<--~~Tera Saaya~~-->

by Ninaah on June 30, 2005, 07:58:38 AM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9 10
ReplyPrint
Author  (Read 11025 times)
alam
Guest
«Reply #60 on: October 18, 2005, 10:54:59 AM »
Reply with quote
Humein kya Maloom Tha,

Ye muskurahat hi Meri Dushman hai..

Warna Hum to Muskurate hi nahi Kabhie,

Apki ki Muskurahat ke Liye
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tera Saaya...SK by Shayaries_King in Shayri for Khumar -e- Ishq
SAAYA HOON TERA by saahill in Share:Love Poetry
main to tera saaya hoon by saahill in Shayri for Dard -e- Judai
tera hi saaya hun by saahill in Miscellaneous Shayri
Ninaah
Guest
«Reply #61 on: October 18, 2005, 10:59:25 AM »
Reply with quote
very meaningful........ultimate.......alam.......

koi dard dil mein utar jaata hai,
koi dil ko chalni kar jaata hai,
kisi ko dekhte he kyon,
ankon mein ashqon ka samandar thehar jaata hai........

Quote from: "alam"
Humein kya Maloom Tha,

Ye muskurahat hi Meri Dushman hai..

Warna Hum to Muskurate hi nahi Kabhie,

Apki ki Muskurahat ke Liye
Logged
alam
Guest
«Reply #62 on: October 18, 2005, 11:03:11 AM »
Reply with quote
Thanx A lot

Yun to Uski Ankein bhi samandar thi...

Jisme samandar ka samandar doob jaata,

Main Ek Katra tha Nazarien Milata Kaise.....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #63 on: October 18, 2005, 11:09:17 AM »
Reply with quote
aankon mein kaise koi samata hai,
ashqon ko kaun bayan kar paata hai,
khuda ki dee dil he aisi cheez hai,
jo har dard apne mein dafan kar jaata hai...............

Quote from: "alam"
Thanx A lot

Yun to Uski Ankein bhi samandar thi...

Jisme samandar ka samandar doob jaata,

Main Ek Katra tha Nazarien Milata Kaise.....
Logged
alam
Guest
«Reply #64 on: October 18, 2005, 11:17:43 AM »
Reply with quote
Dil hi tha jo sah gaya...

Jism to kab ka Mar gaya..

Tujhse mile Dard ko,

Apne seene mein kab ka dafan kar gaya..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #65 on: October 18, 2005, 03:27:35 PM »
Reply with quote
bahoot khoob Ninaah and alam!!
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #66 on: October 19, 2005, 04:46:58 AM »
Reply with quote
good.............

fana ho gaye kisi ke pyar mein,
palkein bichayee kisi ke intzaar mein,
pur koi humse wafa na kar saka,
hum khud ko dhoka dete rahe kisi ke aitbaar mein.......

Quote from: "alam"
Dil hi tha jo sah gaya...

Jism to kab ka Mar gaya..

Tujhse mile Dard ko,

Apne seene mein kab ka dafan kar gaya..
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #67 on: October 19, 2005, 04:54:35 AM »
Reply with quote
tamaam umra nibhaate rahe wafa
palkein bichhate rahe per bana woh falsafa
is zaalim duniya ne akela rakhne ki kasam khaayi thi
khuda se iltaza hai mujhe kabhi na rakhe be-wafa.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #68 on: October 19, 2005, 05:03:30 AM »
Reply with quote
humne jiss se preet nibhayee thee,
wo apni nahi parayee thee,
hum lot te rahe apne kafan mein,
jab se suni uski shehnayee thee.........

Quote from: "harashmahajan"
tamaam umra nibhaate rahe wafa
palkein bichhate rahe per bana woh falsafa
is zaalim duniya ne akela rakhne ki kasam khaayi thi
khuda se iltaza hai mujhe kabhi na rakhe be-wafa.
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #69 on: October 19, 2005, 05:31:25 AM »
Reply with quote
bahoot sunder ninaah ji...waah..

aisi lagyee preet  ki muzko hi bhula diya
ik zindagi ne zindagi ko hi bhula diya

be-waqt kaali raat mein ab doob chuke hain hum
ki roshani ko 'harsh' khud hamne chura liya.

Quote from: "Ninaah"
humne jiss se preet nibhayee thee,
wo apni nahi parayee thee,
hum lot te rahe apne kafan mein,
jab se suni uski shehnayee thee.........

Quote from: "harashmahajan"
tamaam umra nibhaate rahe wafa
palkein bichhate rahe per bana woh falsafa
is zaalim duniya ne akela rakhne ki kasam khaayi thi
khuda se iltaza hai mujhe kabhi na rakhe be-wafa.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #70 on: October 19, 2005, 05:43:40 AM »
Reply with quote
good one harash and thanks........

zindagi jee kar kya karein,
jismein sirf bewafayee hai,
jinn yaadon se bhag rahe hain,
saamne ussi ki parchayee hai..........

«Reply #71 on: October 19, 2005, 06:00:09 AM »
Reply with quote
ninaah ji....aaj mout ka matlab hi nahi maloom logon ko....aaj her ashayr mout ki baasha bolta hai...bahoot badiya...

perwaano ka anjaam se nahi hai waasta,
jalna shama pe aaj muqadder samaj liya

na bhago apne saayon se ai mere dost mere humdam
inhi se hi toh hamne apna muqadder bana liya

«Reply #72 on: October 19, 2005, 11:37:01 AM »
Reply with quote
kaash aisa hota ki hum apni takdeer khud banate,
to hum bhi zindagi mein har rang bhar paate,
tod ke har taare ko aasmaan se,
hum yun apne sapno ko sajate.........

«Reply #73 on: October 19, 2005, 06:48:09 PM »
Reply with quote
nice ninaah ji.......

hum toh yuin hi unhe dil mein bithha ker sazda kiya kiye
woh her raat ko zulfon ko saza ker hamein ruswaa kiya kiye
woh her roz  sazti rahien, hum her roz  tarpte rahe
ham sang hote hue bhi woh kasidon sang zalsa kiya kiye.

«Reply #74 on: October 20, 2005, 05:20:45 AM »
Reply with quote
good 1 harash........

Lo rukhsat ho chale iss jahan se,
usko apna har hisaab dekar,
Wo khada hai hamare janaze pur,
muskurate huve do gulaab lekar...........

Quote from: "harashmahajan"
nice ninaah ji.......

hum toh yuin hi unhe dil mein bithha ker sazda kiya kiye
woh her raat ko zulfon ko saza ker hamein ruswaa kiya kiye
woh her roz  sazti rahien, hum her roz  tarpte rahe
ham sang hote hue bhi woh kasidon sang zalsa kiya kiye.

Quote from: "Ninaah"
kaash aisa hota ki hum apni takdeer khud banate,
to hum bhi zindagi mein har rang bhar paate,
tod ke har taare ko aasmaan se,
hum yun apne sapno ko sajate.........

Quote from: "harashmahajan"
ninaah ji....aaj mout ka matlab hi nahi maloom logon ko....aaj her ashayr mout ki baasha bolta hai...bahoot badiya...

perwaano ka anjaam se nahi hai waasta,
jalna shama pe aaj muqadder samaj liya

na bhago apne saayon se ai mere dost mere humdam
inhi se hi toh hamne apna muqadder bana liya
Quote from: "Ninaah"

good one harash and thanks........

zindagi jee kar kya karein,
jismein sirf bewafayee hai,
jinn yaadon se bhag rahe hain,
saamne ussi ki parchayee hai..........

Quote from: "harashmahajan"
bahoot sunder ninaah ji...waah..

aisi lagyee preet  ki muzko hi bhula diya
ik zindagi ne zindagi ko hi bhula diya

be-waqt kaali raat mein ab doob chuke hain hum
ki roshani ko 'harsh' khud hamne chura liya.

Quote from: "Ninaah"
humne jiss se preet nibhayee thee,
wo apni nahi parayee thee,
hum lot te rahe apne kafan mein,
jab se suni uski shehnayee thee.........

Quote from: "harashmahajan"
tamaam umra nibhaate rahe wafa
palkein bichhate rahe per bana woh falsafa
is zaalim duniya ne akela rakhne ki kasam khaayi thi
khuda se iltaza hai mujhe kabhi na rakhe be-wafa.
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9 10
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 29, 2024, 02:05:19 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.124 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer