SAR JHUKA LIYA HOTA..........

by khwaish on October 20, 2007, 06:09:05 PM
Pages: 1 [2] 3 4
ReplyPrint
Author  (Read 3983 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #15 on: December 07, 2007, 05:16:27 PM »
Reply with quote
WOH INSAAN HI BAN KAR JIYE,
YEH DUA KIJIYE..

HAADSON KA SHIKAAR BAN KAR NA JIYE LOG,
SIRF KHAMOSH REHNE SE KUCH NAHI HAASIL
APNA ISAAN HONE KA HAQ BHI ADA KIJIYE..

SAARE MASLO PAR GUFTUGU HOGI
PEHLE MAHOL TO KHUSNUMA KIJIYE..

WOH HASI JO KISI KO TAKLEEF NA DE
KUCH AISI HASI HASA KIJIYE..

INSAAN INSAAN BAN KAR HI JIYE
YEH DUA KIJIYE
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dil me basa liya hota by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
Mast Nazron se dekh liya hota by pankaj_pups in Shayri for Khumar -e- Ishq
Yuun na jhuka hota.... by SURESH SANGWAN in Shayri-E-Dard
Bas Ek Baar Hume Samjh Liya Hota. by vikkudon1990 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Roja
Guest
«Reply #16 on: December 08, 2007, 01:31:46 AM »
Reply with quote
Wah wah bahut khoob Khwaish ..

Quote
WOH HASI JO KISI KO TAKLEEF NA DE
KUCH AISI HASI HASA KIJIYE..

INSAAN INSAAN BAN KAR HI JIYE
YEH DUA KIJIYE

bahut khoob.... daad hazir hai.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #17 on: December 08, 2007, 07:42:19 PM »
Reply with quote
BAHUT BAHUT SHUKRIYA ROJA AAPKE HAUSLE-AFSAAI KA..
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #18 on: December 08, 2007, 08:27:37 PM »
Reply with quote
Khwaish

Very nice bro !

Keep it up !
Logged
ISHPREET
Guest
«Reply #19 on: December 09, 2007, 08:38:22 AM »
Reply with quote
Kya baat hai khwaish,bahut hi khoob likha hai.
Logged
ISHPREET
Guest
«Reply #20 on: December 09, 2007, 09:32:27 AM »
Reply with quote
Itni badi duniya mein koi sahara nahi
apne hai bahut se duniya ki bheed mein
par koi hamara nahi..
khadam ladkhadye to unka daaman thaam liya
aur woh bhi haskar bole,
dost yeh daaman tumhara nahi.nm
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #21 on: December 09, 2007, 02:50:36 PM »
Reply with quote
BAHUT BAHUT SHUKRIYA PAAJI.ITS ALWAYS GOOD TO HEAR FROM YOU..
THANKS ISHPREET FOR THE APPRECION,AUR KAHAN HO ITNE DIN SE??
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #22 on: December 09, 2007, 02:51:55 PM »
Reply with quote
Itni badi duniya mein koi sahara nahi
apne hai bahut se duniya ki bheed mein
par koi hamara nahi..
khadam ladkhadye to unka daaman thaam liya
aur woh bhi haskar bole,
dost yeh daaman tumhara nahi.nm

BAHUT KHOOB.NICE SHARING BHAI
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #23 on: December 09, 2007, 03:02:05 PM »
Reply with quote
SURAJ KA SAFAR KHATAM HUA
PAR KABHI RAAT NA AAYI
HISSE MEIN MERE KABHI KHWAABO
KI SAUGAT NA AAYI..

ROTA RAHA MAIN ZINDAGI BHAR,
DIL MEIN EK UMEED KE SAATH,
KOI TO HOGA JO THAAM LEGA AANSU,
PAR KISI KE BHI MUH SE,
DIL KO RAAHAT DENE WALI BAAT NA AAI..

YUH UMEED KI DOR KO PAKADKAR
THEHRA RAHA UMAR BHAR
PAR EK BAAR JO CHUTI TO
PHIR HAATH NA AAYI

KISI NE SAATH NA DIYA "KHWAISH"
TO GILA KYA???
JAB MERI KHUD KI PARCHAI
MUSHKILO MEIN MERE SAATH NA AAYI
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #24 on: December 17, 2007, 12:22:12 PM »
Reply with quote
bahoot khoob kwaish ji.. kafi gehrai chupi hai apke lafzo mein.. reallu keep it up..

good one Yoindia Shayariadabhiki
Logged
prmchawla
Guest
«Reply #25 on: December 17, 2007, 12:43:57 PM »
Reply with quote
are dost tu kaha tha mai to tere liye hi mumbati le kar kharha tha,
soch tu aayega, mera saath nibheyega,
par na tu aaya na teri koi khabar,
aaj jo mila to wo bhi kewal net par.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #26 on: December 17, 2007, 06:37:50 PM »
Reply with quote
THANX A LOY DEEPIKA FOR APPRECIATING...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #27 on: December 17, 2007, 06:40:33 PM »
Reply with quote
are dost tu kaha tha mai to tere liye hi mumbati le kar kharha tha,
soch tu aayega, mera saath nibheyega,
par na tu aaya na teri koi khabar,
aaj jo mila to wo bhi kewal net par.
are dost tu kaha tha mai to tere liye hi mumbati le kar kharha tha,
soch tu aayega, mera saath nibheyega,
par na tu aaya na teri koi khabar,
aaj jo mila to wo bhi kewal net par.

KUCH SAMAJ NAHI AAYA??? STILL THANX FOR REPLYING!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #28 on: December 20, 2007, 07:25:15 PM »
Reply with quote
YEH SURAJ,YEH CHAND,YEH SITAARE HAI
WAQT KE GHULAM YEH SAARE HAI...

KARNE WALA ZAROOR KAREGA MUKAMBAL
HAR KHWAISH INSAAN KI,
JISNE KHUDA KE AAGE HAATH PASAARE HAI...

NA KARO WOH GUNAAH,
JO HUMEIN KHUDA SE DOOR LE JAAYE,
YEH KHUDA AUR INSAAN KE BEECH KI DEEWARE HAI...

KOI KISI KE LIYE,
KUCH NAHI KAR SAKTA IS JAHAAN MEIN,
"KHWAISH" HUM TO BAS KHUDA KE SAHARE HAI...
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #29 on: December 20, 2007, 09:54:26 PM »
Reply with quote
SURAJ KA SAFAR KHATAM HUA
PAR KABHI RAAT NA AAYI
HISSE MEIN MERE KABHI KHWAABO
KI SAUGAT NA AAYI..

ROTA RAHA MAIN ZINDAGI BHAR,
DIL MEIN EK UMEED KE SAATH,
KOI TO HOGA JO THAAM LEGA AANSU,
PAR KISI KE BHI MUH SE,
DIL KO RAAHAT DENE WALI BAAT NA AAI..

YUH UMEED KI DOR KO PAKADKAR
THEHRA RAHA UMAR BHAR
PAR EK BAAR JO CHUTI TO
PHIR HAATH NA AAYI

KISI NE SAATH NA DIYA "KHWAISH"
TO GILA KYA???
JAB MERI KHUD KI PARCHAI
MUSHKILO MEIN MERE SAATH NA AAYI
YEH SURAJ,YEH CHAND,YEH SITAARE HAI
WAQT KE GHULAM YEH SAARE HAI...

KARNE WALA ZAROOR KAREGA MUKAMBAL
HAR KHWAISH INSAAN KI,
JISNE KHUDA KE AAGE HAATH PASAARE HAI...

NA KARO WOH GUNAAH,
JO HUMEIN KHUDA SE DOOR LE JAAYE,
YEH KHUDA AUR INSAAN KE BEECH KI DEEWARE HAI...

KOI KISI KE LIYE,
KUCH NAHI KAR SAKTA IS JAHAAN MEIN,
"KHWAISH" HUM TO BAS KHUDA KE SAHARE HAI...

Khwaish bro

Kitni gehrai hai tumhari shayari mein...

Kasam se intezaar rehta hai ki kab tum aaoge aur kuch achcha padhne ko milega...

It's nice to have poets like you on Yoindia !
Keep sharing your thoughts !
Logged
Pages: 1 [2] 3 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 23, 2024, 10:16:23 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.094 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer