Ulfat Ke Gur .. ! NARESH MEHRA

by Anshumali on May 27, 2011, 04:35:28 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1574 times)
Anshumali
Guest
«Reply #15 on: May 29, 2011, 12:07:39 PM »
Reply with quote
naresh ji…
bht umda ghazal pesh kia aapne…
bht khub…

lekin muje lagta hai k pahle para aur dusre para ke bich ek aur para hona chahiye tha jo dono para se connected hota………

wese meri akal kuch kam hai to bura lage to maaf b kar dena aap Usual Smile

be happy ji

Behad ShukriyaaH ..... Nirala Ji !
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kis HuQ Se ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Yeh ! Nimantran ... !!! NARESH MEHRA by Anshumali in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Dil Ke Paas Ho Tum ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Ghazals « 1 2  All »
Tuu Hii Mahtaab Hai ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Ghazals « 1 2 3  All »
Aur Tum ... !! NARESH MEHRA by Anshumali in Ghazals « 1 2  All »
Sucheta
Guest
«Reply #16 on: May 29, 2011, 05:07:15 PM »
Reply with quote
Raat MeN Jin KhwaboN Ko Hum DekhTe HaiN
Din Ke Ujaale MeN Uskaa Wajood DhuunTe HaiN ...

Shahar MeN Mushkile Itnii Dekh Chuke HaiN
Ab Akhbaar Se Baahar Kaa Haal SamajhTe HaiN ...

Jinhe Aaj Ko Sanwaarne Kaa Saliqaa Nahi Aataa
Woh Hii Khaali BaiTh Ke Lakeer PiiThTe HaiN ...

Naujawaa Nasal Ki Jaise Zaroorat Ban Gai Hai
Taaliim Ke Saath Woh Ulfat Ke Gur SeekhTe HaiN ...

Raastaa Dhoondne Ki Kaifiyat Nahi Jin MeN "Naresh"
Pataa Manzil Kaa Woh DusroN Se PuchhTe HaiN ...

Very Nice ......  Applause Applause Applause
Logged
Gaurav Singhal
Guest
«Reply #17 on: May 30, 2011, 10:07:44 AM »
Reply with quote
Raat MeN Jin KhwaboN Ko Hum DekhTe HaiN
Din Ke Ujaale MeN Uskaa Wajood DhuunTe HaiN ...

Shahar MeN Mushkile Itnii Dekh Chuke HaiN
Ab Akhbaar Se Baahar Kaa Haal SamajhTe HaiN ...

Jinhe Aaj Ko Sanwaarne Kaa Saliqaa Nahi Aataa
Woh Hii Khaali BaiTh Ke Lakeer PiiThTe HaiN ...

Naujawaa Nasal Ki Jaise Zaroorat Ban Gai Hai
Taaliim Ke Saath Woh Ulfat Ke Gur SeekhTe HaiN ...

Raastaa Dhoondne Ki Kaifiyat Nahi Jin MeN "Naresh"
Pataa Manzil Kaa Woh DusroN Se PuchhTe HaiN ...

Nice Work ......  Applause Applause Applause Applause
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #18 on: May 31, 2011, 12:57:38 PM »
Reply with quote
Shahar MeN Mushkile Itnii Dekh Chuke HaiN
Ab Akhbaar Se Baahar Kaa Haal SamajhTe HaiN ...


Halaat Par bahut umdaa Khayaal ...... Naresh Ji !
 Applause Applause Applause Applause

Bahut bahut shukriyaaH ... Ishk Ji !
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #19 on: June 01, 2011, 04:53:42 PM »
Reply with quote
Raat MeN Jin KhwaboN Ko Hum DekhTe HaiN
Din Ke Ujaale MeN Uskaa Wajood DhuunTe HaiN ...

Shahar MeN Mushkile Itnii Dekh Chuke HaiN
Ab Akhbaar Se Baahar Kaa Haal SamajhTe HaiN ...

Raastaa Dhoondne Ki Kaifiyat Nahi Jin MeN "Naresh"
Pataa Manzil Kaa Woh DusroN Se PuchhTe HaiN ...


Ji ... Very Nice ....  Applause Applause Applause
Thankssssssssss ... Radhika Ji !!!
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #20 on: June 01, 2011, 11:05:36 PM »
Reply with quote
Good Job Naresh Ji

Thankssssssss ... Niha Khan Ji !
Logged
Komal Sharma
Guest
«Reply #21 on: June 03, 2011, 05:42:22 PM »
Reply with quote
Raat MeN Jin KhwaboN Ko Hum DekhTe HaiN
Din Ke Ujaale MeN Uskaa Wajood DhuunTe HaiN ...

Shahar MeN Mushkile Itnii Dekh Chuke HaiN
Ab Akhbaar Se Baahar Kaa Haal SamajhTe HaiN ...

Jinhe Aaj Ko Sanwaarne Kaa Saliqaa Nahi Aataa
Woh Hii Khaali BaiTh Ke Lakeer PiiThTe HaiN ...

Naujawaa Nasal Ki Jaise Zaroorat Ban Gai Hai
Taaliim Ke Saath Woh Ulfat Ke Gur SeekhTe HaiN ...

Raastaa Dhoondne Ki Kaifiyat Nahi Jin MeN "Naresh"
Pataa Manzil Kaa Woh DusroN Se PuchhTe HaiN ...

Acche khayaalaat likhe hai .... naresh ji
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #22 on: June 04, 2011, 09:27:25 AM »
Reply with quote
WAH JI aNSHUMALI JI.
BAHUT KHOOB
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
ishk ek ibadat
Guest
«Reply #23 on: June 04, 2011, 02:28:10 PM »
Reply with quote
Raastaa Dhoondne Ki Kaifiyat Nahi Jin MeN "Naresh"
Pataa Manzil Kaa Woh DusroN Se PuchhTe HaiN ...


bahut asardaar sher ... Naresh Ji !
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 16, 2024, 11:51:26 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.138 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer