Hazrat Ali Raziallahu Ta'ala Anhu...

by HUM_DUM on October 21, 2013, 12:54:34 PM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9
Print
Author  (Read 6019 times)
suman59
Guest
«Reply #105 on: December 22, 2013, 04:58:30 AM »
very very nice quotes.. keep up
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 2 hours and 38 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #106 on: December 26, 2013, 04:25:35 AM »
Shukaria Suman Jee Usual Smile


Rahmat-e-Elahi Ko Paane Wali
Behtareen Cheez Yeh Hai Ki
Apne Dil Mein Tamaam  Insano
Ke Liye Humdard Aur Meharban Bana Rahe...!


Hazrat Ali (R.A)
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 2 hours and 38 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #107 on: December 29, 2013, 03:58:37 AM »
Daulat Mandi Ki Masti Se
ALLAH Ki Panah Maango.
Ye Ek Aisi Lambi Masti Hai
Ki Isse Bohat Der Se Hosh Aata Hai


Hazrat ALI (R.A)
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 2 hours and 38 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #108 on: December 29, 2013, 02:10:12 PM »

Jab Koi Dost Aap ko apna Raaz Bataye
To Ye Samajh Lena Ke Wo Apni Izzat
Aapko Amaanat Deta Hai.
Isme Kabhi Khayaanat Na Karna.

Hazrat ALI (R.A)

Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 2 hours and 38 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #109 on: January 01, 2014, 03:08:05 AM »
Neki Karo Aur Shar (Takleef) Ke Liye Tayyar Raho
Phir Bhi Tumhe Neki Hi Karna Hai, Kyun Ki Neki Ka Sila
Sirf ALLAH Dene Wala...

Hazrat ALI (R.A)
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 2 hours and 38 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #110 on: January 01, 2014, 03:10:03 AM »
Mohabbat Sab Se Karo
Lekin Us Se Aur Bhi Zyada Karo
Jiske Dil Mein Tumhare Liye
Tumse Bhi Zyada Mohabbat Hai.


Hazrat ALI (R.A)
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #111 on: January 01, 2014, 04:37:00 AM »
Subhan Allah, Allah ham sab ko amal ki taufeeq ataa farmaaye, aameen. Waise bahut neyk kaam kar rahe haiN aap, keep it up.
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 2 hours and 38 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #112 on: January 02, 2014, 03:38:28 AM »
Aameen. Insha ALLAH Koshish Karunga Aage Barhane Ki
Bahut Shukaria Iftikhar Sahab Qeemti Waqt Dene Ke Liye Usual Smile


Barish ka katra seep aur saanp
dono hi ke munh mein girta hai
lekin seep usko moti aur saanp
us se zehar bana deta hai,
jiska jaisa jarf(character) waisi
uski takhliq...

Hazrat ALI (R.A)
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 2 hours and 38 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #113 on: January 04, 2014, 05:13:03 AM »
Aey Insaan, Tu Apni Pasand Mein
ALLAH Ki Pasand Ko Bhool Gaya,
Agar ALLAH Ki Pasand Par Amal
Kare .To Teri Pasand Bhi Tuje Mil Jaye.


Hazrat ALI (R.A)
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 2 hours and 38 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #114 on: January 04, 2014, 05:16:30 AM »
Kaamyabi Haunslon Se Milti Hai
Aur Haunslein Doston Se Milte Hain.
Aur Dost Muqaddaron Se Milte Hain.
Aur Muqaddar Insan Khud Banata Hai.


Hazrat ALI (R.A)
Logged
suman59
Guest
«Reply #115 on: January 04, 2014, 04:11:48 PM »
Mohabbat Sab Se Karo
Lekin Us Se Aur Bhi Zyada Karo
Jiske Dil Mein Tumhare Liye
Tumse Bhi Zyada Mohabbat Hai.


Hazrat ALI (R.A)

wah kya baat hai... wonderful quotes... keep sharing shihab ji; god bless u
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 2 hours and 38 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #116 on: January 08, 2014, 04:53:14 AM »
Bahut Shukaria Suman Jee Waqt Dene Ke Liye
Insha ALLAH Main Puri Khushish Karunga Kee
Zyaada Se Zyaada Yahaan Post Kar Sakun


Shad o Aabaad Rahiye


Shihab
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 2 hours and 38 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #117 on: January 25, 2014, 04:35:36 AM »

Yeh zindagi 2 din ki hai
1 din tumharay haq mai aur
1 din tumharay mukhaalif
Jis din tumharay haq mai ho us din ghuroor mat
karna aur jis din tumharay mukhaalif ho us din
sabr karna.

HAZRAT ALI (R.A)
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 2 hours and 38 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #118 on: January 28, 2014, 04:50:40 AM »

Zindagi ki khubsoorti ye nahi ke aap kitne khush hain.
Zindagi ki Asal khubsoorti to ye hai ke dusre aap se kitne khush hain.


Hazrat ALI (R.A)
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 2 hours and 38 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #119 on: February 01, 2014, 03:59:23 AM »
Mujhe Jannat Se Ziyaadaa Masjid Men Baithna Achcha Lagta Hai Kyon Ki Jannat Men Mera Nafs Khush Hoga-Jabke Masjid Men Mera RAB Khush Hoga. ..


Hazrat ALI (R.A)
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 01:02:11 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.144 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer