Ghamsaar aur bhi hoNge naa

by ParwaaZ on January 21, 2011, 07:07:00 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1511 times)
Anshumali
Guest
«Reply #15 on: February 04, 2011, 06:14:38 PM »
Reply with quote
Sameer Ji ! Aadaab !!

bahut khoob ghazal kahi hai aapne ... sabhi ashaar umdaa soch ke saath likhte hai ... matlaa aur maqtaa mujhe khaas taur bahut pasand aaye ... iss khoobsurat ghazal par tahe dil se humari daad ... qubuul farmaayeN ... Applause Applause Applause khush rahen ... !

aate rahen aur likhe rahen aage bhi .. !

duaaon ke saath ... !
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
OH AUR HONGE by ali_246 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ronde honge..... by sharma.reema@yahoo.com in Pain in Love : Punjabi poetry
kabhi toh honge 1 by Guest in Other Languages
Sambhle Honge, Bikhar Gaye Honge....!! by Talat in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
Wo Aur Honge Shohrat Khatir Likhte Honge by Advo.RavinderaRavi in Miscellaneous Shayri
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #16 on: February 04, 2011, 07:43:46 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #17 on: February 18, 2011, 07:42:00 PM »
Reply with quote
Ladkhadate kadmoN ko ab jamaa ke dekhte haiN
Paimaana kisi aur ki taraf badhaa ke dekhte haiN

DekheN nasha sharaab meiN hai ke uski baat meiN
Kuch din hum bhi khudko aazmaa ke dekhte haiN

Be bher hi sahiN abke hume kahna hi hai Ghazal
Chubhate lafz gale meiN phir bhi Gaa ke dekhte haiN

KoyiN bhi nahi aayeNga ab apni mazaar par
Tanhaai ki hi sahiN mehfil sajaa ke dekhte haiN

Ghamsaar aur bhi hoNge naa "ParwaaZ" jahaaN meiN
DhueN meiN gham O dard ko udaa ke dekhte haiN


Sameer Ji ... Aadaab !

Masti ke aalam me bahut asardaar ashaar likhe hai aapne ... fikR ki
gehraai ne ghazal ki uunchaai kaafi badhaa di hai ... bahut khoobsurat peshkash rahi janaab ... dil se daad qubuul farmaayeN humaari bhi ... khush rahen ... yunhi likhte rahen ... !

duaaon ke saath ... !
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #18 on: February 18, 2011, 07:58:19 PM »
Reply with quote

Nice One Parwaaz Sahab
 Applause Applause Applause
Logged
thegrimreaper
Guest
«Reply #19 on: June 14, 2011, 03:44:25 PM »
Reply with quote
Sundar Ghazal

Bahut acchi likhi hai..... hello hello
Logged
sbechain
Guest
«Reply #20 on: June 20, 2011, 12:24:38 PM »
Reply with quote
Ladkhadate kadmoN ko ab jamaa ke dekhte haiN
Paimaana kisi aur ki taraf badhaa ke dekhte haiN

DekheN nasha sharaab meiN hai ke uski baat meiN
Kuch din hum bhi khudko aazmaa ke dekhte haiN

Be bher hi sahiN abke hume kahna hi hai Ghazal
Chubhate lafz gale meiN phir bhi Gaa ke dekhte haiN

KoyiN bhi nahi aayeNga ab apni mazaar par
Tanhaai ki hi sahiN mehfil sajaa ke dekhte haiN

Ghamsaar aur bhi hoNge naa "ParwaaZ" jahaaN meiN
DhueN meiN gham O dard ko udaa ke dekhte haiN




bahut khoob parwaaz sahab
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #21 on: June 28, 2011, 05:44:59 AM »
Reply with quote
Ladkhadate kadmoN ko ab jamaa ke dekhte haiN
Paimaana kisi aur ki taraf badhaa ke dekhte haiN

DekheN nasha sharaab meiN hai ke uski baat meiN
Kuch din hum bhi khudko aazmaa ke dekhte haiN

Be bher hi sahiN abke hume kahna hi hai Ghazal
Chubhate lafz gale meiN phir bhi Gaa ke dekhte haiN

KoyiN bhi nahi aayeNga ab apni mazaar par
Tanhaai ki hi sahiN mehfil sajaa ke dekhte haiN

Ghamsaar aur bhi hoNge naa "ParwaaZ" jahaaN meiN
DhueN meiN gham O dard ko udaa ke dekhte haiN




bahut khoob
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #22 on: August 11, 2011, 06:10:23 PM »
Reply with quote
Ladkhadate kadmoN ko ab jamaa ke dekhte haiN
Paimaana kisi aur ki taraf badhaa ke dekhte haiN

DekheN nasha sharaab meiN hai ke uski baat meiN
Kuch din hum bhi khudko aazmaa ke dekhte haiN

Be bher hi sahiN abke hume kahna hi hai Ghazal
Chubhate lafz gale meiN phir bhi Gaa ke dekhte haiN

KoyiN bhi nahi aayeNga ab apni mazaar par
Tanhaai ki hi sahiN mehfil sajaa ke dekhte haiN

Ghamsaar aur bhi hoNge naa "ParwaaZ" jahaaN meiN
DhueN meiN gham O dard ko udaa ke dekhte haiN




Waah Waah Waah!!!!

Aapke Kya Kehne parwaaz Ji...Vaqai Lajawab Likhte hai aap

Har ek A'shaar ek se badhkar ek..

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Asghr
Guest
«Reply #23 on: August 11, 2011, 06:43:58 PM »
Reply with quote
Ladkhadate kadmoN ko ab jamaa ke dekhte haiN
Paimaana kisi aur ki taraf badhaa ke dekhte haiN

DekheN nasha sharaab meiN hai ke uski baat meiN
Kuch din hum bhi khudko aazmaa ke dekhte haiN

Be bher hi sahiN abke hume kahna hi hai Ghazal
Chubhate lafz gale meiN phir bhi Gaa ke dekhte haiN

KoyiN bhi nahi aayeNga ab apni mazaar par
Tanhaai ki hi sahiN mehfil sajaa ke dekhte haiN

Ghamsaar aur bhi hoNge naa "ParwaaZ" jahaaN meiN
DhueN meiN gham O dard ko udaa ke dekhte haiN



Parwaz bhai naam ki tarah aap ki parvaz be baut bulund hai
Khuda aap ko khush rakhe.Asghar
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 27, 2024, 03:42:11 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer