Saari Raat Teri Yaad Mein Dhalti Rahi....Shihab

by majid on July 09, 2010, 11:20:40 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 16509 times)
diya786
Guest
«Reply #15 on: September 15, 2010, 03:10:34 PM »
Reply with quote
Waah Majid Bhai....
kya kalaam likha hai aapne....
bohat bohat bohat khoob....
maafi chahti hoon ki sab ke aane ke baad aayi hoon aapko daad dene.....

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #16 on: September 18, 2010, 05:01:15 AM »
Reply with quote
Wah wah bahut khoob Shihab ji.very touching and mindblowing creation.great lines by Kasak ji and Abhi ji.keep it up Hats off to you! icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
AbhiTamrakar
Guest
«Reply #17 on: September 21, 2010, 07:00:57 AM »
Reply with quote
Bahut Khub Janaab Abhi Saheb...

Dard-o-Gham Mein Bheege Hain Saare Manzar
Aur  Ajab Hi Jaise  Haal-e-Zindagaani Ho Gaya.

Kuch Is Qadar  Dekha Tujhey Yaadon  Mein Ki
Aankhon Se Girke Khoon-e-Dil Paani Ho Gaya.



Khush Rahiye...

~Shihab~


kya bat he sahab ..mashaallah bahut khoob kaha apne...

tip tip karke girta gaya kuchh meri aankh se
wo kehene lage ise to bas ankhon ka pani kehete he
jo unki aankh se behete ashqon ko uthaya mene
wo kehene lage ise to muhabbat ki rawaani kehete he
~

Logged
hameeda
Guest
«Reply #18 on: February 27, 2011, 07:23:32 PM »
Reply with quote
bahut khoob ji..
Logged
Yaash
Guest
«Reply #19 on: March 22, 2011, 04:52:22 PM »
Reply with quote
Waqai Mein Aapka Andaz e Bayaan Kuch Khash Hai
Ek Dum Sweet N Simple Se Words Mein Aapney Bohat Hi
Pyaara Kalaam Likha Hai Dost.Behad Pasand Aayi Humey
Dili Dad
Logged
sbechain
Guest
«Reply #20 on: May 08, 2011, 10:39:00 AM »
Reply with quote


     Is  Qadar   Ehsason  Ki  Shamma  Jhalti  Rahi
   Ki Saari  Raat  Teri  Yaad Mein  ,  Dhalti  Rahi.
 
   Rat Bhar Behta Raha Soch Ke Sagar  Mein Tu
   Aur Koi Hasrat  Si Jaise  Dil  Mein , Palti Rahi.
 
   Is Qadar Thak Si Gayi  Aankhein Intizar Men
   Ki  Kabhi  Band  Hui , Aur Kabhi  Khulti Rahi.

   Mana Tere Aane  Ka Wada Nahi Tha, Phir Q?
   Aahat Aahat Pe Ye Dhadkane, Machalti Rahi.

   Ye Kaisi Raah Pe Lake Khada Kar Diya Tune
   Ki Sath Uljhan Thi,Aur Uljhan Hi Chalti Rahi.


                  ~Shihab~


very nice shihab sahab
Logged
nikki
Guest
«Reply #21 on: June 18, 2011, 08:53:25 PM »
Reply with quote
subhaan allah kya likha hai Majid ji...meri to reply mein kuch likhne ki himmat nahi ho rahi

Logged
nikki
Guest
«Reply #22 on: June 18, 2011, 09:21:12 PM »
Reply with quote
hmmm chaliye try karti hun, acha na lage to bhi jhel lijiyega Winking

kabhi shola kabhi shabnam bankar uske dil ki shama jalti rahi
kabhi yaadon mein kabhi udasiyon mein raha uska aana jaana

woh khamoosh baithi thi
magar uske dil ki uski nigahon se zirha chalti rahi

tu na aaya lautkar magar
saari raat teri yaad mein woh dhalti rahi
Logged
nikki
Guest
«Reply #23 on: June 18, 2011, 09:43:15 PM »
Reply with quote
no problem ji...thank u ji
Logged
Shaifali
Guest
«Reply #24 on: November 19, 2011, 05:50:17 PM »
Reply with quote


    Is  Qadar   Ehsason  Ki  Shamma  Jhalti  Rahi
   Ki Saari  Raat  Teri  Yaad Mein  ,  Dhalti  Rahi.
 
   Rat Bhar Behta Raha Soch Ke Sagar  Mein Tu
   Aur Koi Hasrat  Si Jaise  Dil  Mein , Palti Rahi.
 
   Is Qadar Thak Si Gayi  Aankhein Intizar Men
   Ki  Kabhi  Band  Hui , Aur Kabhi  Khulti Rahi.

   Mana Tere Aane  Ka Wada Nahi Tha, Phir Q?
   Aahat Aahat Pe Ye Dhadkane, Machalti Rahi.

   Ye Kaisi Raah Pe Lake Khada Kar Diya Tune
   Ki Sath Uljhan Thi,Aur Uljhan Hi Chalti Rahi.


                  ~Shihab~

wah kya kehne bohat khooob shihab sahab superbbb Applause Applause Applause
Logged
mkv
Guest
«Reply #25 on: July 16, 2012, 04:56:07 PM »
Reply with quote
Bahut khoob shihab
Maja aaya aapki ye kalaam padhkar..
maqta khoob raha..
vaaah vaaah
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 02:57:40 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.145 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer