My Favorite Poetries

by khushi4pari on December 07, 2009, 05:59:55 PM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 16
ReplyPrint
Author  (Read 11888 times)
khushi4pari
Guest
«Reply #30 on: December 17, 2009, 08:08:51 AM »
Reply with quote
          ~Lafz bolte hai~

Lafz bolte hai lafzo ki bhi zubaan hoti hai
dil me utarte hein, jaise Kaman hoti hai

Lafz bolte hein lafzo me bhi jaan hoti hai
kahaani jo bhi ho, lafzo me biyan hoti hai

Yun hi subha hoti hai, yun hi shaam hoti hai
lafzo ke sahaare hi zindagi tamam hoti hai

Jab bhi zindagi kabi natawaan hoti hai
lafzo se hi wo phir jawaan hoti hai

Girte nahi wo shahswar kabi bhi nazro se
jinhein lafzo ki rishto me pehchan hoti hai

Fasley kitne bhi ho do chahne walo me
Khayal rakhte hein wo, pyaar jin ki zubaan hoti hai!!!!

-- NOT MINE --
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #31 on: December 17, 2009, 08:14:17 AM »
Reply with quote
Bahut umda sharing hai Khushi Ji
Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #32 on: December 17, 2009, 08:20:31 PM »
Reply with quote
Thxxxxx alotttt
Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #33 on: December 19, 2009, 03:13:39 PM »
Reply with quote
       
     ~ Main jab tanha akeli hoti hu ~     

Main Jab Tanha Akeli Hoti Hoon
Raat Ko Jab Asman Ko Dekhti Hoon

Taarey To Bohat Hi Chamaktey Hai
Per Main Sirf Ek Tarey Ko Dekhti Hoon

Woh Jo Kabhi Jalta Aur Bhujta Hai
Jo Chanda Ko Dur Se Dekhta Hai

Timtamata Hai Woh Har Dam
Woh Bhi Meri Terah Tarapta Hai       

Roshni Itni Nahi Hoti Hai
Magar Phir Bhi Chanda Ki Khatir
Madham Sa Roshan Rehta Hai

Sitaron Ki Mehfil Me Kuch
Tanha Aur Chup Chup Hota Hai
     
Meri Terah Woh Bhi To
Rooswa Aur Tanha Lagta Hai

Khamosh Sa Ghabraya Sa
Woh Sharmata Hai Sab Taron Se

Jab Sab Tarey Hastey Gatey Hai
Dur Khara Woh Muskata Hai   


Darta Hai Hichkichata Hai
Bas Chanda Ko Takta Rehta Hai
Aur Aahain Bharta Rehta Hai
     
   Tarey To Bohat Hi Hotey Hai
Per Main Sirf uss Tarey Ko Dekhti Hoon
Jo Meri Tarah Tanha Akela Lagta Hai... tearyeyed tearyeyed

--NOT MINE--
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #34 on: December 19, 2009, 05:24:45 PM »
Reply with quote
Very nice poem.....thanks for sharing....Khushi....

Main Jab Tanha Akeli Hoti Hoon
Khidki se bahaar jhankti hoon....

Kabhi Gagan,kabhi Dharti ko dekhti hoon
Kabhi tare,kabhi ret k zarre ko dekhti hoon...
Main Jab Tanha Akeli Hoti Hoon......

       
     ~ Main jab tanha akeli hoti hu ~     

Main Jab Tanha Akeli Hoti Hoon
Raat Ko Jab Asman Ko Dekhti Hoon

Taarey To Bohat Hi Chamaktey Hai
Per Main Sirf Ek Tarey Ko Dekhti Hoon

Woh Jo Kabhi Jalta Aur Bhujta Hai
Jo Chanda Ko Dur Se Dekhta Hai

Timtamata Hai Woh Har Dam
Woh Bhi Meri Terah Tarapta Hai       

Roshni Itni Nahi Hoti Hai
Magar Phir Bhi Chanda Ki Khatir
Madham Sa Roshan Rehta Hai

Sitaron Ki Mehfil Me Kuch
Tanha Aur Chup Chup Hota Hai
     
Meri Terah Woh Bhi To
Rooswa Aur Tanha Lagta Hai

Khamosh Sa Ghabraya Sa
Woh Sharmata Hai Sab Taron Se

Jab Sab Tarey Hastey Gatey Hai
Dur Khara Woh Muskata Hai   


Darta Hai Hichkichata Hai
Bas Chanda Ko Takta Rehta Hai
Aur Aahain Bharta Rehta Hai
     
   Tarey To Bohat Hi Hotey Hai
Per Main Sirf uss Tarey Ko Dekhti Hoon
Jo Meri Tarah Tanha Akela Lagta Hai... tearyeyed tearyeyed

--NOT MINE--

[/quote
Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #35 on: December 19, 2009, 09:51:17 PM »
Reply with quote
Wowww koyal ji bohat acha likha hai aap ne thxxx so much....
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #36 on: December 20, 2009, 05:21:18 PM »
Reply with quote
Thanks Khushi....your poem was too good....

Wowww koyal ji bohat acha likha hai aap ne thxxx so much....
Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #37 on: December 21, 2009, 07:19:45 AM »
Reply with quote
Thxxxx alotttt dear
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #38 on: December 21, 2009, 08:43:01 AM »
Reply with quote
Lovely poem.thanks for sharing Khushi ji,great lines by Koyal ji. icon_thumleft Applause Applause Applause Applause
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #39 on: December 21, 2009, 09:22:20 AM »
Reply with quote
       
     ~ Main jab tanha akeli hoti hu ~     

Main Jab Tanha Akeli Hoti Hoon
Raat Ko Jab Asman Ko Dekhti Hoon

Taarey To Bohat Hi Chamaktey Hai
Per Main Sirf Ek Tarey Ko Dekhti Hoon

Woh Jo Kabhi Jalta Aur Bhujta Hai
Jo Chanda Ko Dur Se Dekhta Hai

Timtamata Hai Woh Har Dam
Woh Bhi Meri Terah Tarapta Hai       

Roshni Itni Nahi Hoti Hai
Magar Phir Bhi Chanda Ki Khatir
Madham Sa Roshan Rehta Hai

Sitaron Ki Mehfil Me Kuch
Tanha Aur Chup Chup Hota Hai
     
Meri Terah Woh Bhi To
Rooswa Aur Tanha Lagta Hai

Khamosh Sa Ghabraya Sa
Woh Sharmata Hai Sab Taron Se

Jab Sab Tarey Hastey Gatey Hai
Dur Khara Woh Muskata Hai   


Darta Hai Hichkichata Hai
Bas Chanda Ko Takta Rehta Hai
Aur Aahain Bharta Rehta Hai
     
   Tarey To Bohat Hi Hotey Hai
Per Main Sirf uss Tarey Ko Dekhti Hoon
Jo Meri Tarah Tanha Akela Lagta Hai... tearyeyed tearyeyed

--NOT MINE--

Another nice sharing Khushi Ji
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #40 on: December 21, 2009, 12:22:02 PM »
Reply with quote
Bahut achhi poem likhi hai Khushi Ji aapne. Thanks for sharing.
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #41 on: December 21, 2009, 12:23:15 PM »
Reply with quote
Jinke aangan mein ameeri kaa shajar lagta hai
Unkaa har aib zamaane ko hunar lagtaa hai
Chaand taare mere qadmon mein bichhe jaate hain
Ye buzurgon ki duaaon kaa asar lagta hai
Maa’n mujhe dekh ke naaraaz na ho jaaye kahin
Sar pe aanchal nahin hotaa hai to dar lagtaa hai
(---NM---)
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #42 on: December 21, 2009, 12:24:35 PM »
Reply with quote
Thanks Madhu-di

Lovely poem.thanks for sharing Khushi ji,great lines by Koyal ji. icon_thumleft Applause Applause Applause Applause
Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #43 on: December 21, 2009, 03:08:29 PM »
Reply with quote
Bahut achhi poem likhi hai Khushi Ji aapne. Thanks for sharing.

Thxxxx alottttt
Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #44 on: December 21, 2009, 03:09:06 PM »
Reply with quote
Thxxxx so much rajesh ji and madhu ji
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 16
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 27, 2024, 06:21:01 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.154 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer