ain Shaayar Badnaam Mehfil Se Naaqaam Ho Main Chala Main Chala
Mere Ghar Se Tumko Kuchh Saamaan Milega Deewaane Shaayar Kaa Ek Divaan Milega Aur Ek Cheez Milegi Tuta Khaali Jaam
Sholon Pe Chalna Tha Kaanto Pe Sona Tha Aur Abhi Ji Bharke Kismat Pe Rona Tha Jaane Aise Kitne Baki Chhodke Kaam
Rasta Rok Rahi Hai Thodi Jaan Hai Baaki Jaane Tute Dil Mein Kya Armaan Hai Baaki Jaane Bhi De Ae Dil Sabko Mera Salaam Ho Main Chala Main Chala |