Inspirational ashaar

by @Kaash on September 02, 2013, 11:04:56 AM
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2186 times)
@Kaash
Guest
«Reply #30 on: September 05, 2013, 02:51:20 AM »
Reply with quote
Achi se achi baat me kharaabi aur kharab se kharab baat me achhai,Aadmi ka nazariyaa aadmi ko ye hunar bakhshta hai
Logged
@Kaash
Guest
«Reply #31 on: September 06, 2013, 02:12:08 AM »
Reply with quote
Maut se bada jhooth dunia me kuch bhi nahi, phir bhi aadmi marne ke dar se jiwan nahi jeeta
Logged
@Kaash
Guest
«Reply #32 on: September 08, 2013, 06:22:35 PM »
Reply with quote
Aadmi ka gham ko dekhna bahut aasaan hai, lekin gham me hi chhipi khushiyon ki daastaan hai
Logged
@Kaash
Guest
«Reply #33 on: September 14, 2013, 05:01:35 AM »
Reply with quote
Wyakti jab chetantatv se jud jaata hai,apne aap hi sabhi wikaaron se door ho jaata hai
Logged
@Kaash
Guest
«Reply #34 on: September 22, 2013, 07:49:24 AM »
Reply with quote
Waqt guzarta hai jab guzaar dia jaata hai, insaan  sanwarta jab waqt sanwaar lia jaata hai
Logged
@Kaash
Guest
«Reply #35 on: September 23, 2013, 11:12:06 PM »
Reply with quote
Sansaar sanshay ka ke jaal hai jahan bus dar ka hi kamaal hai, paranty sanshay jab sanshay par ho jaaye dar dar se tab behaal hai
Logged
@Kaash
Guest
«Reply #36 on: September 29, 2013, 06:48:51 AM »
Reply with quote
Khud ke andar ke gulshan ki mehek ko bhoolkar, aadmi talaashta rahta hai khushbu dunia ke kaaghzi phoolon me
Logged
@Kaash
Guest
«Reply #37 on: October 02, 2013, 09:08:33 PM »
Reply with quote
Aadmi tab tak insaan nahi hota
Khudaai se jab tak hai anjaan hota
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
September 04, 2025, 10:20:58 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.181 seconds with 20 queries.
[x] Join now community of 8515 Real Poets and poetry admirer