~~"DARD-E-MUKAAM BAHUT"~~by Shally.

by k.shael on May 20, 2009, 08:08:47 AM
Pages: 1 2 [3] 4  All
ReplyPrint
Author  (Read 3182 times)
jasbirsingh
Guest
«Reply #30 on: May 21, 2009, 10:44:48 AM »
Reply with quote
BAHUT hi khoobsurti sey aap ney yeh ghazal pesh ki hai shally ji

jasbir singh
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
"BARSAT BAHUT HAI" by amarhellboy in Shayeri for Dard -e- Bewafai
"Bahut Udaas Hoon Main" by angel4u in Shayri-E-Dard
~~"ANJAAM BAHUT DOOR HAI"~~by Shally. by k.shael in Ghazals « 1 2  All »
Dard Aur meri Zindagi ka Rishta Bahut Gehra Hai "Khwaish" by khwahish in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Muhabbat main kyaa-kyaa mukaam aa rahae hain " Jiger Mradabadi" by R.M. Dixit in Ghazals
abdbundeli
Guest
«Reply #31 on: May 22, 2009, 06:46:43 AM »
Reply with quote
Log kehte hai mere sanam ka dil hai nazuk bahut,
Jaane kaise phir wo meri aankhon ko dete hai anso bahut,

Mana ki mere shehar ke logo ko mohabbat nahi aati,
Par maine husn-e-yaar se qatl hote hue dekhe hai bahut,

Ae dilbhar tum to past ho gaye ho ishq-e-qadam se hi,
Abhi to aayenge mukam-e-dard,raah-e-ishq me bahut,

Dil ke toot.ne ki aawaj koi sun hi nahi paata hai yahan,
Iss kadar bikhre pade hai duniya me aawajo ke saaj bahut,

Jao tum bhi bewafayi karke khush ho lo mujh se yaar,
Mein pathar hoo.n maine khaye hai pehle bhi dhokhe bahut,

Jinda rehte koi aaya na haal-e-bimaar poochne Shally,
Ab meri kabr pe aansoo bahane aate hai mere yaar bahut.
       


Shally ji!
Sensitive girls are born-poetesses, Shally! The pulses of love and poetry are co-runners! The craft takes time to muster! I'm happy it's gradually taking the right shape! Please re-read the lines marked by me in green and lime-green! The use of 'haal-e-bimaar' is okay; but 'ishq-e-qadam' ki tarh hi 'mukam-e-dard''raah-e-ishq' ziyaadah thheek hotaa, aisaa mujhey lagtaa hai! Taswwuraat kaa isteymaal achchhaa hai!
                           - abd bundeli
Logged
diya786
Guest
«Reply #32 on: May 22, 2009, 11:17:02 AM »
Reply with quote
bahut umda likha hai dear
kamaal hai

 Applause Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #33 on: May 22, 2009, 12:38:47 PM »
Reply with quote
Log kehte hai mere sanam ka dil hai nazuk bahut,
Jaane kaise phir wo meri aankhon ko dete hai anso bahut,

Mana ki mere shehar ke logo ko mohabbat nahi aati,
Par maine husn-e-yaar se qatl hote hue dekhe hai bahut,

Ae dilbhar tum to past ho gaye ho ishq-e-qadam se hi,
Aabhi to aayenge dard-e-mukam, ishq-e-raah me bahut,

Dil ke toot.ne ki aawaj koi sun hi nahi paata hai yahan,
Iss kadar bikhre pade hai duniya me aawajo ke saaj bahut,

Jao tum bhi bewafayi karke khush ho lo mujh se yaar,
Mein pathar hoo.n maine khaye hai pehle bhi dhokhe bahut,

Jinda rehte koi aaya na haal-e-bimaar poochne Shally,
Aab meri kabr pe aansoo bahane aate hai mere yaar bahut.

Shally.


Shally Wakhai Kamaal Ki Ghazal Likhi Hai Aapne, Bohat Achche, Kya Hume Coaching Dengi, Shayari Ki,.

Realy THis Ghazal Touched My Heart, Superb, Kamaal Ka Job Kiya Hai,.

Bohat Achche,.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #34 on: May 23, 2009, 07:05:14 AM »
Reply with quote
BAHUT hi khoobsurti sey aap ney yeh ghazal pesh ki hai shally ji

jasbir singh

Shukriya Jass ji, Aapne apne itne busy shedule me se bhi time nikal kar meri ghzal ko pada, tahe-dil se shukriya aapka.

Shally.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #35 on: May 23, 2009, 07:06:04 AM »
Reply with quote
Shally ji!
Sensitive girls are born-poetesses, Shally! The pulses of love and poetry are co-runners! The craft takes time to muster! I'm happy it's gradually taking the right shape! Please re-read the lines marked by me in green and lime-green! The use of 'haal-e-bimaar' is okay; but 'ishq-e-qadam' ki tarh hi 'mukam-e-dard''raah-e-ishq' ziyaadah thheek hotaa, aisaa mujhey lagtaa hai! Taswwuraat kaa isteymaal achchhaa hai!
                           - abd bundeli

Shukriya Abd Ji, Aapne ghzal ko pasandh kiya aur apna keemti waqt aur aashirwaad diya, bahut badi baat hai mere liye,

Shally.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #36 on: May 23, 2009, 07:07:55 AM »
Reply with quote
Shally Wakhai Kamaal Ki Ghazal Likhi Hai Aapne, Bohat Achche, Kya Hume Coaching Dengi, Shayari Ki,.

Realy THis Ghazal Touched My Heart, Superb, Kamaal Ka Job Kiya Hai,.

Bohat Achche,.

Shukriya Azeem, aap ne ghzal ko itna pasndh kiya aur saraha, aacha laga jaankar mki mera kaam aapke dil tak ko choo gaya, ye sabse badi baat hoti hai ek shayar ke liye, khair coching ki baat karke hame sharminda na kijiye, ham to khud seekh rahe hai, aur umeed karte hai aap hame seekhne ka mouka denge...

Shally.
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #37 on: May 23, 2009, 07:17:12 AM »
Reply with quote
Shukriya Abd Ji, Aapne ghzal ko pasandh kiya aur apna keemti waqt aur aashirwaad diya, bahut badi baat hai mere liye,
Shally.
You're welcome, Shally ji!
               - abd bundeli
Logged
k.shael
Guest
«Reply #38 on: May 23, 2009, 07:42:04 AM »
Reply with quote
You're welcome, Shally ji!
               - abd bundeli

Abd ji plz mujhe shally ji mat kaha kijiye, aap mujhe beti ya aur jo bhi aapka dil kahe keh sakte hai.

Shally.
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #39 on: May 23, 2009, 02:03:36 PM »
Reply with quote
Abd ji plz mujhe shally ji mat kaha kijiye, aap mujhe beti ya aur jo bhi aapka dil kahe keh sakte hai.
Shally.
I'm happy to have such a nice girl, who feels so honorably about me! Thanks!
                         - abd bundeli
     
           
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #40 on: May 28, 2009, 06:22:22 AM »
Reply with quote
shally ji itna khoobsurat shayari maine kaise miss kardi ,
abhi hi padne ko milla,excellent,very nice. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
k.shael
Guest
«Reply #41 on: May 28, 2009, 06:31:32 AM »
Reply with quote
shally ji itna khoobsurat shayari maine kaise miss kardi ,
abhi hi padne ko milla,excellent,very nice. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Shukriya Madhuwesh Ji,

So nice to see u in my thread.

Shally.
Logged
Talat
Guest
«Reply #42 on: May 29, 2009, 10:26:03 AM »
Reply with quote
Log kehte hai mere sanam ka dil hai nazuk bahut,
Jaane kaise phir wo meri aankhon ko dete hai anso bahut,

Mana ki mere shehar ke logo ko mohabbat nahi aati,
Par maine husn-e-yaar se qatl hote hue dekhe hai bahut,

Ae dilbhar tum to past ho gaye ho ishq-e-qadam se hi,
Aabhi to aayenge dard-e-mukam, ishq-e-raah me bahut,

Dil ke toot.ne ki aawaj koi sun hi nahi paata hai yahan,
Iss kadar bikhre pade hai duniya me aawajo ke saaj bahut,

Jao tum bhi bewafayi karke khush ho lo mujh se yaar,
Mein pathar hoo.n maine khaye hai pehle bhi dhokhe bahut,

Jinda rehte koi aaya na haal-e-bimaar poochne Shally,
Aab meri kabr pe aansoo bahane aate hai mere yaar bahut.

Shally.

Bohot Khoob Shally .... bohot achcha likha hai !
Logged
k.shael
Guest
«Reply #43 on: May 29, 2009, 10:40:03 AM »
Reply with quote
Bohot Khoob Shally .... bohot achcha likha hai !

Shukriya Celmira dear, Aapke aane se iss thread ki kadar aur bhad gayi mere dil me,

Shally.
Logged
Talat
Guest
«Reply #44 on: May 29, 2009, 12:10:38 PM »
Reply with quote
You are welcome dear.
Logged
Pages: 1 2 [3] 4  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 07:39:03 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.197 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer