »
Reply with quote
Dear Aslam Saheb! Aik nihaayat achchhi ghazal pesh karne par aap mubarakbad k mustahaq hai. Daad qubul kijiye.

(Waquif Ansari)

zindagi bat gayi do khaano mai
aapki nazro.N ke paymaano mai

jab se deewaangi samjh aayii
hum bhi shamil huway deewaano mai

dam jo bhrte the hum pe marne ka
aate hain ab nazar begaano mai

bhool jana to ab nahi bas mai
teer e dil na rha kamaano mai

tay parindo ko musafat karke
lot jana hai aashiyano mai

haar se keh do ke door hat jaaye
ab hai aslam teri amaano mai




aslam
Logged
aaina
Guest
«Reply #21 on: June 23, 2010, 04:05:16 PM »
Reply with quote
Dear Aslam Saheb! Aik nihaayat achchhi ghazal pesh karne par aap mubarakbad k mustahaq hai. Daad qubul kijiye.

(Waquif Ansari)


Waquif sahab bhut bhut shukriya is hosla afzaii ka yuN hi hosla baDhaate rahiye

aslam
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 01:05:56 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.165 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer