dedicated to.........larke...

by roshni246 on January 15, 2006, 01:05:39 PM
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10] 11 12
ReplyPrint
Author  (Read 11650 times)
urs4evasomdev
Guest
«Reply #135 on: May 17, 2006, 07:09:21 PM »
Reply with quote
Quote from: "samir_bc"



kitna jhoot bolti hai yeh ladkiyan
aaj mujhe jamane ko yeh baat hai batani
ladkiyan hoti hain jaib se ek dum khali
firti hain aise jaise maharani ho mehlon wali

milte hain 10 Rs inhein kabhi kabhi cafe main aane ko
chat kerti hain yeh murge phasane ko
piyar aur wafa kiya hai yeh jaanti hi nahi
paise waale dhondti hai bus maze udane ko

bechare ladke kahan kahan inko leker nahi jaate
hotlon main khane khilate , filmein bhi inhein dikhate
bechare sochte hain ki yeh ladkiyan unhein piyar kerti hai
per baad me woh in haseeno ki bawafai hi hain paate

koi ho bechara kam paise wala to use sandal hai dikhati
jiyada paise waale ke hai paas jaatii
jab pakdi jaati hain kisi ladke ke saath ghumte hue
to bechare ko ek dum bhai hain yeh banati

nagin hoti hain yeh ladkiyan banti hain deviya
jaal phekti hain khud hi phasane ko murga naya
dusti hain unhin bechararo ko jo marte hain inper dilo jaan se
laate hai har roz na jane kaise kaise inke liye gift naya

husun per karti hain garur kitna apne
dekhker husun ko inke samjh nahi paate bechare ladke
kitna bhi piyar karo inhein yeh to hain nagine
becharo ko chod deti hain kahin bhi duske


to dosto aaj ke sabak se kiya ap logon ne hain jaana
in ladkiyon ki jagah hai hamari thokron main
inhe wahin hai pahunchana







~To Sammir~

In  ladko ka kya hai kehna,
ghuma firake auqat dikha dete hai,
Ladkiyon ka naam apni gandi zuban se nikal kar,
Jhuti baatein hai ye batlaate,

Ghar mein hai ye laptop laate,
roz ek nayi ladki pe hai pyaar jatate,
Samajhte hai apne aap ko Salman khan k bhateeje,
Dekhne mein lagte hai, kisi bauhat buri fight ke natejey,

Pyaar mohabbat inhe bauhat ata hai,
aakhir roz naye ladkiyon ko fasane ke plans jo banata hai,
Banana chahtey hai ye Arnold Swazneggar ki body,
Na shakl hai an akal aur naahi hai ek bhuti kaudi!

Apne ap ko bichaare kehke, paisa hai ye apni mumi dady se churaate,
apni kamai batla kar, dusri dusri ladkiyon k liye ye mehengi gifts laate,
Khud se bauhat khush rehte hai, fir bhi hai peeche peeche aate,
na jaane kis mitti ka bana hai, jo pathar jaise dil hai paate,

Jab ladkiyaan hai tumhai sandal dikhati,
seekh kar auqat kyu nahi paer pe khade ho jaate,
Infact jab kaam dhaam karne k baat hai aati,
tum larke patli gali se nikal jaate,

Samajhdar hai hum ladkiyaan jo successful insaano se hai haath milaate,
Aaakhir tujh jaise fateechar se pyaar karke kya hai hum paate,
Naseeb sabka acha hai jo hum tumhaari history hai jaante,
ab koi ladki fasegi nahi, tum hazaro jaal jiske liye ho banate,

Arey husn k baat ayi hai tho ek ek naam tum hi ho dilaate,
pyaare hoth, khubsurat aankhen, aisi aisi baatein hai batlaate,
guror kyu na kare, husn jab tareef-e-layakh ho,
Tujhe insaan kyu na banaye jabke janwaar ke jaisa Saleeqa ho!


Arey hume apni jagah pe tum kya laugey,
Ghar mein sheesha nahi kya???
Jo humse panga lekar apni jaan hai daav pe lagate!

~Loads of love ~
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kita pyari hai woh larke jo mara dil main hai basee(persona) by muneeb in Shairi - E - Zindagi
EK larke na kaha haam sa(personal) by muneeb in Shairi - E - Zindagi
dedicated to lovers! by tinda in Shayri for Khumar -e- Ishq
Larke pe bhari larki by songwriter_123 in Share:Funny Poetry
Ladkiyon pe bhaari larke by songwriter_123 in Share:Love Poetry
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #136 on: May 19, 2006, 02:38:29 PM »
Reply with quote
Ab Jaane Bhi Do Somdev Galti Hogayi Bacche Se Anjaane Mein,..
Tum Kyun Lard Rahe Ho Lardne Se Kya Mila Hai kisi Ko zamaane Mein,..

Chalo Ab Phir Se Khushiaan Phailaaein Hum Is Fun Section Mein,..
Bhala Hoga Sabka Yahan Is Baat Ko Bhulaane Mein,..

_______________________-Azeem-_______________________
Logged
urs4evasomdev
Guest
«Reply #137 on: May 19, 2006, 02:57:29 PM »
Reply with quote
somdev mera naam nahi, mere hone vaale pati ka hai,
ladna mera pesha nahi, samir ke baaton k nateejo ka hai,

Bhula denge hum kyunki isme humaari bezzati kaha,
roshu kabhi yoindia nahi ayegi, ab bolo isme meri galti kaha?Huh??

~Minu~
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #138 on: May 19, 2006, 03:35:43 PM »
Reply with quote
Sorry Minu I Thought U As a Boy,.Sorry,.



Choti Choti Baaton Ko Dil Se Lagaya Nahi Karte,..
Aajao Roshni Phir Se Yoindia Pe ke Doston Ko Tardpaya Nahi Karte,..

Galti Kisi Aur Ki Thi Sazaa Mil Rahi Hai Hume,..
Jo Charaag Tumne Jalaya Tha Yoindia Pe Shayari Ka Use Bujhaaya Nahi Karte,..

Tum Se Roshan Hai Mehfilien Yoindia Par,..
Chord Kar Ise Tanhaai Mein Aise Jaaya Nahi Karte,..

_________________-Azeem-____________


Please Roshni Ji Bhool Jaao Samir Ki baaton Ko Uski Se Main Tumse Maafi Mangta hoon,..
Please Yoindia Chordkar mat jaao,..
Logged
urs4evasomdev
Guest
«Reply #139 on: May 19, 2006, 05:06:57 PM »
Reply with quote
waah janasheen
aapne bauhat khoob likha

ill make sure k humari rani roshu ji ye dekhe aur vapas aa jaye!

and ya its ok bauhat logo ne somdev kehk pukara hai!

lekin mera id se kuch tho pata hona chahiye!

urs-4-eva-somdev!

---------------------------------------------------------------
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #140 on: May 19, 2006, 05:19:04 PM »
Reply with quote
Plzzzzzzzz aap  log  funny  section mein  jhagda  na karen...  aur  Samee  ji  aap  kabhi  bhi  kisi  ka  naam  nahi likhenge.....funny jo  bhi  likhna  ho  usko  likho...kisi ka naam  add  nahi karenge.....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #141 on: May 20, 2006, 02:01:32 PM »
Reply with quote
Quote from: "urs4evasomdev"
waah janasheen
aapne bauhat khoob likha

ill make sure k humari rani roshu ji ye dekhe aur vapas aa jaye!

and ya its ok bauhat logo ne somdev kehk pukara hai!

lekin mera id se kuch tho pata hona chahiye!

urs-4-eva-somdev!

---------------------------------------------------------------
Shukriya Didi Bus Dua Karo ke Koi Bhi Dost Humse Na Bicharde,..
Logged
panks
Guest
«Reply #142 on: May 20, 2006, 02:27:12 PM »
Reply with quote
kaun jo apne aap ko LARKO ko dedicate kar raha hai

naam to bata do yaar  :wink:  :wink:
Logged
roshni246
Guest
«Reply #143 on: May 20, 2006, 02:31:31 PM »
Reply with quote
koi pagal hihoga agar ladkon ko dedicate karega !!!

thx minu jaan !!! and jansheen ji !!! thhxx a lot !!! us samir ko agar ab tak kaafi nahi hai to aur 2 tapad main usse india ake mardoongi !!!
Logged
panks
Guest
«Reply #144 on: May 20, 2006, 02:38:38 PM »
Reply with quote
India aane ke liye aap ko kisi ke dharkano se bahar aana padega
ye aap karengi nahi ROSHNI ji varna waha andhera ho jayega
aap aane ka khayal choro aur dedicated raho dharkano ko
hum sambhal lenge aap ke MAN PASAND larke bhaiyo ko..

kyo larko saath ho na ya inko aur samjhaye

ROSSSSSSSNI ZZZZZZZZIIIIIII :wink:  :wink:
Logged
roshni246
Guest
«Reply #145 on: May 20, 2006, 02:41:05 PM »
Reply with quote
aap pehle ek baat batao aap ladka ho ya ladki?Huh?

agar ladka ho to im really very sorry4  u!!! isliye bhagwan se pratna karoongi k samir k saath aapko bhi thori bhudi de!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #146 on: May 20, 2006, 02:42:32 PM »
Reply with quote
Quote from: "roshni246"
koi pagal hihoga agar ladkon ko dedicate karega !!!

thx minu jaan !!! and jansheen ji !!! thhxx a lot !!! us samir ko agar ab tak kaafi nahi hai to aur 2 tapad main usse india ake mardoongi !!!
Khushi Hui Jo App Aaye,..
Logged
roshni246
Guest
«Reply #147 on: May 20, 2006, 02:44:44 PM »
Reply with quote
so sweet of u!!!
aap samir ko apni tarah tameez nahi sikha sakte Huh???
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #148 on: May 20, 2006, 02:47:12 PM »
Reply with quote
Tameez Seekhne Se Nahi Dil Mein Honi Chahiye,..
Waise App Ke aane Se phir Se Mehfil Mein Roshni aayi,..
Logged
roshni246
Guest
«Reply #149 on: May 20, 2006, 02:51:54 PM »
Reply with quote
shukriya e-khuda koi to akal mand ladka banaya hai !!!
jisse ladki ki kadar karna bhi shikaya hai!!
nahi to samjte hain lladke aapne aap ko hero!!
andhar se hote hain ek number k zero!!
pehle samir ab panks aya hai ...!!
humse pange leke humne inhe kutton ki jageh ponchaya hai!!
na lena aaj k bad apni zaban pe mera naam!!
k shamat kya hai wo ab tak aapko nahi dikkhaya hai!!
Logged
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10] 11 12
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 27, 2024, 07:16:50 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.136 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer