Hazrat Ali Raziallahu Ta'ala Anhu...

by HUM_DUM on October 21, 2013, 12:54:34 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 9
Print
Author  (Read 5968 times)
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #15 on: October 22, 2013, 02:24:27 AM »
Bahut Shukaria Ravidera Sahab Waqt Dene Ke Liye

ALLAH Amal Ki Taufeeq De Aameen

Shad o Aabaad Rahiye


Shihab

Welcome Banner
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 2 hours and 38 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #16 on: October 22, 2013, 02:25:20 AM »
subhanaallah , jazakallah , shihab saheb .
bahut  khubsurat  aur qabil e aml aqwaal
quote kiye hain . bahut duaaein .


Bahut Shukaria Hasan Sahab Waqt Dene Ke Liye

ALLAH Amal Ki Taufeeq De Aameen


Shad o Aabaad Rahiye

Shihab

Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 2 hours and 38 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #17 on: October 22, 2013, 02:36:22 AM »
these r really amazing....really mind blowing....

but i want to ask one thing---Jo tumhe khushi mein yaad aaye, samjho tum us se
mohabbat karte ho aur jo tumhe gham me yaad aaye to
samjho woh tum se mohabbat karta hai...

kya yeh wakai me sach hai???

Neha Sis Achcha Sawaal Kiya Aapne
Behna Mera Ye Maan Na Hai Ki Insan Jisse Muhabbat Karta Hai
Use Kabhi Nahi Chahega Ki Wo Use Gham Men Dekhe Ya Uske Gham Ke Kaaran Kisi Takleef Mein Aaye. Aur Jo Aapse Muhabbat Karta Hai Wo Kabhi Nahi Chahega Ki Wo Aapko Gham Men Ya Takleef Mein Dekhe...Ab Zaheer Baat Hai Care Karne Waale Log Gham Men Hi Yaad Aayenge Na Ki Khushi Men. Aur  Care Wohi Karta Hai Jo Aapse Muhabbat Karta Ho. Aur Muhabbat Ki Kitni Kismey Hain Ye Iqtedar Sahab Ne Bata Di Hain . Umeed Karta Hun Aapka Dil Mutmain Ho Gaya Hoga? Waise Zaruri Nahi Ke Ho Hi Khair

Bahut Shukaria Waqt Dene Ke liye


ALLAH Amal Ki Taufeeq De Aameen


Shad o Aabaad Rahiye


Shihab
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 2 hours and 38 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #18 on: October 22, 2013, 02:44:34 AM »

Shihab Sahaab Aadaab...!

Bahut bahut shukriyaa janab ... KayiN aik aqwal toH sune huye the but aapke is sharing ne kuch ka ilm badha diyaa aur kuch ko tazaa kar diyaa...

Tah e dil se shukriyaa janab...
Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez...




Bahut Shukaria Parwaaz Sahab Waqt Dene Ke Liye


ALLAH Pak Amal Ki Taufeeq De Aameen


Shad o Aabaad Rahiye


Shihab
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #19 on: October 22, 2013, 04:37:35 AM »
Janaab Masha Allah Subhan Allah, bahut achha kaam kiya hai aapne Hazrat Ali ke quotes share kar ke. Unke quotes waaqai meN bahut asardaar hote haiN. Khuda ham sab ko in per amal karne ki taufeeq ataa farmaaye, aameen.
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 2 hours and 38 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #20 on: October 22, 2013, 10:20:41 AM »
Janaab Masha Allah Subhan Allah, bahut achha kaam kiya hai aapne Hazrat Ali ke quotes share kar ke. Unke quotes waaqai meN bahut asardaar hote haiN. Khuda ham sab ko in per amal karne ki taufeeq ataa farmaaye, aameen.

Summa Aameen....

Bahut Shukaria Iftikhar Sahab Waqt Dene Ke Liye


ALLAH Amal Ki Taufeeq De Aameen


Shad o Aabaad Rahiye


Shihab
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 2 hours and 38 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #21 on: October 22, 2013, 10:42:35 AM »

HAZRAT ALI (R.A)
.
Apne khayalon ki hifazat karo
Kyunki wo tumhare alfaz bante hain.
Apne alfaz ki hifazat karo
kyunki wo tumhare amaal bante hain.
Apne aamal ki hifazat karo
kyunki wo tumhara qirdar bante hain.
Apne kirdar ki hifazat karo
Kyunki wo tumhari pehchan bante hain..
Logged
khujli
Guest
«Reply #22 on: October 22, 2013, 02:20:57 PM »
HAZRAT ALI (R.A)
.
Apne khayalon ki hifazat karo
Kyunki wo tumhare alfaz bante hain.
Apne alfaz ki hifazat karo
kyunki wo tumhare amaal bante hain.
Apne aamal ki hifazat karo
kyunki wo tumhara qirdar bante hain.
Apne kirdar ki hifazat karo
Kyunki wo tumhari pehchan bante hain..


boss!!!!!!!!!

bahut baarik see baate.N hain aur issee pe hum amal nahin karte.
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 2 hours and 38 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #23 on: October 22, 2013, 02:31:29 PM »
Bhai Dua Aur Koshish Kijiye ALLAH Aasan Kar Dega
Apne Liye Na Sahi Mere Liye Zarur Kar Dijiyega Usual Smile


Shad o Aabaad Rahiye


Shihab
Logged
sbechain
Guest
«Reply #24 on: October 22, 2013, 03:38:56 PM »
Zindagi ke har mod par sulaah karna seekho. Kyun ke
jhukta wohi hai jis me jaan hoti hai. Akadna to murday ki
pehchaan hoti hai...

Hazrat Ali (R.A)
__________________________________
Dua mangte raho kyun ke mumkin aur na mumkin to sirf
hamari soch me hai, ALLAH (S.W.T) ke liye to kuch bhi na
mumkin nahi...

Hazrat Ali (R.A)
__________________________________
Apni ghaltiyon se taqdeer ko badnaam mat karo kyun ki
taqdeer to khud himmat ki mohtaaj hoti hai...

Hazrat Ali (R.A)
__________________________________
Dua dastak ki tarah hai musalsal dastak say darwaza khul
hi jata hai...

Hazrat Ali (R.A)

__________________________________
Dukh me tum kabhi bhi pachtawe ke aansu na bahao kyun
ki tum wo khush naseeb ho jise ALLAH ne aazmaish ke
qaabil samjha hai...

Hazrat Ali (R.A)

__________________________________
Jo tumhe khushi mein yaad aaye, samjho tum us se
mohabbat karte ho aur jo tumhe gham me yaad aaye to
samjho woh tum se mohabbat karta hai...

Hazrat Ali (R.A)

__________________________________
Rishton ki khoobsurti ek dosre ki baat ko bardasht karna
hai...Be-aeb insaan talash mat karo warna akele reh
jaoge...

Hazrat Ali (R.A)
__________________________________
Agar tum use na pa sako jise tum chahte ho, to usay
zaroor pa lena jo tumhe chahta hai kyun ki chahne se
chaahe jane ka ehsas zyada khoobsurat hota hai...

Hazrat Ali (R.A)
__________________________________



shihab , mashaallah khoob aqwaal se hamaare ilm ko nawaaz hai ismeinkai main jaanti hoon. allah amal ki taufia de aamin icon_flower icon_flower icon_flower!
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 2 hours and 38 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #25 on: October 22, 2013, 05:05:25 PM »
Aameen.
Shukaria Sheba Jee Waqt Dene Ke Liye


ALLAH Amal Ki Taufeeq De Aameen


Shad o Aabaad Rahiye

Shihab
Logged
sidra04
Guest
«Reply #26 on: October 22, 2013, 05:09:23 PM »
Subhan Allah.... thanks for sharing Shihab... khush rahiye

sidra
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 2 hours and 38 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #27 on: October 22, 2013, 05:11:55 PM »
Bahut Shukaria Sidra Sis Waqt Dene Ke Liye


ALLAH Amal Ki Taufeeq De Aameen



Shad o Aabaad Rahiye


Shihab
Logged
aqsh
Guest
«Reply #28 on: October 22, 2013, 09:33:05 PM »
Jazak Allah shihab ji... Allah aapko jazaye khair se nawaaze.. aameen..
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 2 hours and 38 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #29 on: October 23, 2013, 01:09:30 AM »
Summa Aameen

Bahut Shukaria Aqsh Sis Waqt Aur Dua Dene Ke Liye

ALLAH Amal Ki Taufeeq De Aameen


Shad o Aabaad Rahiye


Shihab
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 9
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 28, 2024, 09:45:57 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.236 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer