Do din ki zindagi ka maut hi anjaam hai.............................Aqsh..

by aqsh on December 16, 2013, 01:38:49 PM
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2261 times)
aqsh
Guest
«Reply #30 on: December 17, 2013, 02:23:01 PM »
Reply with quote
Badee Achhi Aur Sachchi Baatein Kahin Hain Sis Aapne
Parhkar Bahut Hi Achcha Laga. Is Khubsoorat Peshkash
Par Dil Ki Gehraaiyon Se Ba Aawaz Buland Dad Aur
Mubaarak Baad Kabul Farmaaye Aur Rau Bhi Usual Smile

Shad o Aabaad Rahiye

Shihab
Shihab ji aapka bahut bahut shukriya aur rau ke liye bhi bahut bahut thnxxxxxxxxxxxxxxx...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
**Maut ya Zindagi** RH by Rajesh Harish in Miscellaneous Shayri
Maut Aur Zindagi by songwriter_123 in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
Tum kya aaye zindagi me................................Aqsh by aqsh in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
MOVED: Tum kya aaye zindagi me................................Aqsh by ParwaaZ in Ghazals
zindagi aur maut by aru12 in Shairi - E - Zindagi
aqsh
Guest
«Reply #31 on: December 17, 2013, 02:24:27 PM »
Reply with quote
Chal rahi hai jo teri saanseiN rabb ka mere inaam hai
Ae insaan is do din ki zindagi ka maut hi anjaam hai
 
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause

wah wah bohut hi unda
thnxxxxx a lotttttttttt jeet ji...
Logged
nashwani
Guest
«Reply #32 on: December 20, 2013, 02:21:08 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

likha to laajwaab hai apne aqsh jee..

Par apko to pata hi hai meko ye rab aur uske funday samajh ni aate..

Isliye shayad apke lafzo.N ki gehraai ko ni samjh paa raha..Really sry..

Logged
aqsh
Guest
«Reply #33 on: December 20, 2013, 08:52:44 PM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

likha to laajwaab hai apne aqsh jee..

Par apko to pata hi hai meko ye rab aur uske funday samajh ni aate..

Isliye shayad apke lafzo.N ki gehraai ko ni samjh paa raha..Really sry..


Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Bachchoo jis din tumhare kaan pakad kar kheenchoongi toh sab samajh mein aa jaayega... waise thnxxxxxxxxxxx padhe toh sahi... dheere dheere sab samajh mein aa jayega..
Logged
suman59
Guest
«Reply #34 on: December 22, 2013, 05:01:36 PM »
Reply with quote
Chal rahi hai jo teri saanseiN rabb ka mere inaam hai
Ae insaan is do din ki zindagi ka maut hi anjaam hai

Kyun doondh raha hai tu, sukoon is faani duniya meiN
Mil jaayegi tujhko saari rahatein, zikr e khuda meiN
Kar dua tu apne haath utha kar, dena usi ka kaam hai
Chal rahi hai jo teri saanseiN,rabb ka mere inaam hai

Yeh duniya ki lazzat, maal o shohrat, sirf teri aazmaish hai
Lutakar inko phir tu bach jaayega, nahin koi gunjaaish hai
Kaam aayenge wohi sajde, tune kiye jo subah shaam hai
Chal rahi hai jo teri saanseiN, rabb ka mere inaam hai

Rah naadim, ibadathoN se roushan kar, apni har raat tu
Apne hisse se nikaal kar, miskeen ko kar kuch khairaat tu
In aamaal ka rabb ke yahan, tujhko milega bada daam hai
Chal rahi hai jo teri saanseiN, rabb ka mere inaam hai
Ae insaan is do din ki zindagi ka, maut hi anjaam hai



Waaaaaaaaaah... aqsh aapne bahut bahut acchi aur sahi baat kahi hai.
padkar mann bahut hi khush hua. bahut daad
Logged
aqsh
Guest
«Reply #35 on: December 23, 2013, 12:50:46 PM »
Reply with quote
Waaaaaaaaaah... aqsh aapne bahut bahut acchi aur sahi baat kahi hai.
padkar mann bahut hi khush hua. bahut daad
thankyou soooooo much suman ji..
Logged
moshahid anjum
Guest
«Reply #36 on: July 02, 2014, 10:49:38 AM »
Reply with quote
 :clap:Aqsh bhai Aap be bahut hi badhiya nazm likha Thai.isle liye shukriya.
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 30, 2024, 09:09:32 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.127 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer