Kash ke ham bhi bakray hotay

by mazHur on November 07, 2011, 10:24:53 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2183 times)
sarfira
Guest
«Reply #15 on: November 08, 2011, 05:40:11 PM »
Reply with quote
Wah!!

lipatnay jhapatnay mein hay farq mister
agar aik sofa tu dooja hay bister
lipat-ta he sofay se jo ja ke kutta
jhapat-ta he bakri pe jhat koi bakra
 

     

aapki ye shayri badi anokhi hai
jo miley nhi jaydaad vo purkhon ki hai
janaab kya ho gaya haiashiqi ke mizaaz ko
kyunkar ye baate sirf Bakra Bakri aur Kutton ki hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
agar hum dost hotay to by yasir_sensitive in Ghazals
kaash mai bhi aey bakray tera maalik hota by ekshayar81 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Andhay Beheray hotay to hassi seh laytey by sushilbansal in Shairi for Manzar -e- Kudrat
AGAR TUM MERE HOTAY by SUMBUL QAISER in Shayri-E-Dard
Shaam hotay he (by vb) by vb in Ghazals
mazHur
Guest
«Reply #16 on: November 08, 2011, 05:46:18 PM »
Reply with quote
chal sambhal kar gali mein yaar ki dost
Raaste mein na ho khada kutta     
Logged
sarfira
Guest
«Reply #17 on: November 08, 2011, 05:54:12 PM »
Reply with quote
chal sambhal kar gali mein yaar ki dost
Raaste mein na ho khada kutta     

yar ki gali ka sartaaz hai Kutta
milne ko taras rha mehbub mera failaye dupatta tongue3
Logged
mazHur
Guest
«Reply #18 on: November 08, 2011, 06:31:08 PM »
Reply with quote
Wah aray wah!!

Kutta na hua mehboob ka aashiq hua!!
Logged
sarfira
Guest
«Reply #19 on: November 08, 2011, 06:42:08 PM »
Reply with quote
Wah aray wah!!

Kutta na hua mehboob ka aashiq hua!!
wah ye sahi kaha--

dekh ke kahe gali ke saare ladke
aa gaya dekho ek aur Kutta duum hilake sad5
Logged
mazHur
Guest
«Reply #20 on: November 08, 2011, 06:54:01 PM »
Reply with quote
Hmm...laikin dumkatta kutta bhi tu hota hay yaar!!
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #21 on: November 08, 2011, 06:58:11 PM »
Reply with quote
MazHur Sahaab Aadaab!


Janab.. Bade dino bad mehfil meiN shirkat ki..
Chaliye der aaye durust to aaye... aur yeH kia
janab halaal hone ka bhoot kyuN sawaar hua aap
par Huh? waise bhi Hum kahiN na kahiN bakre ban
hi jaate hai... tongue3  NaNaNa

Ab aisa kahne ki zarurat toH nahi hai..  Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard

Par achchi mazahiyaa shayari ki hai aapne aur kuch
sher to waqai bahut achche kahe hai.. Usual Smile
Humari daad kabul kijiye..

Likhate rahiye.. Aate rahiye..
Khuda Hafez.. Usual Smile   

Logged
mazHur
Guest
«Reply #22 on: November 08, 2011, 07:07:36 PM »
Reply with quote
ParwaaZ jee!!

Aadaab!

Shukria, aapki shafqat o muhabbat hee se hamaray qalam mein rawaani he, hamaari rag-e-jaan mein khoon kee tughyaani he. Bus itni see hee hamaari kahaani hay, moonh chirhaati jawaani he! Ab aisay waisay khayalaat zehn-e-aalia mein aa jayen tu hum unhein kionkar rokain??

Apka apna
maz
  
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #23 on: November 08, 2011, 07:17:57 PM »
Reply with quote
ParwaaZ jee!!

Aadaab!

Shukria, aapki shafqat o muhabbat hee se hamaray qalam mein rawaani he, hamaari rag-e-jaan mein khoon kee rawaani he. Bus itni see hee hamaari kahaani hay, moonh chirhaati jawaani he! Ab aisay waisay khayalaat zehn-e-aalia mein aa jayen tu hum unhein kionkar rokain??

Apka apna
maz
 

Aadaab Janab.. !

Aapka jawaab bada khub laga hume.. Khaaskar highlighted line..
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard

Bahut sahiN janab.... Kahte haiN Zindagi ka lutf hai Intezaar meiN
Hum aapke ahsaas samjhte hai.. hum bhi aapki tarhaa hi bakre  Giggle

Wel khush rahiye..
Khuda Hafez.. Usual Smile   

Logged
mazHur
Guest
«Reply #24 on: November 08, 2011, 07:50:08 PM »
Reply with quote
Hai!!

Hai woh aa ke chal diye mujh se mile baghair
Apni kahay baghair aur meri sunay baghair


Logged
sarfira
Guest
«Reply #25 on: November 09, 2011, 04:15:42 AM »
Reply with quote
dumaktta kutta bhi hota hai yaar
lekin bhala kaun samajhta hai uss bechare ka pyar
---
bakre hote to acha tha janaab
hum to bethe hi hain katt ne ko kab se taiyaar
---
Logged
mkv
Guest
«Reply #26 on: November 09, 2011, 09:22:57 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob mazhur bhai
Agar aap permission de to hum bhi is nokjhok me shaamil ho jate hai..
Parwaaz bhai apke aane se aur maja aaya. apne bhi bade mahin andaj me bakra bana diya...
Sarfira sahab aap to sher hai.. ant tak khade hai..

Jo bhi ho mujhe to bada maja aaya..
mera likha hua:
maine kuch manga khuda se, usne muh pher liya
maine poocha kyo? usne kaha
mannat mai poori kar deta agar tu kutta hota
insaan ajkal ka koi saccha nahi hota.

ab aap log faisla kare..
Logged
sarfira
Guest
«Reply #27 on: November 09, 2011, 09:37:17 AM »
Reply with quote
MKV ji aapne to 100 sunaar ki to 1 lohaar ki wali muhavre ko sach kar dikhaya
tongue3
Logged
mkv
Guest
«Reply #28 on: November 09, 2011, 09:40:07 AM »
Reply with quote
MKV ji aapne to 100 sunaar ki to 1 lohaar ki wali muhavre ko sach kar dikhaya
tongue3
Mai bhi to inasaani chole se nikalne ke mood me hu. Mujhe to apni mannat bhi to poori karwani hai...
Logged
sarfira
Guest
«Reply #29 on: November 09, 2011, 10:17:19 AM »
Reply with quote
oho--
janaab ka chola bhi insaani hai
magar andar ka Kutta hi roohani hai
tongue3
aapka no. bhi jald ayega
fir aapka mannat bhi mana jayega
tongue3
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 24, 2024, 02:37:31 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.146 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer