Baith baazi ( Jugal Bandi for shayar's & shayara's )

by junaidqadir on April 26, 2009, 09:22:57 AM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 13
ReplyPrint
Author  (Read 10080 times)
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 2 hours and 24 minutes.

always smile

Posts: 15214
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #105 on: May 04, 2009, 10:48:54 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob Qadeer Ji,

Tujhse u hi mohabbat karta hoon tujhe apna manta hoon,
Sach hai ki tu meri jaagiir nahi...

Shally.

mana ki mere bhi mann me hai milne ki aas tujhse
mulakaat ho apni kabhi aisi apni takdeer nahi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Aaine se Bigad ke baith gaye......! by sharmaarunkumar in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
BANDI-CHHOR DIVAS..... by khwahish in The Wishes and Celebrations « 1 2  All »
Jugal Bandi by @kaash in Miscellaneous Shayri « 1 2 3 4 »
*shayara hi rehene do*....tanowar by Tanowar Jahan in Miscellaneous Shayri
note -bandi(CSET) by MANOJ6568 in Miscellaneous Shayri
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #106 on: May 04, 2009, 10:52:52 AM »
Reply with quote


Mujhse Kehte Hain Log Ke Main Hasna Bhool Gaya,.
Kya Khabar Inhe Ke Main Mehfil Ki Jaan Tha Kabhi,.
Logged
superspawn10
Guest
«Reply #107 on: May 04, 2009, 11:06:14 AM »
Reply with quote


Mujhse Hain Log Ke Main Hasna Bhool Gaya,.
Kya Khabar Inhe Ke Main Mehfil Ki Jaan Tha Kabhi,.
bohot khoob..(is it mujhse KEHTE hain log...)

Hasi to bus kuch der ke liye ruk jaati hai mere dost,
Ye to Khuda ki taraf se ni'mat hai,ise na bhulana kabhi...
Logged
k.shael
Guest
«Reply #108 on: May 04, 2009, 11:24:33 AM »
Reply with quote
mana ki mere bhi mann me hai milne ki aas tujhse
mulakaat ho apni kabhi aisi apni takdeer nahi

U to hai sab kuch diya malik ka mujhe,
Ek tere bina meri zindagi aamir hokar bhi garib hai.

Shally.
Logged
junaidqadir
Guest
«Reply #109 on: May 05, 2009, 10:52:54 AM »
Reply with quote
U to hai sab kuch diya malik ka mujhe,
Ek tere bina meri zindagi aamir hokar bhi garib hai.

Shally.

bahoth qoob shally aur azeem !!

Qadeer
Logged
junaidqadir
Guest
«Reply #110 on: May 05, 2009, 11:56:27 AM »
Reply with quote
kahan sajid sahab azeem , aur salil , shally ji , meri ghazal ka matla nazar kar raha hon silsile ko aage bada-e-yega !!

Arz hai !!

Meri sacha-e- ko marr jane me abhi zara sa waqath baaqi hai !!
Ilzaam to sab ne laga hi diya ab saza suna-na baaqi hai !!

........Qadeer
Logged
salil2002
Guest
«Reply #111 on: May 05, 2009, 01:14:31 PM »
Reply with quote
kahan sajid sahab azeem , aur salil , shally ji , meri ghazal ka matla nazar kar raha hon silsile ko aage bada-e-yega !!

Arz hai !!

Meri sacha-e- ko marr jane me abhi zara sa waqath baaqi hai !!
Ilzaam to sab ne laga hi diya ab saza suna-na baaqi hai !!

........Qadeer

kya baat kahi hai bhai jaan .. kuch likh raha hoon pasand aaaye toh daad se nawaz dena


kya sunao sazaa tujhe, mein khud apna insaaf chahta hoon
dafan hote suraj se roshni ki daulat chahtaa hoon
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #112 on: May 06, 2009, 04:02:41 AM »
Reply with quote
Tere bevafa hone se pehle hum tujhe jaan gaye the

Sirf tera husn nahi ada nahi teri fitrat bhi pehchan gaye the...


very very nice ,ghayel ji.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #113 on: May 07, 2009, 12:21:51 PM »
Reply with quote

kya baat kahi hai bhai jaan .. kuch likh raha hoon pasand aaaye toh daad se nawaz dena


kya sunao sazaa tujhe, mein khud apna insaaf chahta hoon
dafan hote suraj se roshni ki daulat chahtaa hoon

Bohat khoob Salil...


Itna to bata tere zulm ki inteha kya hain

Main bhi to apne sabr ki inteha samjhu....

-SG-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #114 on: May 07, 2009, 12:33:43 PM »
Reply with quote
Bohat khoob Salil...


Itna to bata tere zulm ki inteha kya hain

Main bhi to apne sabr ki inteha samjhu....

-SG-

Nice Lines Janaab,.
Bohat Achche,.


Jo Wakheef Hojaaoge Mere Zulm Ki Intehaa Se Tum,.
Lutf-e-Sitam Se "Sajid, Mehroom Hojaaoge,.

__________________________-Azeem-
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #115 on: May 07, 2009, 12:45:32 PM »
Reply with quote
Nice Lines Janaab,.
Bohat Achche,.


Jo Wakheef Hojaaoge Mere Zulm Ki Intehaa Se Tum,.
Lutf-e-Sitam Se "Sajid, Mehroom Hojaaoge,.

__________________________-Azeem-

Mujhse meri mehroo_miya na pooch Azeem

Ab to aaino me bhi apna chehra nazar nahi aata....

-SG-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #116 on: May 07, 2009, 12:52:14 PM »
Reply with quote
Mujhse meri mehroo_miya na pooch Azeem

Ab to aaino me bhi apna chehra nazar nahi aata....

-SG-

Waah Kya Khoob Kahaa Hai,.



Apne Chehre Ki Nishaani Tu Bhool Gaya Sajid,.
Itni Shiddat Baad Jo Apna Aks Tune Dekha Hai,.
__________________________________-Azeem-

Logged
junaidqadir
Guest
«Reply #117 on: May 08, 2009, 01:50:29 PM »
Reply with quote
subhan allah sajid sahab aur azeem miyan bahoth qoob azeem aur sajid sahab hum bhi aaj hi waqath mila hai to hazir hain apki qidmath me !!

waqath ne hame khuch is qadar badal diya qadeer!!
aaine hazaroo dekhe apni surath nahi mili !!!

Qadeer
Logged
salil2002
Guest
«Reply #118 on: May 08, 2009, 02:35:23 PM »
Reply with quote


dekh aaya main khud ko unki nazar se bhi
mujhe na nazar aaya jo aeb mujhme tha
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #119 on: May 08, 2009, 05:09:20 PM »
Reply with quote
Mashallah Kya KHoob Kaha Hai,Qadeer Bhai,Bohat Achche,.

AndSalil Bhai,Kamaal Ka Likha Hai Aapne Bhi, Yahi Raftaar Rahe,.

Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 13
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 12, 2024, 03:04:07 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer