-----/// Kaho naa ///----- Hriday

by ~Hriday~ on August 31, 2012, 08:07:32 PM
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1621 times)
suman59
Guest
«Reply #30 on: October 06, 2012, 07:11:31 PM »
Reply with quote
good one
kis bewafai ki baat kee tumne
kab tumhe daga diya hai hamne
galatfahmiyon ka takaaja hai sab
yun hi ilzaam diya hai tumne

kya baat hai  Thumbs UP

kya bataye kya chupaye yeh baat humse na poocho to accha hai
majhdar mein fhas gaye hai hum, doobti nazar aati hai naav bhi
dard hai ki juda hota nahi humse, jabki bhare huye hai saare ghav bhi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kaho Na Kaho - MURDER by Meena in Songs & Lyrics
Allah Kaho Raam Kaho Ya Kaho Bhagwaan by Azeem Azaad in Shayari-e-Parastish « 1 2 3  All »
Kaho Na..... by yash faiz in Miscellaneous Shayri
Kaho..* by Kohinoor in Shayeri for Dard -e- Bewafai
-----/// Kaho naa ///----- Hriday by ~Hriday~ in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #31 on: October 06, 2012, 07:16:00 PM »
Reply with quote
massstttt  Applause Applause Applause

hum naasamajh naa samjhe pyaar kya cheez hai
tumhaare saath ko bas dosti hi samajhte rahe
tumne hothon se bayaan naa kiyaa kabhi raaz
aur hum tumhaari khaamoshi ko inkaar samajhte rahe

Applause Applause Usual Smile

izhar-e-aarzu hum samne unke, apne zuban se kabhi bayan na kar sake
Ek vo na-samajh hai sanam hamare, jo pyar ki bhi pehchan na kar sake
Logged
mkv
Guest
«Reply #32 on: October 06, 2012, 07:23:40 PM »
Reply with quote
kya baat hai  Thumbs UP

kya bataye kya chupaye yeh baat humse na poocho to accha hai
majhdar mein fhas gaye hai hum, doobti nazar aati hai naav bhi
dard hai ki juda hota nahi humse, jabki bhare huye hai saare ghav bhi

wah wah wah
andho ki muhabbat kaamyaab hua karti hai
aankh vaalon ki barbaad huaa karti hai
kisee ne bataayee thi ye baat mujhe
aitbaar ho to muhabbat aabaad huaa karti hai
Logged
suman59
Guest
«Reply #33 on: October 06, 2012, 07:29:22 PM »
Reply with quote
massstttt  Applause Applause Applause

hum naasamajh naa samjhe pyaar kya cheez hai
tumhaare saath ko bas dosti hi samajhte rahe
tumne hothon se bayaan naa kiyaa kabhi raaz
aur hum tumhaari khaamoshi ko inkaar samajhte rahe


hum kya samjhe aur samjhaye,
hum pyar ko pyar kehte hai aur
tum pyar ko dosti mein badalna chaha
kaho na dilse ke tumne bi kabhi pyar kiya humse
Logged
suman59
Guest
«Reply #34 on: October 06, 2012, 07:32:49 PM »
Reply with quote
wah wah wah
andho ki muhabbat kaamyaab hua karti hai
aankh vaalon ki barbaad huaa karti hai
kisee ne bataayee thi ye baat mujhe
aitbaar ho to muhabbat aabaad huaa karti hai

kya bataye ab
kehna kya tha aur keh kya diya
aankh vaala andhon ke mohabbat pe jal raha hai
maine tumse pyar maanga tha magar
mila na kuch sivai ruswayiyon ke
ab toh is pyar se nafrat si ho gayi hai
tanhaiyon se mohabbat ho gayi hai

Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #35 on: October 06, 2012, 07:34:02 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause

bas ek lakir hai dosti aur pyaar ke bich
us lakeer ko hum kabhi samajh nahi paaye
bas deri thi us lakeer ko paar karne ki
aur hum apne pairon ko badhaa nahi paaye

hum kya samjhe aur samjhaye,
hum pyar ko pyar kehte hai aur
tum pyar ko dosti mein badalna chaha
kaho na dilse ke tumne bi kabhi pyar kiya humse
Logged
suman59
Guest
«Reply #36 on: October 06, 2012, 07:41:03 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause

bas ek lakir hai dosti aur pyaar ke bich
us lakeer ko hum kabhi samajh nahi paaye
bas deri thi us lakeer ko paar karne ki
aur hum apne pairon ko badhaa nahi paaye


 Applause Applause  Usual Smile

apni mohabbat ki kahani
mai kuch is tarah tamaam kar jaungi
ya toh tumhe apna banakar chodungi
ya bas akele hi mer jaungi  Giggle
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #37 on: October 06, 2012, 07:46:08 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause

jaate jaate humein bhi tum saath le jaanaa apne
jo dikhaa nahi paaye ab tak wo dikhaanaa sapne
sawrag jaao na narak me koi fark nahi padta uska
khush rahenge har jagah, bas tum saath rakhnaa apne...


Applause Applause  Usual Smile

apni mohabbat ki kahani
mai kuch is tarah tamaam kar jaungi
ya toh tumhe apna banakar chodungi
ya bas akele hi mer jaungi  Giggle
Logged
suman59
Guest
«Reply #38 on: October 06, 2012, 07:58:56 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause

jaate jaate humein bhi tum saath le jaanaa apne
jo dikhaa nahi paaye ab tak wo dikhaanaa sapne
sawrag jaao na narak me koi fark nahi padta uska
khush rahenge har jagah, bas tum saath rakhnaa apne...



meri sacchi mohabbat ka kuch to sila do
khuda tujhse dua karti hu mere sanam se mila do
wo narak mein hai aur mai swarg mein
wo khush hai wahan usko wahi rehne do  Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #39 on: October 06, 2012, 08:02:43 PM »
Reply with quote
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard

wo aayenge yahaan unhe yahaan aane do
swarg se narak tak ki raah mujhe banaane do
achcha nahi lagta yahaan tanhaa rehnaa
unhe narak me laake mujhe seene se lagaane do...

meri sacchi mohabbat ka kuch to sila do
khuda tujhse dua karti hu mere sanam se mila do
wo narak mein hai aur mai swarg mein
wo khush hai wahan usko wahi rehne do  Laughing hard Laughing hard Laughing hard

Logged
suman59
Guest
«Reply #40 on: October 07, 2012, 01:50:30 PM »
Reply with quote
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard

wo aayenge yahaan unhe yahaan aane do
swarg se narak tak ki raah mujhe banaane do
achcha nahi lagta yahaan tanhaa rehnaa
unhe narak me laake mujhe seene se lagaane do...


acchaaa   cussing cussing  tongue3

hey khuda aas thi tujh par tu dega saat mera
Barosa todkar mera daal diya mujhe narag mein
teri soorat dekhne se bi ab katrata hai dil
Basaya tha maine tujhe kabhi apni dilse..
yeh tumne kya kiyaaaaa  Usual Smile
Logged
sushilbansal
Guest
«Reply #41 on: October 07, 2012, 01:59:17 PM »
Reply with quote
Don't let your imagination run away.its a nice post
Sheel didi
Logged
suman59
Guest
«Reply #42 on: October 07, 2012, 02:35:30 PM »
Reply with quote
Don't let your imagination run away.its a nice post
Sheel didi

thanks for the advice didi. sorry
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #43 on: October 07, 2012, 03:13:59 PM »
Reply with quote
pyaar kar ke ye kaisa silaa diyaa,
mere yakeen ko mitti me milaa diyaa,
main thaa seedhaa sadaa achcha insaan,
bewafaai ke dard ne mujhe daaru pilaa diyaa... tongue3


acchaaa   cussing cussing  tongue3

hey khuda aas thi tujh par tu dega saat mera
Barosa todkar mera daal diya mujhe narag mein
teri soorat dekhne se bi ab katrata hai dil
Basaya tha maine tujhe kabhi apni dilse..
yeh tumne kya kiyaaaaa  Usual Smile
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 18, 2024, 06:47:19 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.191 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer