Dil ki baat keh dali jo hum na thhey keh sakey

by nandbahu on March 19, 2014, 12:50:23 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1197 times)
jeet jainam
Khaas Shayar
**

Rau: 237
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
60 days, 12 hours and 13 minutes.

my rule no type no life and ,i m happy single

Posts: 10150
Member Since: Dec 2012


View Profile WWW
«Reply #15 on: March 20, 2014, 12:30:57 AM »
Reply with quote
Humari mashuka ki sandle jab tooti
Poochho na hum par kya kya gujree

Sandle humare ko pakrate huye boli
Nange pav chal na paungi ab boli

Najuk pav mein chhale na par jaye
Mai hoon priya ab tumhare saharey

Bahon mein uthhate hum chal diye
Duniya se bekhabar hum ho liye

Aakarshan ka kendra hum ban gaye
Par maje jahan ke hum thhey le rahe

Vajan mashuka ka thha magar bahut
Par komal kali si humko thhi rahi lag

Baho mein thhi pyari mashuka humari
Sath sath sandle hatho mein humari

Kabhi mashuka hume kankhiyo se takti
Aur kabhi mand mand thhi muskurati

Paseeney se hum tar batar huye jate
Vo pochhti gulabi dupattey se apney

Hum yun hi anjan se chale ja rahe
Tabhi dekha kisi ko apne ko pukartey

Saheb idhar deejiye sandle ko unki
Baitha deejiye mem saheb ko apnee

Unhe utara aur kursi par baithaya
Sandle ko unki marammat ke liye diya

Vo sandle sudharte mashuka se bola
Aap bari hi kismat vali hain bola

Itne pyare humsafar na dekhe kabhi
Vivah kya hua hai aap dono ka abhi

Mashuka thhi  humari kuchh sharmati
Najre jhukaye bin kahe thhi muskati

Hum shukriya man hi man thhey kar rahe
Dil ki baat keh dali jo hum na thhey keh sakey

Iss terah sandle tootney par do dil ek huye
Pyar ki bagiya mein ab do suman hai khile

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

wah wah wah bohut khub
madaa hoya vasee  Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
HUM RO NA SAKEY by Qutubuddin in Shayri-E-Dard
Dali ne dali par nazar dali....!!! by Delicate_Doll in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3  All »
Hum hi main thi na koi baat yaad na tum ko aa sakey by sweet killer in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Sun na sakey by abdbundeli in Shayri for Khumar -e- Ishq
Un dino, Jab tum thhey yahan by rajparashar in Share: Poetry of Pain
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 3 hours and 24 minutes.
Posts: 14552
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #16 on: March 20, 2014, 07:01:02 AM »
Reply with quote
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard =))waah waah sir ap ki bajuo ka to bhura hal ho gaya hoga  Laughing hard Laughing hard
nahi rajan ji, ek baar aap bhi anubhav karke dekhiye, phir bataiyega, haaaaaaaaaahaaaaaaaaaaaaaaa
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 3 hours and 24 minutes.
Posts: 14552
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #17 on: March 20, 2014, 07:01:51 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob Nandbahu ji.
thanx ravinder ji
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 3 hours and 24 minutes.
Posts: 14552
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #18 on: March 20, 2014, 07:04:53 AM »
Reply with quote
Humari mashuka ki sandle jab tooti
Poochho na hum par kya kya gujree

Sandle humare ko pakrate huye boli
Nange pav chal na paungi ab boli

Najuk pav mein chhale na par jaye
Mai hoon priya ab tumhare saharey

Bahon mein uthhate hum chal diye
Duniya se bekhabar hum ho liye

Aakarshan ka kendra hum ban gaye
Par maje jahan ke hum thhey le rahe

Vajan mashuka ka thha magar bahut
Par komal kali si humko thhi rahi lag

Baho mein thhi pyari mashuka humari
Sath sath sandle hatho mein humari

Kabhi mashuka hume kankhiyo se takti
Aur kabhi mand mand thhi muskurati

Paseeney se hum tar batar huye jate
Vo pochhti gulabi dupattey se apney

Hum yun hi anjan se chale ja rahe
Tabhi dekha kisi ko apne ko pukartey

Saheb idhar deejiye sandle ko unki
Baitha deejiye mem saheb ko apnee

Unhe utara aur kursi par baithaya
Sandle ko unki marammat ke liye diya

Vo sandle sudharte mashuka se bola
Aap bari hi kismat vali hain bola

Itne pyare humsafar na dekhe kabhi
Vivah kya hua hai aap dono ka abhi

Mashuka thhi  humari kuchh sharmati
Najre jhukaye bin kahe thhi muskati

Hum shukriya man hi man thhey kar rahe
Dil ki baat keh dali jo hum na thhey keh sakey

Iss terah sandle tootney par do dil ek huye
Pyar ki bagiya mein ab do suman hai khile

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

wah wah wah bohut khub
madaa hoya vasee  Laughing hard Laughing hard Laughing hard
thanx jeet ji
Logged
aqsh
Guest
«Reply #19 on: March 20, 2014, 08:58:07 PM »
Reply with quote
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 3 hours and 24 minutes.
Posts: 14552
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #20 on: March 21, 2014, 03:50:28 PM »
Reply with quote
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
thanx aqsh ji
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 27, 2024, 08:34:09 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer