Sab Jaanti hoon...........magar phir bhi !!!!!

by Talat on June 07, 2005, 11:40:34 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 8
ReplyPrint
Author  (Read 8170 times)
Meena
Guest
«Reply #15 on: June 08, 2005, 06:50:37 PM »
Reply with quote
thanxxx talat for liking my poem!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!

 :D
Logged
Talat
Guest
«Reply #16 on: June 08, 2005, 06:53:12 PM »
Reply with quote
Quote from: "nikki"
Quote from: "Talat"
Khabar hai ki tum mere kabhi ho nahin sakte
Yeh baat magar main dil ko samjhoon bhi kaise
 
Khabar hai ki maine chaand ki tamanna ki hai
Zameen ka ek zarra hoon, nazar aaungi kaise

Khabar hai mujhe ki tum mera naseeb nahin ho
Aur jiska ho tum naseeb usse churaaun bhi kaise  

Khabar hai ki zindagi me sab kuch nahin mila karta
Yeh baat bata do ki tumhe bhulaaoon bhi kaise !!!


abb main kya kahun....lagta hai kisi ne meri emotions ko apne shabdon mein dhaal diya hai.....TOOOOO GOOD, YEH TARIKHA-E-DARD-E-BAYAN...BAHUT KHOOB, BAHUT KHOOB....


Shukriya Nikki.......ye dono poetries jab maine sochi theen to pata nahi tha ki itni taareef milegi..thanks a ton yaar !!!!
Logged
nikki
Guest
«Reply #17 on: June 08, 2005, 06:55:18 PM »
Reply with quote
Quote from: "Meena"
wah wah talat!!!!!!!! its simply beautiful!!!!!!! waheed ne bih bohot acha likha hai! tum dono ka muqabla kar nahin sakhti isslyie bas chota sa kuch likha hai!

Hume bhi arzoo thi tere sang jeevan bitane ki,
Par saath tera humne paya bhi to nahin...

Yuh to zindagi me bohot gum hote hai ansoon bahane ke liye,
Par tere jaise pehle kisi ne rulaya bhi to nahin...

Aisa nahin ke tere ane se pehle hum kabhi muskurate na te,
Par tere jane ke baad phir waisa kisi ne hasaya bhi to nahin...

Badakte rahe is duniya me humsafar ki talash me,
Par tujh jaisa yaar phir doobara mila bhi to nahin....

Tere yaadon ki peredari mere ashk dete hai aye dost,
Koi aur inke peredari ke kabil bhi to nahin…



superb....sis, kamaal likhti hain aap..
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #18 on: June 09, 2005, 10:30:32 AM »
Reply with quote
Quote from: "Meena"
wah wah talat!!!!!!!! its simply beautiful!!!!!!! waheed ne bih bohot acha likha hai! tum dono ka muqabla kar nahin sakhti isslyie bas chota sa kuch likha hai!

Hume bhi arzoo thi tere sang jeevan bitane ki,
Par saath tera humne paya bhi to nahin...

Yuh to zindagi me bohot gum hote hai ansoon bahane ke liye,
Par tere jaise pehle kisi ne rulaya bhi to nahin...

Aisa nahin ke tere ane se pehle hum kabhi muskurate na te,
Par tere jane ke baad phir waisa kisi ne hasaya bhi to nahin...

Badakte rahe is duniya me humsafar ki talash me,
Par tujh jaisa yaar phir doobara mila bhi to nahin....

Tere yaadon ki peredari mere ashk dete hai aye dost,
Koi aur inke peredari ke kabil bhi to nahin…


wow meena sis,superb work :D
Logged
Talat
Guest
«Reply #19 on: June 09, 2005, 01:58:38 PM »
Reply with quote
Is Khauf se wo saath nibhaane ke haq main hai
Khokar mujhe ye ladki kahin dukh se mar na jaaye!!!


(nm)
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #20 on: June 09, 2005, 06:41:24 PM »
Reply with quote
Quote from: "Meena"
wah wah talat!!!!!!!! its simply beautiful!!!!!!! waheed ne bih bohot acha likha hai! tum dono ka muqabla kar nahin sakhti isslyie bas chota sa kuch likha hai!

Hume bhi arzoo thi tere sang jeevan bitane ki,
Par saath tera humne paya bhi to nahin...

Yuh to zindagi me bohot gum hote hai ansoon bahane ke liye,
Par tere jaise pehle kisi ne rulaya bhi to nahin...

Aisa nahin ke tere ane se pehle hum kabhi muskurate na te,
Par tere jane ke baad phir waisa kisi ne hasaya bhi to nahin...

Badakte rahe is duniya me humsafar ki talash me,
Par tujh jaisa yaar phir doobara mila bhi to nahin....

Tere yaadon ki peredari mere ashk dete hai aye dost,
Koi aur inke peredari ke kabil bhi to nahin…


hey meenu................wonderful..................y aar  hum  log koi  shayar  nahi  hai........

very  nice  talat....................

ab jo  laut  ke  aaogi bhi  to kya  paaogi
ek  bikhara  hua  aashiyana  yahan  paaogi
ek  hi  pal mein  meri  jism  ki  deewar  giri
sonch  lo tum mujhe  ab kaise sambhaal paaogi............ :oops:
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #21 on: June 09, 2005, 10:13:08 PM »
Reply with quote
Unki yaad mein sab kuch bhulaye bethe hain ....
chirag khushio ke bhujaye baithe hain...
Hum to marenge unki bahon mein...
maut se bhi sharat lagaye baithe hain.. .......
nm
Logged
Talat
Guest
«Reply #22 on: June 10, 2005, 06:53:58 AM »
Reply with quote
Thanks Waheed...n nice one..... nice Fakhar.............
Logged
HumTum
Guest
«Reply #23 on: June 10, 2005, 07:09:47 AM »
Reply with quote
Quote from: "Talat"
Khabar hai ki tum mere kabhi ho nahin sakte
Yeh baat magar main dil ko samjhoon bhi kaise
 
Khabar hai ki maine chaand ki tamanna ki hai
Zameen ka ek zarra hoon, nazar aaungi kaise

Khabar hai mujhe ki tum mera naseeb nahin ho
Aur jiska ho tum naseeb usse churaaun bhi kaise  

Khabar hai ki zindagi me sab kuch nahin mila karta
Yeh baat bata do ki tumhe bhulaaoon bhi kaise !!!


waah .....

Khabar hai ki zindagi me sab kuch nahin mila karta
Yeh baat bata do ki tumhe bhulaaoon bhi kaise !!!


yeh sher aap ka bahoot khoob hai ...... ped ke Ghalib ji ka ik sher yaad aa gya.....

"jaana paDa raqeeb ke dar par hazaar baar
'ei kaash jaanta na teree rahguzar ko maiN "

bahot acha likhti hai aap mohtrma !!

khabar hai ke tuney ki bewffai mujhse, lekin
yeh bta ke dil-e-nadaan ko samjauN kassey

jo garmi-e-kangar jo rhi hai mehsoos dil ko
teri nazrooN ko woh nazara dhikauN kaseey

chahat ko ker ruswaa jo diye hai zakm tuney
yeh bta un zakmooN pe marham lagaau kaseey

na aati hai saans mujhey na nikta hai dum hi mera
yeh bta ke qayaamat ko bhulau kaseey

khabar hai ke na lout ke aayegey  kabhi
woh pal jo sath bitaye tere, bhoolau kaseey!!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #24 on: June 10, 2005, 07:25:34 AM »
Reply with quote
Quote from: "Meena"
wah wah talat!!!!!!!! its simply beautiful!!!!!!! waheed ne bih bohot acha likha hai! tum dono ka muqabla kar nahin sakhti isslyie bas chota sa kuch likha hai!

Hume bhi arzoo thi tere sang jeevan bitane ki,
Par saath tera humne paya bhi to nahin...

Yuh to zindagi me bohot gum hote hai ansoon bahane ke liye,
Par tere jaise pehle kisi ne rulaya bhi to nahin...

Aisa nahin ke tere ane se pehle hum kabhi muskurate na te,
Par tere jane ke baad phir waisa kisi ne hasaya bhi to nahin...

Badakte rahe is duniya me humsafar ki talash me,
Par tujh jaisa yaar phir doobara mila bhi to nahin....

Tere yaadon ki peredari mere ashk dete hai aye dost,
Koi aur inke peredari ke kabil bhi to nahin…


waah ..... bhoot khoob !!!
Yuh to zindagi me bohot gum hote hai ansoon bahane ke liye,
Par tere jaise pehle kisi ne rulaya bhi to nahin...


yeh sher aap ka kaffi wajandaar lga ....


koshishen naa-kaamiyaab hui talab se kuch na hua
keh do un yaadon se aaj se na sataaye humey

ro ro ke guzaara hai teri judaai ka har ek saans
thakgayi nigaahe meri aur na rulaaye humey

sholaa-e-dil bujhtaa hai na jaltaa hai
kab tak yoon sulgegaa koi batlaaye humey

Sharmsaar hai hum khud apni wafaao pe 'HumTum'
Dikhaai nahi kuch deta ab unki jafaaye humey!!
Logged
Talat
Guest
«Reply #25 on: June 10, 2005, 09:48:31 AM »
Reply with quote
Thanks Humtum ji...........!!! and bohot khoob kaha aapne.... !!!!!
Logged
Meena
Guest
«Reply #26 on: June 10, 2005, 02:12:29 PM »
Reply with quote
oye thank u dosto thank u!  :D

waheed aur humtum mundeya bohot acha likha!!!

 :D
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #27 on: June 10, 2005, 10:30:33 PM »
Reply with quote
Quote from: "Talat"
Thanks Waheed...n nice one..... nice Fakhar.............


Thanx

NA CHAHO KISI KO KE CHAHAT TUMHARI MUJBOORI BAN JAYAe
CHAHO KISI KO ITNA KE TUMHARA PYAAR USKE LIYEH ZAROORI BAN JAYEH
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #28 on: June 13, 2005, 05:45:11 PM »
Reply with quote
wah humtum,waheed,naveed.............all have written gr8.
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #29 on: June 13, 2005, 08:35:04 PM »
Reply with quote
Quote from: "nidhi_yadein"
wah humtum,waheed,naveed.............all have written gr8.
Thanx Nidhi Dear
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 8
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 02, 2024, 01:07:13 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer