Kabhi to Wo AaNkheN wo Rukhsaar Padhna... By "Aarish"

by Aarish on July 28, 2012, 01:20:14 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2684 times)
mkv
Guest
«Reply #15 on: July 28, 2012, 06:40:33 AM »
Reply with quote
Vaaaaaaaaaah Vaaaah
vaaaah Aarish bhaai
chun chun ke teer nikaale hai tarkash se.
kaun na ghaayal ho jaaye..
Koi bhi sonkh, chanchal haseena aise ikraar ko padhkar mana nahi kar sakti..
Ise kahte hai..Shayar ke dil se nikli aavaaj..
bahut bahut mubaarakbaad. aur vo bhee.
khush rahe
Logged
Aarish
Guest
«Reply #16 on: July 28, 2012, 06:59:04 AM »
Reply with quote
BOHUT SHUKRIYA MUKESH JEE, BOHUT NAWAZISH
Logged
Aarish
Guest
«Reply #17 on: July 28, 2012, 07:02:59 AM »
Reply with quote
SHUKRIYA KHAMOSH AWAZ JEE
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #18 on: July 28, 2012, 08:58:00 AM »
Reply with quote
Waah , Arish . Aaj login karte hi aap ki yeh khoobsurat ghazal padhi .
Tabiat khush ho gai . Har sher ghazal ka sher hai . 4th aur 5th sher
mujhe bahut achha laga . Khuda qalam ko aur zor ata kare.Amin.
Logged
Aarish
Guest
«Reply #19 on: July 28, 2012, 09:15:16 AM »
Reply with quote
Shukriya Hasan sir, aapne keh diya to zamanat hai ki ghazal waqai achchi hai, bohut shukriya hausla afzai ka,
Logged
mkv
Guest
«Reply #20 on: July 28, 2012, 11:12:04 AM »
Reply with quote
Lajwab bahut hi khubsurat peshkash aarish bhai....... Dhero daad aur mubarak baad...... Hasan sir, saini sir. Khawahish ji , hriday ji .mkv ji ki post ki trh aapke qalaam ka bhi humein intzar rehta hai......

Bahut achha laga ek khubsurat qalaam aapke dwara likha gya hai...
Saudagar bhai
Aapne to mera naam bhi unche kad ke logo ke saath rakh kar mera maan badhaane ki koshish kee hai..
aapka sneh dekh kar bahut khushi huee. Par mujhe apne baraabar hi samajhiye. Mujhme vo khoobi nahee abhee. Haa bas seekhne ki koshish karta hun. Logo ko accha lagta hai to khushi jaroor hoti hai..
Kuch logo ka naam aap lena bhool gaye,,naye log jaane aur apna gyan badhaye isliye.. mai add kar deta hun..Sri Satish Shukla..Sri Arun Mishra, Aur Saadiq Rijvi sahab (jo kam aate hai) aur ABD jee.
Khamosh jee, Iftakhar jee, Bahut and..and…bahut se naam hai..sabka likhna sambhav nahee..par sab ke liye ijjat hai mere dil me.
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #21 on: July 28, 2012, 01:48:44 PM »
Reply with quote
Aarish bhai, mujhe to aapki posts ka intezaar rehta hai. Kaafi dinon ke ba'ad aapka koi kalaam padhne ko mila aur lajawaab hamesha ki tarah. Khoobsoorat radeef, khoobsoorat behr aur khoobsoorat ghazal. Maza aa gaya padh kar. Ek Rau meri taraf se.
Logged
Aarish
Guest
«Reply #22 on: July 29, 2012, 12:57:14 AM »
Reply with quote
Shukriya Ahmed Bhai, aap sabhi logoN ki mohabbat hai, jo aap itna pyar dete hain, bas yahi pyar hai jo lafzoN ki shakl ikhtiyar kar leta hai, aur ghazal ho jati hai, sabhi kuch aap logon ka hi hai meri shayri main mera kuch nahi hai.....
Logged
suman59
Guest
«Reply #23 on: July 29, 2012, 01:12:04 AM »
Reply with quote
 Applause Applause

bahut badiya. bahut hi acha likha hai aapne aarish jee  Thumbs UP
Logged
Aarish
Guest
«Reply #24 on: July 29, 2012, 01:29:19 AM »
Reply with quote
shukriya ma'm,
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 03:02:48 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.136 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer