Rishta Wo Matlabi Jaisa (Shikha)

by Shikha12 on December 31, 2008, 09:45:37 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 6588 times)
k.shael
Guest
«Reply #15 on: January 02, 2009, 06:24:10 AM »
Reply with quote
Wah Wah Wah

Mahiya Ji Bahut Khoob Ghajal Najar ki Aapne,

Keh dete jo log mujhe deewana to tasalli hoti
sun.na sharaabi lagta hai gaali ke jaisa,

Phool to khile bahut par haq na jata paaya mein
ho uss majboor maali ke jaisa,

Shally.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
MATLABI DOST by Devdas_online in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
...~~Matlabi Dost~~... by HumTum in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 9 10 »
matlabi log by aryan_mantri in Shayri-E-Dard
Rishta ye Pyar ka - shikha by Shikha sanghvi in Shayri for Khumar -e- Ishq
Dosti ka rishta nibha diya - shikha by Shikha sanghvi in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
sajid_ghayel
Guest
«Reply #16 on: January 02, 2009, 06:28:28 AM »
Reply with quote
Bohat khoob shally specially ur second sher is just terrific..
Logged
k.shael
Guest
«Reply #17 on: January 02, 2009, 06:35:49 AM »
Reply with quote
Bohat khoob shally specially ur second sher is just terrific..

Shukriya Sajid,

Aap Bhi Kuch Likhte To Sikhne Ko Milta Hame,

Shally.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #18 on: January 02, 2009, 08:53:03 AM »
Reply with quote
Gazal Section mein pehli baar kuch post kar rahi hoon..
Ek Koshish ki hai, Kisi ke haalaaton ko kalambandh karne ki..
Umeed hai koshish kisi hadd takk toh safal rahegi..



Jaani pehchaani si Rehguzar pe ae Zindagi,
Yeh moud kaisa Anchaaha sa Ajnabi jaisa..

Dhudhle dhudhle hone lage Apne se Chehre,
Har rishta lagne laga kisi Farebi jaisa..

Ro kar guzaar dein chalo ye Gumon ki Raat,
Kabhi toh utrega savera bhi Mehjabi jaisa..

Bhula dein unko apni neik Duaao ke Saath,
Ehsaan jataaye Jo dekar Tohfa Garibi jaisa..

Dil ka Rishta toh unse Kabhi hua hi Nahin,
Rishta wo Jhooth ka, Lagta tha Matlabi jaisa..

... Shikha

wah bahut hi khoob , mahiya...

Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #19 on: January 02, 2009, 09:12:24 AM »
Reply with quote
Wah Wah Wah

Mahiya Ji Bahut Khoob Ghajal Najar ki Aapne,

Keh dete jo log mujhe deewana to tasalli hoti
sun.na sharaabi lagta hai gaali ke jaisa,

Phool to khile bahut par haq na jata paaya mein
ho uss majboor maali ke jaisa,

Shally.

very nice SHALLY


Jasbir Singh
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #20 on: January 02, 2009, 02:00:29 PM »
Reply with quote
Sare shehar ki gumnamiya jo milti has ke jee leta GHAYEL
Par aaj aakhn bhar aayee jo mila tu bhi ajnabi jaisa...



Ab Har baat mein hamari matlab talaasha karte hai woh,
Kabhi kehte thhe jo chehra lagta hai hamara kitaabi jaisa...
Usual Smile
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #21 on: January 02, 2009, 02:02:02 PM »
Reply with quote
Bahut khoob, Mahiya Ji Applause

Aapki Ghazal bahut pasand aayi Usual Smile


Aapko naye saal ki bahut bahut Mubarak!!


Deepati

Adna si koshish ko sarahaane ke liye bahut bahut shukriya Deepati Ji..
Dua hai aapka Naya Saal bhi bahut bahut mubarak ho.. Usual Smile
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #22 on: January 02, 2009, 02:03:27 PM »
Reply with quote
Wah Wah Wah

Mahiya Ji Bahut Khoob Ghajal Najar ki Aapne,

Keh dete jo log mujhe deewana to tasalli hoti
sun.na sharaabi lagta hai gaali ke jaisa,

Phool to khile bahut par haq na jata paaya mein
ho uss majboor maali ke jaisa,

Shally.

Too Good Shally Ji...
Bahut hi achha likha hai aapne.. Applause

Logged
Shikha12
Guest
«Reply #23 on: January 02, 2009, 02:04:26 PM »
Reply with quote
wah bahut hi khoob , mahiya...

Jasbir Singh

Bahut Bahut shukriya Jasbir Ji..   notworthy
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #24 on: January 02, 2009, 03:14:17 PM »
Reply with quote

Ab Har baat mein hamari matlab talaasha karte hai woh,
Kabhi kehte hai chehra lagta hai hamara kitaabi jaisa...
Usual Smile


Ek tasweer ko tarse hain badi baat hain khud milna unka
Har wada unka laga humko andhero me chupi roshni jaisa
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #25 on: January 03, 2009, 05:29:18 AM »
Reply with quote
Bahoth Qoob Likha hai Apne Shika Ji !!Aur Apne Bhi Sajid Bhai !!

Guftagoo Karne ko koi insaaf to ho is shaher me !!
yahan ka har shaks to hai patheroon jaisa !!

Qadeer Toopchi
Logged
k.shael
Guest
«Reply #26 on: January 03, 2009, 08:21:51 AM »
Reply with quote
Too Good Shally Ji...
Bahut hi achha likha hai aapne.. Applause



Shukriya Mahiya ji,

Par agar reply me aap kuch likh deti to aacha lagta,

Shally.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #27 on: January 03, 2009, 09:53:44 AM »
Reply with quote
Bahoth Qoob Likha hai Apne Shika Ji !!Aur Apne Bhi Sajid Bhai !!

Guftagoo Karne ko koi insaaf to ho is shaher me !!
yahan ka har shaks to hai patheroon jaisa !!

Qadeer Toopchi


Bohat Khoob Qadeer kya kehne
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #28 on: January 03, 2009, 05:11:53 PM »
Reply with quote

Ab Har baat mein hamari matlab talaasha karte hai woh,
Kabhi kehte thhe jo chehra lagta hai hamara kitaabi jaisa...
Usual Smile


bahut khoob Mahiya


ABB NA SHAYED REH GAYI HUMMEY WOH BAAT
JOH LAGEY UNHEY SHARABI JAISA
DUNIYA KI RANGAT MEH WOH DOOB CHUKEY HAI
ABB LAGEY RISHTA HAMEY MATLABI JAISA



JASBIR SINGH
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #29 on: January 04, 2009, 03:39:14 AM »
Reply with quote
thanks a lot sajid bhai
Qadeer Toopchi
Bohat Khoob Qadeer kya kehne
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 03:53:33 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.133 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer