****Dil Ka Alam****

by Devdas_online on April 30, 2005, 06:24:28 AM
Pages: 1 ... 11 12 13 14 [15] 16 17 18 19 20
ReplyPrint
Author  (Read 11008 times)
sabreena
Guest
«Reply #210 on: May 15, 2005, 04:03:47 PM »
Reply with quote
Dil ka alam mein kya bataun tumhen
Dil ka alam mein kya bataun tumhen

LOST tera bhurta ger main banaun ussey kuttey bhi na khayein
tujhe mein gutter mein fikwaaon wahan se saarey keedey bhaag jayeein
tujhe ger keeched main dalwaun wahan ke saarey machher mar jaye
tu aisa khatarnaak,badboodar bina nahaney wala shaitaan hai,tujhse haiwaan bhi der jayein

waheed yeh bhi nayu khabar hai chalo aao yeh khabar sunaun tumhein...............
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dil Ka Alam by Anushka in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Alam Hai Bewafaa Jitna.... by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
desikuri
Guest
«Reply #211 on: May 15, 2005, 04:07:41 PM »
Reply with quote
Dil ka alam mein kya bataun tumhen
Dil ka alam mein kya bataun tumhen

sabreena sabhi ladko ki chutti karne aayi hai
pata nahin aaj yeh kya kha ke aayi hai
Logged
sabreena
Guest
«Reply #212 on: May 15, 2005, 04:16:56 PM »
Reply with quote
Dil ka alam mein kya bataun tumhen
Dil ka alam mein kya bataun tumhen

yaar desikuri tumharey peeche inke saathbahot ladayee hui hai
ab iss barey mein main kya bataun tumhe

or hi kaisi ho tum or kahan thi yaar ajj yahan bahot maza aya ............................
Logged
desikuri
Guest
«Reply #213 on: May 15, 2005, 04:18:09 PM »
Reply with quote
Dil ka alam mein kya bataun tumhen
Dil ka alam mein kya bataun tumhen

are sabreena tum fikar mat karo
inke dimaag mein thoda bhoosa bharo

main busy thi........... soory yaar......
Logged
sabreena
Guest
«Reply #214 on: May 15, 2005, 04:23:20 PM »
Reply with quote
Dil ka alam mein kya bataun tumhen
Dil ka alam mein kya bataun tumhen

koi baat nahi hai ab yaha aao
or mere saath milker inka band baj bajao
 or ab inke agey ki kharan kahani or kya sunaun tumhe
yeh ho chuke hain barbaad or inki  baatein kya bataun tumhein...................
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #215 on: May 15, 2005, 04:25:17 PM »
Reply with quote
Quote from: "desikuri"
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "desikuri"
Quote from: "thycreator"
Quote from: "desikuri"
Dil ka alam mein kya bataun tumhen
Dil ka alam mein kya bataun tumhen

hamein acha laga.........


Dil ka alam mein kya bataun tumhen
Dil ka alam mein kya bataun tumhen

Teri baton ne toh ab bechain kiya mujhe........


Dil ka alam mein kya bataun tumhen
Dil ka alam mein kya bataun tumhen

ab bass bhi karein.. log bore ho jayenge :oops:


Dil ka alam mein kya bataun tumhen
Dil ka alam mein kya bataun tumhen

kya  baat ho  rahi hai kuch  humein bhi  batao
kya  hua  tumhein  Puzzled !


Dil ka alam mein kya bataun tumhen
Dil ka alam mein kya bataun tumhen

yahan baatein ho rahi hai
dikhai nahin deta yede :lol:


Dil ka alam mein kya bataun tumhen
Dil ka alam mein kya bataun tumhen

haan  main  dekh  nahin  raha  hoon
main  sun  raha hoon..........
Logged
desikuri
Guest
«Reply #216 on: May 15, 2005, 04:25:18 PM »
Reply with quote
Dil ka alam mein kya bataun tumhen
Dil ka alam mein kya bataun tumhen

yeh ho gye hai sad kar kaale
inki akkal ko pad gye hai taale
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #217 on: May 15, 2005, 04:31:01 PM »
Reply with quote
Dil ka alam mein kya bataun tumhen
Dil ka alam mein kya bataun tumhen

meri  kismat  per  pad  gaye  hain  laale
kaise  kholoon kismat  ke  taale.........
Logged
sabreena
Guest
«Reply #218 on: May 15, 2005, 04:31:23 PM »
Reply with quote
Dil ka alam mein kya bataun tumhen
Dil ka alam mein kya bataun tumhen

yeh nahi the kabhi bhi akel waley
kya padenge inki akal ko taley
yeh toh hain bass deenge maarney waaley
issliye hamesha maat khaa jatey hain hamse yeh magermach ke ansu bahaney waaley.............
Logged
desikuri
Guest
«Reply #219 on: May 15, 2005, 04:32:52 PM »
Reply with quote
Dil ka alam mein kya bataun tumhen
Dil ka alam mein kya bataun tumhen

yeh nahin hai kisi bhi kaam ke
yeh nahin hai kisi bhi naam ke
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #220 on: May 15, 2005, 04:38:24 PM »
Reply with quote
Dil ka alam mein kya bataun tumhen
Dil ka alam mein kya bataun tumhen

aisa  kyon  bolti  hai  aaj  too
kahan se aaj  padkar aaye hai too..........
Logged
sabreena
Guest
«Reply #221 on: May 15, 2005, 04:43:01 PM »
Reply with quote
Dil ka alam mein kya bataun tumhen
Dil ka alam mein kya bataun tumhen

usse tameez se baat kerlo tum
verna ho jaogey yahan se tum gum

kuri iss pagal se tum bat kyun kerti ho yaar...................
Logged
desikuri
Guest
«Reply #222 on: May 15, 2005, 04:43:51 PM »
Reply with quote
Dil ka alam mein kya bataun tumhen
Dil ka alam mein kya bataun tumhen

is paagal ko maaro goli
chalo sis khelte hai hum aankh micholi
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #223 on: May 15, 2005, 04:54:32 PM »
Reply with quote
Dil ka alam mein kya bataun tumhen
Dil ka alam mein kya bataun tumhen

teri  sis ko  nahin  aati hai aankh micholi
usko khelne aate hai sirf  goli........
Logged
desikuri
Guest
«Reply #224 on: May 15, 2005, 04:56:45 PM »
Reply with quote
Dil ka alam mein kya bataun tumhen
Dil ka alam mein kya bataun tumhen

tu itna bada fool hai
mere haath mein sundar phool hai
Logged
Pages: 1 ... 11 12 13 14 [15] 16 17 18 19 20
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 27, 2024, 11:53:09 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.118 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer